greed is the cause of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed is the cause of loss
    forex mai lalach ke waja sy hamy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi htoa forex aik online business hain hum is mai nigth mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to ham losss ky siwa kuch be hasal nahi ho ga
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed is the cause of loss

    Loss hony ki boht si caused hein jin mein big reason traders ki lalach hoti hai jis mein traders ko sb se ziada loss hota hai lekin traders isko control krny ki koshish nhi krty balkeh bar bar greed krty hein aur bar bar accounts wash hoty hein hona tu yeh chahiye tha traders phr kabhi lalach na krty.
    • #3 Collapse

      Re: greed is the cause of loss

      ap ny bilkul hi sahi farmaya hy k forex main lalach se hat kar hgi kamyab trader bna jasaakta hy aor ik achi income hasil ki ja sakti hy lakin agr hum is main ehtiyat nahi karengy aor lalchi bn kar kam karengy to hamen loss hi hota rahega aor kuch hasil; nahi hoga
      • #4 Collapse

        Re: greed is the cause of loss

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey aur kuch log ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen tu unn ko bara loss bhi ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach se door rahen lalach buri bala hey
        • #5 Collapse

          Re: greed is the cause of loss

          G ban thek kaha apny k forex main greed loss ki wjaa hai q m lalach main bhot sy log is main bari lot ki trade lagate hain or is main risky trades open karte hain lekin unhy chaye k wo os main bari or risky trades naa lagaen balkau soch smajh k or analysis k bad loss ko zehan main rakhte hue trade lagani chaye.
          • #6 Collapse

            Re: greed is the cause of loss

            han dear ap na thek kaha forex ma wo log bht nuksan uthatay hain jo lalch aur jaldbazi sa kam kartay hain wo baghair sochay samjhay apni trade open kar laitay hain jis ka result ye hota ha k unki trade loss ma chali jati ha aur unhain pachtanay k siwa kuch hasil nhi hota lihaza hmain soch samajh kar aur apna workout karnay k baad trade open karni chaiay, small lot k sath aur riskfree trade karnay ki koshish karain
            • #7 Collapse

              Re: greed is the cause of loss

              Greed is curce
              G ham Sahii kaha hy
              Lalaach k pak forex trading business men Bhot sy Nuqsanaat hotyy hein
              Pak forex trading business men work karty hwe greed Sy bachna chahye
              Chnd aik ka Zikr kartyy hein
              Lalach sy knowledge khatam ho jaata hy
              Lalaach sy experience kahatm ho jaata hy
              Lalaach sy trade loss daita hy
              Lalaach sy Profite Khatam ho jaata hy
              Lalaach sy account wash ho jaata hy
              Lalaach hi aik big loss hy
              Iss liye lalach sy bachna chahye
              • #8 Collapse

                Re: greed is the cause of loss

                g han hamain greed ko avoid karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain loss say bachny liye mhnt karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main kam karny k lie learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi smuhkil na ho saky gi aur hamain is forum main bi trade kar skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: greed is the cause of loss

                  Asslam o alaikum dear members
                  G Han bilkul forex main lalach se hat kar Aik kamyab trader bna jasaakta hy aor ik achi income hasil ki ja sakti hy lakin agr hum is main ehtiyat nahi karengy aor lalchi bn kar kam karengy to hamen loss hi hota rahega aor kuch hasil; nahi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: greed is the cause of loss

                    Yes this is true. Forex main jo b lalach karta hai use loss ka samna karna parhta hai. Isliye lalach se door rahen or apni mehnat e depended hon na k kisi or pe nhi.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: greed is the cause of loss

                      G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamein greed se bachna chahiye our forex trading main hamein sabar k sath work karna chahiye jis ki wajah se forex main hum kamyab ho sakte hain our forex trading main kamyabi hasil karne k liye greed se bachna hamare liye bahut hi zarori hai our forex trading main hamein fresh our active mind k sath work karna chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X