emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay
    dear forex trading me zada tar loog emotions ho kar trading kartay hain jis se un ko loss ho jata ha aisy traders ko chahiey kay wo Apne emotion ko trading se door rakhainy or takay mistake se loss na ho or emotions ko khatam karne kay liey forex trading kay rules ko follow karay ap ki trading profitable ho jaey gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

    g bohot khob kaha hy ap ny hamen trading karty waqt emotions ko control main rakhna chaheay takweh hum kamyabi se trade kar saky aor hmara loss hony k chances km ho jaen
    • #3 Collapse

      Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

      emotions or rules ka kia talok hai bahi emotions ata hain loss ka bad or rules ka talok trade karna s hai is loa dear soch samaj kar trade karian agr asa nahi karian gain tu ap ko problem ho gi or thread soch samaj kar karain agr thread soch samaj kar nahi karin gain tu apna time zayan hamara bi kiun ka thread delete
      • #4 Collapse

        Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

        g han hamain apne emotion ko cotrole main rakhna chahye agar to hamar emotion drust simat main ja rhe hain to phir to theek hai lekin agar ham emotion main a kar forex rules ko break kar rhe hon to hamain aone emotions ko controle karne ki zrorat hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

          bilkul dear emotions ko control karne ke liye Forex trading business Mein rules to follow karna bahut jaruri hai jo trader emotional hokar trade order lagata hai aur loss Mein close karta hai aisi traders ko chahie ki vah rules ko follow Karen aur usko follow karte hue trade kabhi bhi apni trade ko kabhi bhi loss Mein close nahin karna chahie Hamesha koshish karen profit ka vate kiya jaaye
          • #6 Collapse

            Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            dear forex trading me zada tar loog emotions ho kar trading kartay hain jis se un ko loss ho jata ha aisy traders ko chahiey kay wo Apne emotion ko trading se door rakhainy or takay mistake se loss na ho or emotions ko khatam karne kay liey forex trading kay rules ko follow karay ap ki trading profitable ho jaey gi
            Kitne akalmand ho yaar aap to mujhe to aapki post call read Karke khansi a rahi hai emotions ko Dur karo aur aur rules ko follow karo yah Jyada combination banaya hai iska Kuchh Samjha Bhi Do Mujhe do koi baat samajh Nahin I aap Kahana kya chahte ho
            • #7 Collapse

              Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

              g bilkul ap ki bat say main bhi agree karta hun forex main ager ham nay apne emotions par control main rakhna hai tu ap ko rules ko apply karna bohut he zrori hai phir he ap kamyab ho sakty hain rules say kam karty wakt kabhi bhi ap emotions main nahi aty hain na eh ap ko lalch paida ho hota jis say app ki trading profitable sabit hoti hai aur ap ko phir lagatar profit milta rehta hai.
              • #8 Collapse

                Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                Je ap ki bat sahee ha bhai jan k apni emotions ko control main rahk kar hi hum rolls ko fallow kar satey hain q k kuch kam main asey rolls bhe hotey hain jo tabiat or mizaj dono ko mukhalif hotey hain ab agar hum apney emotions ko dhaktey hain to phir hum kam nhi kar sakain gey is laiy emotions honey say bachna zaroori ha
                • #9 Collapse

                  Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                  g han hamain soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakh k hi hum planing ka rk hi hum real main bi trade karien gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum market main bi trade lga sakty hain aur hamain is forex main bi trade karein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                    hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mi full time be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasla ho jy ge forex mai hum apny boss ap he hoty hain is jasa koi or business nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                      Pakistan forex main kamyabi k liye hamesha mahant aur rulles ko follow karna zaroori hota h agr hum chahty hain k hamin kamyabi ho tw aur is main hamin apny emotions ko bhi control main rakhna chihye is main hum aik din main 50 post kar sakty hain aur 4 thread bhi create kar sakty hain hamin hamesha achi quality wali posting karni chihye ta k acha bonus mily
                      • #12 Collapse

                        Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                        ji han bhai jahan ham ko traiding main emotion ko control karty hoy traiding karni hoti hai or traiding k rolls ko follow karty hoy traiding karni hoti hai taky ap ki mehant yahan par waste na ho or traiding hamesha apney knowledge or expernce sey lagayain agar ap tukky lagty hain to loss ho skta hain .
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: emotion ko control karne kay liey rules ko follow karay

                          sahi bat hai, emotions mein aake hum apna nuksan hi kar dete hai, to agar hum apni trading ko profitable banana chahte hai to hume trading karte waqt emotions ko dor rakhna hoga. Per sab se bara masla ye hota hai ke hum apne emotions pe kese control kare, is ke liye agar hum tradng ke ilawa kamo mein bhi thora practical rahne ki koshish kare to shayad trading mein bhi apne emotions pe control kar sake ge, qk jazbat to insan ke nature ka ek hisa hote hai aur in pe control karna kafi mushkil hota hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X