mehnat karny main bi barkat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat karny main bi barkat hai
    g han hum mhnt karien gay tab hi hum sucess ho akty hain aur kam karny main bi barkat hoti hai so hamain is k bary main planing karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main information cahi ho gi tab hi hum market main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain tab hi hum real main bi perform karny k kabil ho sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat karny main bi barkat hai

    Yes forex asa plat form hai jo kisi ki mehnat ko kbi zaya ni karta, forex ma ye bat zehan sy nikal deni chahe k ham apna time forex ma waste kar rahy hai, dil sy effort karty rahy inshallah zarur kamyabi ho gi, forex ma dil sy kam karyn warna na karyn,
    • #3 Collapse

      Re: mehnat karny main bi barkat hai

      mehnaat kerny main bi barkat hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: mehnat karny main bi barkat hai

        G han thek kaha apny k forex main mehant karne su hume faida hota hai isliye hume.chaye k hum is main mehnat or hard work karen or achi learning or knowldge k bad is main kamyabi haisl.karen or best way main is main successful ho skane.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat karny main bi barkat hai

          mehnath may azmath hay our jo log mehnath karthwy hay wo zaroor kamyaab hothwy hay is liay agar aap forex trading say faida hasil karna chahthay hay tho buhut ziada mehnath karay forex forjm par be our demo account par practice may be kionka ye dhono cheezay aap ko profit ke onchaai par pohonchathe hay.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat karny main bi barkat hai

            Aslam o Alikum Dear brother apki baat bilkul theek Hy mehnat karne wale log kabhe bhe nakam nahe hote wo hmesha mehnat Kar k kuch na kuch sekhne me lgy rehte Hain or kamyabi ka rasta dhondh lete Hain or ek din wo acha business man bn jate Hain kse ki bhe mehnat zaya bilkul bhe nahen hoti Pak Forex ek esa pletform Hy jis me Jo zeyada mehnat krta Hy wo acha profit hasil KR ta hy
            • #7 Collapse

              Re: mehnat karny main bi barkat hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Dol پيغام ديکھيے
              g han hum mhnt karien gay tab hi hum sucess ho akty hain aur kam karny main bi barkat hoti hai so hamain is k bary main planing karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main information cahi ho gi tab hi hum market main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain tab hi hum real main bi perform karny k kabil ho sakty hain
              mehnat main bhot zyada barkat hai kyun ke mehnat karne wala kabhi bhi nakam nhi hota our loss baar baar hone ke bad bhi mehnat ko nhi chorta akhir kar mehnat us ka muqader ban jati hai our woh sab kuch hasil kar keta hai jo us ka khab hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: mehnat karny main bi barkat hai

                G han dear members mehnat karne se he barkat hote hy jb hum mehnat karty hy to hmare pas sb kuch hota hy mehnat karne se hmare kam me barkat hote hy aur hmre knowledge me barkat hote hy aur hmary bouns me bhe barkat hote hy aur hum ak achy aur kyamyab member bn sakty hy
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat karny main bi barkat hai

                  Mehnat Karen Apne knowledge ko improve Karen jitna jyada knowledge banta jaega utna hi best work kar payenge..
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat karny main bi barkat hai

                    g bilkul mehnat karny main he barqat hoti hai hum sub ko cheye k hamesha mehnat k sath he kam karen taky hamry kam main bhe barqat ho or hum kamiyabi bhe hasil kar saken ,,hum sub k liye kamiyabi hasil karna bhot zeada mushkil kam hota hai bus hamen mehnat k sath he kam karna cheye,,,
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat karny main bi barkat hai

                      Aapane theek Kaha mehnat main hi Barkat hai Hamen chahie ke yahan Dil lagakar kam Karen Taki Ham Ek accha profit mil sake Yahan Mehnat bahut jaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat karny main bi barkat hai

                        Ji haan Janab aapki baat bilkul theek hai kam Koi bhi Ho Agar Ham mehnat ke sath karen to mehnat Mein barkat hogi isliye Hamen Forex mein bhi mehnat ke sath kam karna chahie Agar Ham Forex mein mehnat ke sath kam Karenge to Ham Forex Mein acchi tarah Se kamyab bhi Ho jaenge aur hamara bonus bhi achcha aaega
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat karny main bi barkat hai

                          Malay karne wala Jarur Kamyab hota hai isliye mehnat Karne Se Kabhi ghabrana Nahin chahie Jo Main Kahta Hai Koi Ek Din Jarur bahut acchi Tarah Kamyab hota hai main Kabhi Na Kam Nahin hone deti
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat karny main bi barkat hai

                            wsalm G bilkol aisa hi hai forex trading main agr hum mehnat r lagan sy kam krn gy tu hum kamyab rahn gu kiun k mehnat krne wale log kabhi nakam nahi ho skte humsha mehnat r lagan sy kam krana chae ta k humhe kamyabi mile r hum forex main acha profit kama sken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat karny main bi barkat hai

                              welcome to forex. jee ha aap nay thek kaha hay. hum mehnat kare gay to hame kamyabe naseeb hoge. warna to hum nakam rhay gay. forex wo wahid online busniss hay jaha sirf aor sirf mehnat he karne parte hay. us kay bad aap ko aap ke mehnat ka sila milna shuru ho jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X