Don't like to use SL and Exit target

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't like to use SL and Exit target
    I am a newbie in Forex and I am currently practicing in demo. I always have 5 position open everyday and I never used stop SL and exit target, I just closed threads every time I earned a little. I just want to test where will the trend will take me, so far I am doing fine but I am not sure if I am doing the right thing or is it the right way to thread Forex. Comments anyone?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    me nay kafi kuch is waja say he loss kya hai k me stop loss use nahi karta tha lekin ab me nay is ko use karna shuru kar dya hai aur hume chahye k hum is cheez ko he use kare aur is kam ko kare hum ko ye dekhna chahye.
    • #3 Collapse

      sl and tp laazmi use karna chaye successful trader banne k liye in ka use karna bohat zaroori hai nahee to aap losses ko hi face karte rahe ge
      • #4 Collapse

        bahi hr ksi ka apna apna hota ha trading style es lie app keh skty ho ka app ko agr khuch glt lgta ha to app usy thek karne ki kosish karo muje to apka trading style bouth zaida pasnd aya ha lakin ma apko advice dow ga ka app apne trade ma take profit ko b use kary
        • #5 Collapse

          dear stop loss ka use karna hamare account ko secure karna hota he or jab tak yh nahi hote hamari trades risk me hoti hen ro hamko kabi be loss ho sakta he is lie hamko is baat ka khaas khiyal rakhna hota he ke konse points par ham ne stop loss ko rakhna he ta ke hamko eanring ho na ke stop loss hit ho hamesha
          • #6 Collapse

            dear is main jab market move karti hai to up and down hoti rahti hai and agar hum stop loss ko use karain gy to hamari trade close ho jati hai and us k bad market ussi side main chali jati hai is liye hamain high capital rakhna chaye and small lot ko use kar k is main stop loss ko nai use karna chaye...
            • #7 Collapse

              Forex mein stop loss k baghair ki janay wali trades pehlay to kuch time profit deti hain lekin jab wo down side ki taraf jati hain to sara balance zaya ho jata ha,to hamesha stop loss use karain.
              • #8 Collapse

                dear maray khiyal main ap bilkul sahi nahi ker rahay hai hain khun k trading main stop loss ki option zaror dani hai or take profit ki option bhi Zaror do
                • #9 Collapse

                  my dear stop loss or take profit dono hi best tools hain in ki madad se ap best treqe se apne account ko manage krsakte ho but agar ap trend ko samj k in ka sahi use kro to yeh ap ko buht faida dein sakte hain
                  • #10 Collapse

                    main to use karta hun aur dosron ko bhi kahun ga k wo use kariain agar ye use na karin to trade ka faida hi nahi hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Dekhain agar aap ney forex sey aik achi earning karna hy to aap ko wait karna ho ga keh jab aap ko aik acha profit mil jaye. Jab aap ko profit honey lagta hy aur aap lots ko close kar detay hain to yeh aik acha profit nahi hy. Aap risk nahi letay. Trading main thora buhat risk to lena parta hy aur isi leyey stop loss use kia jata hy. Aap ki trading slow hy, is ko zara fast karain.
                      • #12 Collapse

                        forex trading mai shuru say he mai apni trade mai stop loss ko use karta hu kiu k stop loss humay mazeed loss hone say bachata hai and humay ye use karna necessary hota hai is k bagair hum apni trade nhe lga sakte hai kiu k bhot dafa market humari soch say b ziyda humare against move kar jati hai us time humay stop loss ki zarorat hoti hai
                        • #13 Collapse

                          ap ko sl or tp lgani chahiye q k is tarha agar ap pass nahi b ho to ap ki trades khud ba khud close ho jaye gi or agar kabi ap ko yaad nahi raha to ap ki trads khud close ho jaye gi or ap ko loss se b ye bacha sakte hain ye lagna ek achi cheez hai is ka faida hi hai nuqsaan nahi.
                          • #14 Collapse

                            G han laalach jo hai wo forex main na ho to behtar hai kewnke laalach se saar loss hota hai haam apni knowledge aur experience ke mutabiq chalte hain trading achi hoti jabke greed jab hoti hai to saara loss hojaata hai iss liye jo hai laalach se door rehna zaroori hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              demo main trade ko hum long kar detay hain lakin real main asa nahi kartay q k real main jab hamay thora bhi profit araha hota hai to hum us ko utha k trade close kar detay hain aur apko sl zaroor use karna chahye aik professional trader banne k liye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X