Control your emotions when you are in Forex(18)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    you are right if we used Forex then we get a point that we will control on emotions and greed and all those thing which is harm full for a trader there so that is the main reason we should do well if we control on him if we not control on him then that is possible that we get loss all the time there my friend
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Forex trading main emotions ki koi gunjayesh nahi hy aur agar aap ney forex sey aik acha profit lena hy to apney emotions ko control karna ho ga. Jo decisions emotional ho kar leye jatey hain woh correct nahi hotey aur un ki waja sey aksar loss ho jata hy. Hamain relax mind key sath trading karni chaheye aur loss key leye bhi apney aap ko tayar rakhna chaheye. Aik achi planning key leye relax rehna buhat zaroori hota hy.
      • #63 Collapse

        forex mai ap ne emotions ko contorl kar k he trading karna hoti hai aur ye zarori hai aur agar ap ne es ko na chor deya tu ye ap k leye he khatarnaak ho ga
        • #64 Collapse

          yes dear ap ki baat sahi agar ap bad emotion k sath trading krte ho to ap ko trading mein loss ho sakta hai is liye zarori hai k ap bad emotion ko ek side pe rakh knowledge k sath trading kro
          • #65 Collapse

            hame forex m apne emotions ko control kerna chye forex aik buht hi risky business hai ager hum forex pe ache se kam kerte han to hum life m kuch ban skte han tab hi hum is per kam ker skkte han or life m kyuch ban skte han is per kam kerna buht hi mushkil ho gya hai
            • #66 Collapse

              bhai g emotions control karna he forex main sab pehla rule ha jo ka bohat se log nahi rakh pate main ne b 4 bar aise he loss kia ha lakin ab kafi aqal agai ha forex ko karty waqat emotions control rakhner wala he acha trader ban sakta ha
              • #67 Collapse

                jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main khe be emotions ki koi jgah nai hai hum us waqt tak forex trading main kaamyab nai ho sekte jab tak hum in chezun ko ignore nai kerte aur wo hai .....
                1) fear
                2) greed
                3) emotions
                4) over confidence
                5) trading without learning
                6) trading without experience etc
                • #68 Collapse

                  G han bhai jaan forex trading main jab trading start karen to full condidance sa karen ta ky forex trading main emotoinal hony sa aovid rahen forex trading main hamen apny emotional hony par controle karna chahye war na kuch galt ho jay ga
                  • #69 Collapse

                    g han bilkul forex mein agar ap kamiyab hona chahte ahin long term iske andar rehna chahte ahin to apko apne emotions pe control kar na hoga,kiunke agar ap apne emotions ko is mein control nahi karenge to apko is mein kaafi bara loss bhi hosakta hai aur apki saari raqam doob sakti hai.
                    • #70 Collapse

                      dosto forex trading main emotional stability bahoot important hy her hall ma emotions ko control ma rakhna success ke zamanat hy ager app ko profit ho to lalch ma na ay aor wrong decisions na ly ,ager loss ho to sber krry trend ka wait kery
                      • #71 Collapse

                        agr hum is main emotions ko kabo kar kay market main agr success hasil karni hay to demo ko use karn aho ga jis say hum trade kay bary main learning hasil kar sakty hain magr humain apny liye kafi practice karny kay bad hum demo ko chose kar sakty hain magr is main practice karny say hum kafi learning say help mil sakti hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #72 Collapse

                          Re: Control your emotions when you are in Forex(18)

                          Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading Mao apnay imotion ko control krna vhahy hamain forex trading main lot size ku lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy hamain loss hota it hamain sabr sy kam krna chahay
                          • #73 Collapse

                            Re: Control your emotions when you are in Forex(18)

                            Mere Pyare bhai emotions to forex business Mein sabse galat chij hai jo log emotions ke sath kam Karte Hain vah Business mein bilkul zero per a Jaate Hain aur jo log emotions ko avoid Karte hain aur koshish Karte Hain Ki emotions Hamare Karm ke Darmiyaan Mein Na Aaye To vah Hamesha Kamyab rahte hain Kamyab Insan banne ke liye emotions per control bahut jyada Jaruri Hota Hai emotions bahut galat chij hoti hai jo Hamen business mein bilkul khatm kar deti hai life mein emotion zaroori hai Business mein emotions Jaruri Nahin Hote Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #74 Collapse

                              Re: Control your emotions when you are in Forex(18)

                              Ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen trading karte hue Apne emotions ko control karna chahie Hamen kabhi bhi force ful hokar ya FIR stress Mein hokar Kabhi Bhi trade Nahin Lagani chahie Agar Ham relax mind ke sath trade Lagate Hain To Hamen Achcha profit hota hai agar Ham relax mind ke sath the trade Nahin Lagate To Hamen loss hota hai isiliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham training ke dauran apne mind ko cool rakhen Taki Hamen Achcha profit Ho bahut Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X