Forex may kesi degree ki zaror hay ya nae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex me aaap ko itna kam ana chahye k is me aap ko profit k asool ka pata ho kue ye aik on line work hy jub aap ko is k profit ka ilam ho ga to aap khud ba khud is kam me big khalarhi bante chale gae ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g ha forex mai kisi be cheez ki zarorat nahe hai es mai koe be degree ki need nahe hai es mai bs ap ne trading karna skeh jana chhaye aur jis se ap samaj kar profit kama sakay
      • #63 Collapse

        Mere khayal mein yeh hi aik aisi job kiss education ki koi degree nhi mango jati aur yeh bahot zaida paisy deny wali job hai yeh humary lye rozgar hai is ke lye AGR primary pass bhi na ho tu bhi yeh business kr skty hain aur eraning hasil kr skty hain
        • #64 Collapse

          Dear forex trading mein ap ko kisi tarah ki koi degree ki zarorat nahi is ko har koi join kar sakta hy is mein wo successful hota hy jis k pas market ko analyise karny ka knowledge ho is liye trading karny k liye ap k pas knowledge hona zaroori hy
          • #65 Collapse

            forex business me agar app basic knowledge b hasil kar lo to kesi kisam ki degree ki zarorat nahi hay app ka yahi basic knowledge hi app k kam a sakti hay
            • #66 Collapse

              Forex key leye koi special education nahi hy aur na hi koi degree ley kr is ko join kia jata hy. Lekan yeh zarori hy keh forex ko properly learn krain aur trading skills ko seekhain. Is ki techniques aur strategies ko follow krain to acha profit hasil kia ja sakta hy. Trading skills ko jab samjh jayen gey to success asan ho jaye gi.
              • #67 Collapse

                nai g forex main kisi dagree ki koi zarorat mahi hai yeh kaam bina dagree k har koi kar sakta hai or bina kisi tension k kiu k kuch b nahi karna perta humy es leyeh itna has bus forex ka knowledge hona chahiyeh or learning karny chahiyeh online
                • #68 Collapse

                  forex trading mien apko chahiye ke ap is mie proepr tareeqe se apne goal set karen aur phir ap uske hisab se hi trading karen is mein ap ko koi degree ki koi zaroorat nahi hia.
                  • #69 Collapse

                    is main koi ayse maksos degree ki zrort nai hay is main nationalty ka pta ho is main real documents ki zrort hoti hy jis say humain market main kam karna kafi sai ho sakta hay magr humain education ho gi to hi kam kar sakty hain jis ki base say humain market ko samjhny main asni ho sakti hay hum asani say har rueles ko follow kar sakty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #70 Collapse

                      G nhi forex trading main ane ke liye koi khas degree ki limit nhi hai wese bnde ko educated hona chahiye kiun ke educated admi is business ko asani se samjh skta hai aur un educated ko ye business samajhne main bahot mushkil pesh ati hai
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                        is main koi ayse maksos degree ki zrort nai hay is main nationalty ka pta ho is main real documents ki zrort hoti hy jis say humain market main kam karna kafi sai ho sakta hay magr humain education ho gi to hi kam kar sakty hain jis ki base say humain market ko samjhny main asni ho sakti hay hum asani say har rueles ko follow kar sakty hain
                        ge han aisa he keh forex trading ke business ke lie kse degree ke zarorat nhe prte he lakin hmein yeh lazme hota he keh hm apne forex trading ko ache trah se learn krein aur apne forex trading ke jo bhe methods hein aur jo chezein forex trading mein hote hien un mein apna acha knowledge hasil krein aur apne forex trading ke business e rules ko smjhein aur apne tradning mein ihtiat se kam krein to hmein boht faida apne trading se asane se hasil hota he
                        • #72 Collapse

                          Ni dear is mn ap ko kisi degree ki zaroorat ni han bas itni education honi chahyei k ap ko is business ki samjh a jaye r ap achi tarah samjh kr trading kar sakein r thread mn jo posts karty hn un ki samjh aye r ap b un posts ka acha knowledgeable reply kar sakein.
                          • #73 Collapse

                            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..is kay liay ksi degree ki zrorat nae lakin education hona boht zrori ha takay ap isay achy trha learn kr sko aur ap kay pas experince ka hona boht hi zrori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #74 Collapse

                              Nhi Bhai.Forex market mai trading krnay k liye kisi b degree ki zroorat nhi hoti lakin trader k pas esay skills zroor honay chahiye jinhay use krtay huway wo forex market mai trading say faida hasil kr skay or market ko smjtay huway trading kray.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X