Basic zarort computer or internet hy is kay elaway or kia kia zarori hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex ko karnay k leye apko koe khas computer knowldge nahe chahye bro es mai ap ko bs etnahe chhaye jis se ap post kar saktay aur es mai trade kara saktay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Ji us ke bad aap ki zaroorat meta trader 4 he or us ke sath ak or zaroori chiz aap ka experience he or trading me kamyabi hasil karne ki ability he.
      • #48 Collapse

        assalam o alaikum g bhai jan forex tading me computer or internet k elawa zarori hai expirianc or knowledge ka hona or is k elawa hum trade nahin ka sakte hain or humare pass acha knowledge or exzpirianc ka hona buhat hi zarori hai
        • #49 Collapse

          Computer or net tu forex trading k liye basic zarorat ha is k bghair ap trade kar he nahin sakty lakin is say bhi ziada zarori ha market k bart main Janna agar app market k bRy main proper janu gai tab he ye chezain bhi ap k kam ayein gain warna in ka bhi koye faida nahin ha
          • #50 Collapse

            bhai aap ko computer or internet ke elawa is business ka kam ana chahiye is business me mehnat ke sath jab tak aap learning na kar len us waqt tak aap real account ki taraf na jayen kiun ke forex me real account ke lye aap ki skills achi honi chahiyen .
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ori پيغام ديکھيے
              trading may sab sa shoro may to hum ko aik computer or internet ki zarort hote is kay elawa or kia cheez zarori hy jo kay hum ko shoro may karan chaya or jo zarori ho computer ki tara
              Forex ak bht profitable buisness hai,,forex main hm bht achi earning kr skte hain,,forex buisness shuru krne k lye basic cheezen computer hai or internet hai,,in do cheezon k baghair ap forex shuru nae kr skte,,in k ilawa or bht si cheezen hain jo forex k lye zaruri hain,,forex main success hasil krne k lye knowledge chahiye,,learning chahiye,,hardwork chahiye,,achi planing chahiye..
              • #52 Collapse

                han han han han han bhai ap na bilkkul sahi kaha ha aur ma op ki bat sa agree krta hu aur mjy b yi hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur dost internet aur computer ka bd a[ ka pass kam krny ka liya knowledge honi chaiaya aur dost ap ko learning ati ho trading ki tb hi ap success ho sakty ho........
                • #53 Collapse

                  yar computer se acha laptop le lei banda wo ziyada better rehta hai kyuke agar computer me ap heen use kar rahe heen or trading kar rae heen tu light agar challi jae beech me tu kam apka waha hio rk jata hai behtar ye ha laptop or aik acha internet connection jo ap apke pc se hi connected ho bx
                   
                  • #54 Collapse

                    yes ye boht zarori hai aik internet connection ke baad apke pass is chez ka knowledge ho or uske sath sath apko pata ho in chezo ka ke forex trading kiya hoti hai or iska pata ho tu ap aik acha khasa profit earn kar sakte heen or is se apni achi khasi income barha sakte heen jixka faida hota ha apko
                     
                    • #55 Collapse

                      g han computer or internet k ilawa hmarey pass forex trading se relat knowledge b hona zaruri hey is k baad learning or demo account pe skills hain baqi mehnat jitni aap ker saken utna he acha hey.
                      • #56 Collapse

                        sab sa zaroori cheez to forex trading business ka bara ma knowledge ha aur phir experience ha jo ka haman demo account par practice kar ka hasil hota ha aur demop account par practice kam sa kam 3 month tak lazmi karni chahia taka har tarah samajh aa jai. phir trading rules ko bhi zahan ma rakhna zaroori ha.
                        • #57 Collapse

                          dear yeh chezen jo apne likhi han yeh to her hall main trade keliy zruri hain aur is ke ilawa forex trading ki basic knowledge aur is field main experience bhi bahot zruri hai kun ke in chezoen ke baghir hum kabhi bhi ache traders nahen ban sakte hin
                          • #58 Collapse

                            Ye computer ho ya internet wo to zarye hin jo humin marekt se connect karte hin magar forex trading min humin sab se ziyda zarorat hoti he malomat information aur experience ki jab humin es business min time ho jata he to humari learning humari information aur humara experience khud ba khud grow karta he.
                            • #59 Collapse

                              Forex me computer or internet connection jese basic jarurat he usi tarha knowledge or experience bhi jaruri he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bhai jan mere khyal say computer say related just basic knowledge jesa k software ko install krna uninstall krna or update krna ana chahiye.jb forex market mai trading krnay k liye learning,knowledge or experience required hoti hai or trading say phlay ins bi cheezo ko gain krna bohat zroori hota hai.or inhi ki base pr trader trading mai kamyab ho skta hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X