stop loss ka ahtihat say use karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka ahtihat say use karein
    g han hamain market main trade ko analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur is forex main stop loss ko use ka rk hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forex main bi trade ka rk hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum run kar skaty hain ta k earn karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ka ahtihat say use karein

    Stop loss ehtayat say use kray aap nay bilkul theek kaha forex main hum jab bi trade lagay tu hum ko stop loss use kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap stop loss ehtayat say use nahi krtay tu aap ko nakaami ho gi
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ka ahtihat say use karein

      assalam o alikum dear and respected forex member umeed hy keh ap sab khariyat sey hun gy dear apki bat to bilkul thk hy hamin chahiy keh ham yhan sl ko achy treekuy sey set krein hamin iss mein sl markeet mein support and resistance ko check according to trend key set kerna chahiy takeh usko set kernuy ka faida hio aour hmara time bhi waste na ho..
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ka ahtihat say use karein

        G dear bilkul hm bht sari information collect krain or apny stop loss ko rokain yah to vahi hua na ki agar Ham mehnat Karen aur apne lost ko apni marzi se handle Karen taka stop loss ho hi na jitni insan mehnat karta jata hai utani uske field mein main Na kamya kam hoti jaati hai aur kamyabi bhat jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ka ahtihat say use karein

          g bhai ap nay bilkul theek kaha hai kai humay stop loss ka istamal buhat ahtiyat say karna chahiyay aur proper support aur resistance ko dhaikh kar stop loss lagana chahiyya becasue main nay khud yeh galti buhat dafa ki hai kai main andazay say stop loss laga daita tha support aur resistance ko dhaikhay bagair jis ki waja say aksar mairi trades main stop loss hit ho jata tha aur market dobara wapis a jati thi tu stop loss hamesha support aur resistance kai baad lagana chahiyay.
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ka ahtihat say use karein

            Dear baat ya hay k instaforex trading aak bhot risky bussniss hay aur iss risk ko kam karna k laya instaforex teading ki taraf sa stop lose ka tool daya gaya hay iss tool ko use kar k hum risk ko kafi had tak kam kar saktay hain lakan iss k laya zarrori hay hum markit ka analysis kara k stop lose use karin tak aap ki trade har dafa stop lose hit na kar ja hay
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ka ahtihat say use karein

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen chahie Star plus jarur use Karen kyunki Agar Ham ismein Star plus ka use karenge To Ham ismein kamyab bhi ho sakte hain aur achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur hamen take profit kab use karna chahie jitna hamen take profit aur Star plus mein bahut sare de dete Hain
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ka ahtihat say use karein

                g han bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy humen chye k jab bhe trade karen os main jab bhe ap stop loss use karen tu ahtiyat sy karen stop loss jab bhe lagean thura he lagean tab ager trade ap ko loss deny lagy tu foran close ho jaye bena loss deye
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka ahtihat say use karein

                  Dear ap ki bat bilkul sae h main ap ki bat sy agree karti houn hamin pakistan forex main stop loss ko zaroor use karna chihye is sy hum apny account ko wash hony sy bcha sakty hain aur acha profit hasil kar sakty hain hamin chihye forex main stop loss ko ahtiyat sy use karin aur loss sy bachin
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka ahtihat say use karein

                    han g dear thek kaha hai aap ny ham jab bhi trade py stop loss use krty hain tu koshish kry ky achy sy analysis kar ky he stop loss lagaye taky apka guess perfect ho jay
                    Achy Threads py thanks tu banta hai na

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X