paid signals pay pase waste nahi karne chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    paid signals pay pase waste nahi karne chahye
    dear traders koshish Karenge Apna khud ka experience increase Karen aur Khud market ka analysis karte hue profitable trade select Karen kabhi bhi paid signals per depend na Karen or apne pase waste nahi karNa chahye Khud market ka analysis Karen aur trade order lagaen Kamyab hone ke liye Hamen Khud karna bahut jaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

    ji han aapki baat theek hai ke ped signal per paise waste nahin karni chahie Jab Ham forex market mein kisi bhi website se ped signal kharidte Hain to hamen yah to uske ped signal per stop loss aur take profit limit lagakar proper money management karni chahie ya to fir vada money management karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

      ji hun ap na sahi khaha ha k humain fake signales pe trade se avoid kerna ho ga ager hum in fake signales pe trade laga daty han tu is se humara tamam mehant pal main zaya ho sakti ha is liay humain jitni mumkin ho saky apny experience aur knowledge se kam laty hoay trading kerni chahaiy.
      • #4 Collapse

        Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

        Hum jo signal latya hya iss say hum ko bohat zada loss hota hya jitna hum profit nahi hota jitna hum iss mya paid kar detya hya signal laynya kay liya or ya signal hum ko kafi din tak stuck bhi kar detya hya or jiss say hum ko bohat zada loss hota hya itna profit nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

          main abi new hoon ur mujhe kuch zayda pata be nhi h forex k baray main to is liya zayda kuch share nhi krr sakti hon theak hein is liya zayda kuch nhi bata sakta hon
          • #6 Collapse

            Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

            Signals ko follow zaror karen per in per blindly trust hargiz na karen ager apko koi trusted member ki traf se signals milen to lazmi follow karen per ager paid ker k signals milen r koi trusted way bhi na ho to aesy fake signals k chaker mai hargiz na paren balky khud se mehnat ker k analyse kerty rahen tab bhi ap acha kam ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

              Yes I think zyadah tr na Sahi but kbhi kbhi to Woh BHI ghlti hotel Hong ge to paise waste ho Jaye hone ge aur agr pay BHI krte Hain aur trade ke liye BHI risk let's Hain to I think zyadah Kuch to bachta BHI Nahi ho GA shayed
              • #8 Collapse

                Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

                g han hamain market main khudh ja k hi hum sucess ho sakty hain aur signal market main fake bi hoty hain so hamain care say analsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum planing kar k hi hum real main bi trade karien gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

                  Ye bohat achi approach hai kay paid signals ki bajaey apnay experience ko barhaya jaey. Kiyu kay forex market kay signals bhi trading terminal ki watch aur monitoring say he create kiye jatey hain aur koi dusra special tareeka nahi hai. Yehi kaam her trader khud bhi apna experience Barha kay ker sakta hai. Jo traders dusroo kay signals pay depend kertay hain woh kabhi bhi khud confident ho kay trading nahi ker paatey iss liye apna experience ziada karain aur khud trading shuru karain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: paid signals pay pase waste nahi karne chahye

                    g kisi had tak apki bat bhe theak hai k hamen khud he apny experience ko increase karna cheye or phir he trade karni cheye ....magar hum khud sa experience kahan sa generate kar sakty hain jub tak hum sekhty nahi hain ,,or sekhty hum signals sa he hain ,,isky bagair hum kabhi bhe kamiyab ya profitable trade nahi kar akty kun k hamen trade k bry main pata bhe nahi hota hai wo to hamary seniors ko he pata hota hai ,,,

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X