Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao
    Forex ke upar agar aap log sach mein kamyabi Hasil karna chahte hain to iske liye aapko Apne andar se dar nikalna Hoga Hamen negativity Se Dur jakar Positive hokar Thinking start karna Shuru Hogi Jab Positive Thinking ke sath ham log bagair Kisi Dar ke trade start Karenge to usse Ham logon ko bahut jyada achha benefit hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

    Dear brother forex trading men ziyada tar new traders ya woh log jin k pass knowledge aur experience nhi hota woh khud trade open karnay se dartay hen k kahen ghalt trade nah lag jay ya bara loss nah ho jay iss liay koshish karen k khud pe depend karen aur apnay confidence ko improve karen aur dar k bagher trade open karen tu zaroor kamyabi hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

      Yes ye bat kehna to asan hai but karna bhot muskil hai, forex ma trade open karty waqat hath pao phol jaty hai, forex ma 10 10 bar sochna parta hai k trade open karyn k na karyn, rsi indicator batata b hai k time to open the trade but phr b dil ni manta,
      • #4 Collapse

        Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

        Aoa..Han ji dear bilkul bht achi bat ki hai AP ne k hamain forex forum per kam kerty hue kbi b derna bhi chahea aur hamesha confidence aur himmat se trade lagany chahea hamary mind me jitna zeada fear ho ga hamian utna hi nuksan ho ga is Lia hamesha fear apny mind se nikal ker trade karain phr Inshallah AP zarur kamyab hn ge aur AP k loss k Chances b Kam se km hn ge..
        • #5 Collapse

          Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

          Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lagain gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty waqat aap ko aapna dar door kerna hay jiss say aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap zaroor kamyab hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

            Forex pr post reading krte hue hmen hmat see kam Lena chahie Allah pak pr bhrosa rkhna chahie apne andar hmmt Lani chahie hm ik din zuror kamyb honge
            • #7 Collapse

              Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

              welcome to forex. jee ha hame forex pay kamyab honay kay liye apnay dil say dar ko nikalna hoga. aor jub hum forex treding may tred open kare to waha bhe hame bilkul bhe nahe darn a chahiye. aor phir hum koshish kare kay forex pay daily work kare. ta kh month end pay forex hame acha bonus day.
              • #8 Collapse

                Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

                اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
                Forex ke upar agar aap log sach mein kamyabi Hasil karna chahte hain to iske liye aapko Apne andar se dar nikalna Hoga Hamen negativity Se Dur jakar Positive hokar Thinking start karna Shuru Hogi Jab Positive Thinking ke sath ham log bagair Kisi Dar ke trade start Karenge to usse Ham logon ko bahut jyada achha benefit hoga
                Traders Jab dAr Ke kam Karte Hain To Unki trading kabhi bhi acchi Nahin Hoti Agar aap Achcha kam karna chahte hain to aapko Apne mind se alava skadar nikalna hoga Uske Bina aap kabhi bhi acchi trading nahin karna Sikh sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

                  jee dear jis trade py ham dar rahy hoty hain or yaqeen nahi hota wo nahi lagani chhaye q ky aisi trade sy loss he hota hai
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

                    Darr g dear forex himmat kar k hi trade karni chaiye is mein Jo darts hai woh kabhi kamyab nae hota hai humein apne Darr ko nikal kar hi is mein trade karni chaiye is mein jis k Dil mein dad hota hai trading mein woh kabhi kamyab nae hota magar Jo trading mein darts hai uska humesha loss hota hai trading mein Darr trader ko agye nae bharne deta hai is liye humein forex mein apne dar ko nikal kar hi trading karni chaiye tabhi hum forex mein kamyab hoty hai aur humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye bina mehnat k is mein kisi ka faida nae hota magar Jo forex mein mehnat karta hai uska confidence level bhi oarhta hai aur woh apne Ander se Darr ko nikal kar hi trading karta hai aur forex mein. Kamyab trader ban jata hai humein bhi is mein bilkul bhi nae darna chaiye aur dare ko nikal kar hi humein. Forex mein trading karni chaiye tabhi hum forex mein kamyab trader ban sakty Hain warna humara sirf aur sirf nuqsan hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

                      G Han dear ap ny bilkul right Kaha hai trading hamen baghair far k lgany chaheay aur apny Dil main ye umeed Rakh k trad lgani Chaheay k hamen Acha profit hasil Hoga Forex m trading k leay hosla lazmi hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Himat karo or apnay andar say darr nikal kar trade lgao

                        dear membar jab apke pass acha experience hai to ap ka dar khd hi khtam ho jaye ga experience cheez asi hai trading mein zarori hai is ke bagir trade member dar kar hi trade opne karta ha khd ko nuqsan karwa leta hai is liye trading humesha experience or knowledge se ki jati hai jab tak ap market ko baray mein achi jakari hasil nahi kar lety tab tak opne na kare humesha sabar se achy signal ko dekh kar trade opne kare achi kamyabi mile gai or acha profit bhi.
                        Mehnat Me Azmat hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X