forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha
    gi han forex mein akar hamara nahi balky sab logon ka jo forex mein kam kartein hain sab a knowledje pehly sy ziyada barah gaya ha our mazeed bhi agy barah raha ha kyo ky ham har roz new threads ka jawab detein hain our ham ki post kartein hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

    Forex ka bahot waseh knowledge hai jis ko complete hasil kerny maij bahot time lagta hai lekin jab hamara forex trading ka knowledge complete ho jata hai tou ham trade open kerty huey koi aesi mistake nehi kerty ky hamain loss ho jaey ham forex market main achi terha trade ker ky acha profit hasil kerty hain
    • #3 Collapse

      Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

      assalamu alaikum dear members ummid hai ki aap sab log khairiyat se hun jaisa ki aap sab log jante Hain ki ek online earning website hai jis per aapko posting aur thread share karni padati hai aur yah aapko return bonus as a dollar mein deti hai jis per aap profitable trading lagakar profit hasil kar sakte hain aur usko vitran ki kara sakte hain isliye Ham logon ko jyada se jyada mehnat karni chahie kitab ke hamare pass jyada se jyada knowledge or experience aaya aur jyada se jyada cancel Karen thank you
      • #4 Collapse

        Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

        G han forex trading join karnay se pahlay knowledge kam hota hey aur jab regular trading start kar letey hen tu phir khud ba khud knowledge increase hota rahta hey aur jitna acha knowledge ho ga utni achi trading ho gi aur phir acha profit bhi milta hey
        • #5 Collapse

          Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

          Asslam o alaikum g haan billkul forex ma hamara knowledge bi sath sath zada hota ha Jessa Jessa ham forex ma Kam krta Han Wasa Wasa hamara knowledge bi zada hota ha jis sa hmain kamyabi milti ha is Lia sb members ko chahia forex ma or zada mehnat Kia kran tu PR kamyab hon ga or knowledge bi acha ay ga
          • #6 Collapse

            Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

            Yes dear bilkul forex me a kr hamain bht si chezain seekhny ko milti hain q k forex me mukhtalif log apna knowledge aur experience share kerty Hain aur khud to unko achi posts ka faida hota hi hai lekin wo phr doosrn ko bhi faida dety Hain..is Lia sb members ko chahea k wo forum per hamesha acha aur informative material share karain jis se sb ko kuch na kuch seekhny ko Mily..aur sb k knowledge me izafa ho
            • #7 Collapse

              Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

              dear and respected forexmemberham sab ko chahiy keh ham iss mein jub work start kerty hein to hamara knowledge iss mein increase hota jata hy jue keh senours ki post per bht hi knowledge hota hy ager hamarey pas ziada time ho to hamin senours ki post ko lazmi read kerna chahiy is sey mazeed hmara knowledge increase hoga jis sey ham kamiyabi bhi hasil ker sakin gy..
              • #8 Collapse

                Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                G Han jab ham kisi bhi kaam mein involve hote Hain to ham sab se pehle us ko learn karte Hain us ke bare mein complete knowledge lete Hain phir hi ham kaam start karte hain magar forex ko ham aese start nahi karte magar jab koi is ko serious ho ke join karta hai to yakeenan us ke knowledge mein buhat izafa hota hai aur us mein wo kameyab hota hai
                Kyon ke jab knowledge hota hai to phir hi wo acha kaam kar sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                  G han forex form m hmri knowledge m azafa hota hota h hmra experience bhi brhta h log apni apni knowledge share krte hn jis prh kr hmri knowledge m bhi azafa hota y forex trading hmri knowledge m azafa ke le bset business h is m knowledge ke sath sath hm ri earning m bhi azafa hota h
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                    G han forex per akar hamara knowledge acha ho jata ha is liye students forex ko join karen ye in kay liye ik bohat hi acha business ha wo is par kaam kar ke acha profit bhi hasil kar sakty han aur acha knowledge bhi gain kar sakty han jo kay un ko studies may bhi help karay ga
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                      G Han bilkul AP ki baat saheh hy trading main Jitna ziada time AP ka hota jata hy utna ziada AP ko experience main izafa ho jata hy r AP ek accha experience hasil kr k ek accha trade kr sakty Hain.
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                        Assalam o Alikum dear members of forex.
                        G dear bilkul jin logon k o trading k bary ma kuch b pta nai ta forex ko join krr k ab wo trading ma expert bn gy hein dear forex ak asa online bussiness h jis ma ap ko bht zayada trading experience r knowledge hasil hota h r ap es ma kaam kr k bht sa profit kama sqty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                          Dear all members Forex main hamin cahhye ha k jb iskO seekhny Ka time den aur learning kO zeada twjaa k sath kren aur patience k sath trading kren agr HM Forex main trading krna chahty hn tOu hamin cahhye ha apna experience aur knowledge kO improve kren aur patience k sath trading main aen aur trading kren
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                            wsalm G bilkol forex trading main shuro main humre pas forex k bare main etna knowledge nahi hota mgr jaise jaise waqt gozrta jae ga forex main humra knowledge bhi bahtra jae ga kiun k hum jetna zeyda time forex ko den gy humra knowledge bhi utna zeyda acha ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein akar hamara knowledje bhi ziyada ho gya ha

                              G han bilkul forex ko join karnay ka ak faida hamen yh b hva hy k is men anay k bad bari teezi say hamaray knowledge men b izafa hva hy kion k forum pay posting or threads create kar k hum yahan apnay knowledge or experience k hisab say posts karty hyn or dosray seniors members ki posts read kartay hyn jis say hamaray apnay zaati knowledge or experience men bahot bari had tak izafa hva hy is lye hamen chahey k apna knowledge dosron say b share karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X