Kya earning ka lya learning zrori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

    Agar Ham per Bharosa karna chahte hain dost ke liye Hamen learning karni padegi Kyunki learning karne se Hamari knowledge increase hoti hai aur knowledge bahut important Hoti Hai Yaar kam ke liye gana chahie Hogi To Ham Kam Nahin kar Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

      G dear agar ap Forex se Achi earning hasil Karna Chahty Hain tu ismain zruri hai k apko is main ziyada se ziyada learning krni hogi learning se Acha knowledge hasil hota hai aur Forex main best knowledge wala he work Kar Sakta hai aur wahi Kamyab hai aur Achi earning kma skta h
      • #18 Collapse

        Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

        Bilkul Jab Bhi ham log hi Jaate Hain Ki Ham Logon Ne acchi earning karni hai to uske liye Hamen maximum learning ki jarurat Hoti Hai Jab ham log maximum learning Karke kam Shuru Karte Hain To hi Ham Logon Ko Achcha profit Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

          g bilkul larning kiye bagair hum kabhi bhe earning nahi kar sakty ,,,hum sub ko cheye k sub sa phly achi learning kia karen bad main learning khud he ho jati hai or bhot faida bhe milta hai ,,kamiyabi k liye learning bhot zeada matter karti hai ,...learning k bagair hum kamiyab bhe nahi ho sakty hain...
          • #20 Collapse

            Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

            Bilkul Sar Agar aapka main aap trader Banna chahte hain aur bahut accha profit bhi Kamana Chahte Hain To aapko knowledge or experience bahut Hasil karna hoga Kyunki bagair knowledge or experience ke is Mein Kamyab Hona bahut Mushkil ho jata hai aur ham ismein achha profit Nahin, paate
            • #21 Collapse

              Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

              Baki forex forum pay kuchh hasil karne ke liye learning bahut zarori h kyunki Agar aapko forex ka pata nahin hai to aapko yah business nahin karna chahie agar aap iske bare mein bahut ziadaa knowledge rakhte Hain tabhi aap kuchh hasil kar sakte hain tu forex per aane ke liye ye aap ko chahie ki aap sabse pahle uske bare mein bahut ziada prhain
              • #22 Collapse

                Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Gps401 پيغام ديکھيے
                G han bhai jan forex trading main kuch bhe earn krna ka lya learning bahut zrori hai kiun ka learn kran ga tu he ap trading kr sakta han ak acha aur kamyab trader wo he hota hai jo learning ka bad trading start krta hai ak bat aur main ap ko btata chalo ka forex trading ak aisa business hai jis ke learning sath sath chalti rahti hai aur kamyab bhe wo he hota hai jo learning sath sath krta rahta hai
                Kitni bar yah ek hi baat puchni hai aapko thoda bahut to Akal se kam Dena chahie mujhe lagta hai aap ka damagh nahi hai ap pagal ho isi loye ap bekar or fazool kam krty ho forum pai ap ka role 1 donkey jesa hai jis k damgh main bhoosa vhara hoa hai
                • #23 Collapse

                  Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

                  learning or earning g dear forex mein earning k liye learning buhat zaroori hai hum forex mein jitni achi learning karenge utni achi earning bhi kar sakty hain is k liye humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye humein forex mein kamyabi mehnat se milti hai Jo forex mein jitni mehnat karta hai woh is mein utni jaldi kamyab hota hai aur forex mein humein buhat zaida earning karne k liye is mein humein learning karni paregi jitni achi humari learning hogi utni achi hum earning karbsajty hai forex mein kamyabi unko milti hai Jo is mein zaida se zaida mehnat karte Hain mehanti trader hi forex mein kamyab hoty hai aur apni hardworking se woh buhat acha bonus Hain karbsajty Hain humein bhi agar is mein acha bonus chaiye toh humein forex mein. Zaida se zaida hardworking karni chaiye tabhi hum forex mein kamyab hoty Hain humein is mein zaida se zaida mehnat apni kamyabi k liye milti hai jitni mehnat karenge utni kamyabi milti hai aur earning without learning is not possible so it is also useful.
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

                    jee koi bhi kam my earning ky liyh learning ke zoret hoti hain or agher ap ko forex my ap ko acha earning kerni hoti hain to ap ko phly is ky demo acocunt sy sekhna chayh then ap ko trading kerni chayh yeh akh best way hain trading ka or ap yha sy acha earning ker skty hain . or ap ko bth dhun forex my ap acha profit earning ker skty hain or ap ko bth dhun yha ap ko acha earning ky liyh ap ko phly learning ke zroret hoti hain .
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

                      Han g bohat zroori hai agar ap trading ko learn nahi kary gy to ap earn nahi kar saky gy agar ap ko trading me kamyaabi chahiye to ap ko trading ko seekhna hi hoga agar ap seekhy gy to ap ap ko earning ki tension nahi hogi trading ko smjhna hi ap ko earning deta hai is liye learn zroor kary trading ko.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya earning ka lya learning zrori hai

                        g han bilkul bhai jan ap ny bilkul thek kha hy achi earning tab he hoti hy acha profit tab he ap withdraw kar paty han jab ap ko kam karny kilye acha knowledge ho ap os k bary main achy sy janty hon k is main hum kasy kam kar k acha profit hasil kar sakty han os kilye larning karna bhot he zaroore hy tab he hum achi earning hasil kar paen gy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X