Which One is More Harmful? Fear or Greed? (12)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    my dear dono hi harmful hain greeed ap ki soch or mind ko kuch sochne nahi deti jb k fear ap k mind ki sochne samjne ki salahiyat ko khatam kr deta hai is liye in dono ko apne ird gird na jane dein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mary kahil main ap na jin 2 cheezo ka zikar kiya ha ya dona hi aik trader k liya boht harm full hoti ha q k jaab koi trader darr k trading karta ha to bi uc ko lose hi hota ha aur jabb greedy ho k karta ha to bi uc ko lose hota ha
      • #18 Collapse

        wesey tu dekha jaey tu dono he bahut harmful hein forex trading key lie lekin sub sey ziada mein tu greed ko he harmful kahon ga is sey loss ziada hota hai
        • #19 Collapse

          jahan tak forex main harm ka sawaal ha to iss kaam main sab se zyada harmful ki baat ha ke iss kaam main greed bht harmful hen kiun ke iss kaam main aap ko thoray sabr ki zaroorat ha iss liye agr aap greed karen ge aur aik dam zyada se zyada earning ki koshish karen ge to aap ko loss ho sakta ha
          • #20 Collapse

            Is business me hmen kabhi bhi greed se kam nahi karna chahye kun k greed trades k liye bht khatrnak sabit ho sakti ha isi liye hmen chahye k hm is business me jb bhi trading kareen hmeshah greed ko kam kar hi is business me trading kareen
            • #21 Collapse

              bhai fear or greed dono hi forex ki trading me harmful hen q k jab ak trader bagai experiance k bri deals krta he tu hamesha loss hi face krta he but experiance hone ke bawajod bhi risky kam na krna ap ko success tak jaldi nahi pohnchata
               
              • #22 Collapse

                Mairay khayal say ziada greed harmful hai fear say hm mohtat ho jatay hain km profit hota hai lakin loss say bh tyoa Bach jatay hain greed say by chance profit ziada ho toa ho warna nuqsan hi nuqsan
                • #23 Collapse

                  Is business me hmary liye sb se zyada khtrnak greed ha isi liye hmen kabhi bhi is business me greed se kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr greed se kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain is business me asy
                  • #24 Collapse

                    well my dear friend, meray khayal say Forex trading kay business mein Greed tou matter karti hai kyun kay jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex kay through hum short interval mein kafi handsome profit earn kar saktay hain ager humein information, knowledge, practice aur experience ho tou lekin jahan tak Fear ki baat hai tou ye baat samajh nahi aati hai kesa fear, humein ziada say ziada loss he hoga na koi Forex hamari jaan thori ley ga jo fear ki baat kartay hain...
                    • #25 Collapse

                      sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay ap jo bhi busnnsiness krty hy to uskay liye apko greed nai krni chahiye qk agar ap greed krty hy to apko loss bhi ho skata hy sb apko fera game krni chahiye
                      • #26 Collapse

                        heloo friends assalam o alaikum fear or greed donon hi harmful hain par mery kheal main greed ziada h kiun k ziada greed ziada loss ka bais banti ha is leay ak limit pa reh kar trade krni chaheay ziada lalach nahi krni chaheay
                        • #27 Collapse

                          trade ain profit hasil karna hi to app ko greed say buchna ho g agar app greed say dorr raho gy to he loss ho ga app ko or app ko profit b ho ga
                          • #28 Collapse

                            Fear aur greed dono hi hamri trading ka liye achi nahi hain, lakin greed fear se ziada harmful hai kun ke fear main hum trading se darty hain aur kam ot size aur tarding bhi kam karty hain akin greeed main hum lot size bhi ziada aur tarding bhi ziada karty hain jiss se loss kafi hota hai.
                            • #29 Collapse

                              dear friend forex k trade mein greed kerna bht zayada harmful h es ki waja sy hamain loss b hota h or profit b es lye hamain zayada greed ni kerna chye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                and fear are both harmful in our trading. Too much fear and too much greed will both give bad result to our trading. We must both minimized or totally control those things so that we can go on forward

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X