Trading dar dar k nahi karni chahaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

    Ap ny sahi kaha hai agar ap trading k doran dary gy to ap sahi sy trading nahi kar saky gy ap ko trading k doran darna nahi chahiye agar ap trading k doran dary gy to trading sahi sy nahi hogi ap sahi sy faisly nahi ly gy to ap k liye hi nuqsan deh hai or ap ko loss ho ga or ap ko darna nahi chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

      Assalam o alikum dosto bhai na bahut he achi bat ki ha trading dar dar ka nhe karni chahye ha bahi koi bhe kam ho jisy ap kar sagty hon usy dsr dar ka karny ka koi faida nhe ha or rahi forex ki bat dsr dar ka trading karny sa behtar ha ap trading karen he na kun ka agar ap dsr dar ka trading karen ga to ap kamyab nhe ho sagty apny andar sa dar ko khatam karen or kamyab ho jaen
      • #18 Collapse

        Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

        g han bilkul bhai jan ap ny bhot he achi bat khe hy trading hamesha dar dar kar ni balke himat sy karni chye tab he hum forex trading main achi trade kar paen gy or har trade main acha profit hasil kar saken gy achi earning hasil kar saken gy
        • #19 Collapse

          Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

          Tarding dar dar kay hoo hiii saktiii is liyaa hamay mahnat karniii chahiya dar kay tarding karnay say hamay loss hii ho jata hay yaa market hamay profit daynay kay mod may hotii hay aur hum dar kii wajha say kay kahii loss na hoo jahay hum trade nai lagtay and is tarha hum apnaa acha profit bhiii gawa batha tay hay is liyaa tardingg hoslay say karhay apnaa indar ap hoslaa bathaa karhay jorat padhaa karhay
          • #20 Collapse

            Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

            Asslam o alaikum dear members
            G Han bilkul forex trading may dar dar kar kaam karangay tho aap k saaray faisalay ghalath he hongay kionka aap jo be kaam dar dar kar karthay hay os may aap ko nuqsaan hotha hay our forex trading may tho agar aap dar kar kaam karanagya tho loss yaqeene hotha hay.
            • #21 Collapse

              Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

              Aslam O Alaikum; g friends umeed h ap ap sb kheriat sy hongay or apna kaam bhot hi khobsoorti sy nibha rahay hongay , forex forum py anay walay new member ko welcome or unko advice di jaati hy k wo pe\hly is k baray main learn krain pracctice k bad ja k wo trade krain ju unko loss na dy , forex main bilkul 2 qism k log hain ek wo jin k pass bhot zada knowlgde or experience hy or dosray wo ju unexperienced hain or risk lay k kaam krt.y hain . trading krty wqt un logon ko dar hota hy jin k lagta h wo khin mistake kr chukay hain , so dont make mistakes n be successful
              AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
              • #22 Collapse

                Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                Forex main trading hamein fresh our active mind k sath karni chahiye our forex trading main hamein jald bazi nahi karni chahiye balke sabar k sath forex maiin trading karni chahiye jis se forex main hum chi trading kar sakte hain our achi kamyabi our achi earning bhi hasil kar sakte hain our forex main trading k duraan hamara active rehna bhi bahut hi zarori hai
                • #23 Collapse

                  Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                  nafa noqsan kismat ki baat hoti hai noqsan bary bary traider ko bhe ajata hai , traiding main drna bilkul bhe nahi chahi hai himat or sabar dono ka traiding main bahot ahim kardar hota hai or yeah dono ap k control main hoge to ap ik achi traiding kar payain gey waran nahi .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                    Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki trading Dar Dar Ke Nahin Karni chahie balki koi bhi kam Karke nahin karna chahie ful confidence se karna chahie Aage aapko kam mein success Ho agar aap Dar ke kam Karenge to aapko maja bhi nahin aaega aur aapka logos hone ka Khadsha bhi hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                      g baat tu ap nay theek ki hai but such bhi yeh hai kai agar ap nay is market main apni personal investment ki ho tu fear of failure ya loss a hi jata hai damagh main aur us ki waja say hum panic ho kar galat decision kartay rehtay hain aur loss karwatay rehtay hain lakin ap ki baat say agree karon ga kai jo apni is cheez per kaboo kar lai ga is market main aur bagair daray trading karay ga us ko result bhi positive hi milay ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                        Ham Logon Ko chahie ki kabhi bhi Dar Dar ke trading na Karen koshish Karenge jaldi jaldi aur school ke sath reading Karen aur jaldi se Faisla Lekar trade ko open kar de
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: imranshaah پيغام ديکھيے
                          Dear friends hum sab ko chahaye k hum sab forex pakistan mein jab apni trading karein tu us waqt humein apni koi bhi trade open ya close karney mein darna nahi chahaye balkeh loss k khouf se hat kar hum ko apni trading karni chahaye q k dostu forex pakistan eik business hai aur business koi bhi ho us mein loss aur profit yeh donu hotey hain.
                          Forex trading 1 difficult business hai aur isme Agar aapko success Hasil karna hoga to aapko brave hokar kam karna hoga lekin aapko overconfident bhi nahin Hona Hoga Forex trading main aapko confidence ke sath brave hokar kam karna hoga tabhi aapko apne aap per aur apne analyses per confidence hoga jo aapki acchi trading karne mein aapki bahut jyada help kar sakega
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                            dar ke aage maut hai aur jo dar Gaya vah Mar Gaya yah sab ne suna hoga trading aisa business hai jismein confidence hona chahie agar confidence nahin hai to aap loss ke sath apne account ko khatm kar lenge jitna achcha kaun hai dance hoga utna hi achcha profit milega lekin yah baat yad rakhen chote chote profit collect karne se hi kamyabi milegi Na ke big profit ka intezar kiya jaaye kyunki market likh Di hoti hai profit loss mein bhi change ho sakta hai.....
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                              Forex trading maie Apne emotions ku Jo parson control karty Hain wo kamyab hai achi aur mayri trading Karen .ager aap ka loss ho jye tu Apne mistake ki achi trha check Karen jis say aap ku loss ho ta KY aap next achi trade Kar sky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading dar dar k nahi karni chahaye.

                                Trding karty hovy jab ap ko loss hota ha balky ap 1 tarteeb sa loss main ja rahy hoty han tab ap ko trading karty hovy dar lag hya lagna bhe chahye ha ab karna kaya ha ka is dar ko khatam kiya jaye practice karna ha kahan kahan galti hoi us ko sambhalna ha lecture leny han help leni tab ja ka loss cover ho ga or dar bhe khatam ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X