Losing money in forex,what will you do next?(7)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes loss hone k baad ham ziada behter tareeqe se trade ko analyze kar sakte hain aor apne loss ki waja jaan kar future main ham mazeed loss se bach sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex mein loss hota hay ap is ko recover karo takay afsos na ho aur forex mien patience say trading karni chayie kiyon kay yeh aik risky business hay aur is mein ap ko loss bhi ho sakta hay isi liye mein forex ko bahot pasand karta hon aur chata hon kay forex ko achi tahra say seekho aur earning bhi karon .
      • #18 Collapse

        dekahain agar ap money loos karain gay to ap dekhan chaiy kay next time us chez ko avoaid kia ja skay aur pfroit lay sakay.
        • #19 Collapse

          bhai jaan mery khayaal k mutabiq ager ap ko markit ki samjh ni a ri ur ao is main anylsis ni ker pa rahy to ap ko trading stop ker daini chye ur markit ko wach ker k us main learning ker k trad kerni chye ta k km sy km loss ho
          • #20 Collapse

            main to dobara is par bonus bana kar is par try karunga k mujhjey loss na ho jae aur is tarah aik na aik din to kamyabi milegi
            • #21 Collapse

              is main ager loss ho jaye toa pp ko pata hay k kia ho ga janb,,,kafi achi job hay ye jnab,,,i like it very very mcuh janb...kafi hio achi job ahy ey jnab
              • #22 Collapse

                forex mein money loss hoti he and forex mein luck bhi zarori hota hay aur ager ap forex mein learning nahi krty hay tu phr loss hoga kio kay yeh aik risky business hey mein tu ab forex ko bahot sekhta hon aur mery friend bhi bahot learn ker rahay hay woh sab bhi chatay hay kay is ko llearn kr kay earning karay .
                • #23 Collapse

                  business is a analytic business and need to analysis the market to make profit. For better analysis need a fresh mind to get a right decision. I think need to avoid trade when a trader is not mentally prepared. A good decision can give good profit, on the other hand a wrong decision can be cause of lost capital.
                  • #24 Collapse

                    asalam-o-alikum jub ap trading shurk kar ray to ap sub say phelay ap market ko dekhay wo is liya ap markat ko nahe samjo gay to ap ko loss money ka samna karna par sak tha hay or ap ko trading ki market samaj nahe ay reahy to filal ap trading ko stop kar do ...........
                    • #25 Collapse

                      yar agr humain loss aa jata ha to dont worry kyu ke har kam main loss us ka zroor hissa hota ha to agr mere sath aysa ho to main aur invest kr kay trade apni jari rakhu ga mutlib trade to har surat hal ma jari rakhni ha chahe jo b ho agr hum apni trade band kar dain gay to bat to phr wehi aa jay ge na....
                      • #26 Collapse

                        yar forex mai loss ki or profit ki tension nai leni chaiye kiyon ke forex ik bussiness hai or har bussines ki tarhan yahan per bhi loss or profit hota hai wo inan kamyab nai hai jo profit kamata ho wo kamyab hai jiss ko loss ko manage karna ata ho iss liye forex mai agar loss ho bhi jaye to hope nai chorni chaiye or or zyada mehnat se kaam karna chaiye kabhi to insan kamyab ho he jaye ga.
                        • #27 Collapse

                          Brother i think keh jaab haam us main money losss ker jayain to hamain himaat nahi haarni chahyea balkay acahi acahi taaraah seakh kaar dobara try kaarnaa chaaheyea aor us gaalti say baachana chahyea jic say loss hoa hoo aor ziyada say ziyada parctice kaarni chahyea. Takay hmm kamyaab ho sakain.
                          • #28 Collapse

                            my dear i think main to yehi kahoon ga forex bussiness bohat high risky hai jin logon ko forex bussiness mein loss hota hai un ki apni misstake say hi hota hai bohat say log high greed say trading kartey hain jin ki wajha say loss ho jata hai aur khuch log without expert demo practice without learning tarding kartey hain to inko loss ho jata hai dear agar forex bussiness ko learn aur demo practice kar kay kiya jaey aur without greed kiya jaey to kabhi bhi loss na ho balkey daily app achey say acha profit easyli kama saktey hain
                            • #29 Collapse

                              well my dear friend, business chahay koi bhi ho uss mein humein jub tak losses nahi hotay hain uss say humein lessons nahi avail hotay hain, ager hum apnay losses say learn kartay hain tou humein apni investment ki importance ka pata chalta hai aur hum next time careful ho kay working kartay hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: sabzwari پيغام ديکھيے
                                That is right...having a lot of experience daily can make us decide more wisely the next time we trade. Our previous experiences in trading will teach us how to be wiser and smarter when dealing with our trading activities.
                                salam ma to abhi naya hu ma na abhi tak to trading nai shuru ki kyu ka point kam ha lakin ap se pouch chata hun ka loss se kesa bacha jae aur trading ka kya asol ha, plz rply must............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X