kai hum education ka ilawa kici or field ma ni ja skte
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kai hum education ka ilawa kici or field ma ni ja skte
    no, ham education k ilwa or bi boht c flid hoti han jase kh sport,flim,dramas former and much more
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear agar ap k paas educatio ho gi to ap har field mein kamyaan ho sakte isi trah agar ap k paas munasaib taleem hai to ap forex se best earning kr sdakte q k forex news or analysis english mern hote hain
    • #3 Collapse

      my dear bother ap forex trading ma work kr rahy ho to best hy bother ap hard work karo kaho k online ma best real work hy bother forex trading ga hard work karo ga to kuc profit karo ga an sa le education best hy
      • #4 Collapse

        hr koi apne skills k lehaz se apni field mei ata hai.. js ki awaaz achi ho wo singing mei chala jata hai or js ki acting achi ho wo actor bn jata hai or bhi bht si fields hain jn mei insaan ja skta hai..
        • #5 Collapse

          Asal main forex trading aik reliable business hai aur hamain is field main hi jana chahiye kun keh is field main hum survive kar sakte hain agar hamary pass thora bohat technical knowledge ho ga aur is trah se hum market main successful ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            ap ke bat thek he keh ham kise bhe shube mein ja skte hein ju ham ku acha aur asan lage lakin jtne bhe kam hein un sb mein forex trading sb se acha he kion keh is mein trader ku earning ache milte he ju keh dosry kamon se nhe mil pate
            • #7 Collapse

              education bohat he ache chez hei agra ap k pas taleem nhio hei to phr agriculural kr skty hen or koe bhe business ho ap talemm k bager wo join nhi kr skty kyon k pakistan men aj boaht sy esay log hen jo unparh hen wo kise office men kam nhi kr skty
              • #8 Collapse

                education ho gi to hi hum market main kam kar sakty hain is main hum forum main kam kar sakty hain insta forex main kam kar sakty hain job karni hay to is kay liye humain khud ko active kar kay kam karna ho ga kun kay demo ki help say hi humain achi earning hasil ho sakti hay magr learning kay sath sath humain practice b karna ho gi
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Education is field ke liye bahot zarori hai agr education nhi ho gi to is ko samajhne main bahot mushkil pesh ati hai aur analysis krna ap ke liye mushkil ho jata hai aur learning main apko kafi problems ati hyn
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadatiq پيغام ديکھيے
                    Education is field ke liye bahot zarori hai agr education nhi ho gi to is ko samajhne main bahot mushkil pesh ati hai aur analysis krna ap ke liye mushkil ho jata hai aur learning main apko kafi problems ati hyn
                    ge han yeh bat to he keh education hmare pass ho ge to hm apne forex trading ke business ko smjh skein ge aur hmein apne forex trading market mein knowledge aur experience ke zarort hote he aur jo trader educated hote hien aur jo forex trading business ko ache trah se study krte hien aur forex business ko sahih tareeqe se trade krte hien un ke trading mein kamayabe jlde hote he aur woh apne forex trading mein ache trah se market ko analysis kr lete hien aur apne trading mein un ko koe problem bhe nhe ata he
                    • #11 Collapse

                      Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..agr insan kay pas taleem ho gy usay apnay achay buray ka pta chal jata jis insan ko jo kam acha lgta ha wo usay apni mrzi say krta ha agr ap ko singing ka shoq ha ap singer bn jao agr ap ko acting ka shoq ha ap actor bn jao lakin education boht zrori ha
                      • #12 Collapse

                        Dear mere khyal say ye off topic hai Q k pak forum mai hmay sirf trading say related hi posting krni chahiye or 1 doosray say apni knowledge ko share krna chahiye taakay doosro ko b faida ho lakin agr pak forum k rules k against koi b post kren gay to account b block ho skta hai.Ap Newbie hai isi liye phlay apko pak forum k rules ko zroor read krna chahiye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dear ye to ap pr depend karta ha k ap konc field mn jana chahty hn.education to ajkal sb fields mn chahyei.agr ap k pas education ha to har field mn kamiab hn forex mn b agr ap k pas achi education ha to ap kamiab hongy.baqi mehnat to karni pary gi kyun k education k mehnat bht zaroori ha.

                          اب آن لائن

                          avatar Ayn
                          Working...
                          X