Some times Forex make us sad (6)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g bhai exactly you are saying right some time its happens many time that when you start trading at the right time market goes in your opposite direction its happen many time with me as well
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g han dost forex market some time ham ko bohat sad kar deti hai but aesi surat hal main apny ap pe control rkahna chahiye aur sabar karna chahiye aur next kisi ache mokay ka wait karna chahiye jaha se apny loss ko recover kar k accoutn ko back kar sake
      • #63 Collapse

        nahin agar ap is main pehle mehnut karen gen practice karen gen demo per work karen gen experience hasil karen gen learn karen gen to yeh ap ko khabi bhi sad nahin hone de ga
        • #64 Collapse

          Asal main ham ko profit hasil karny ke jalde ha learning ke nahi agar ham learning ke tarf zaida tawogo hony chaye
          • #65 Collapse

            g bilkul g main bilkul thk hunap sunao kia ho rha hai main ap ki bat ys agree karta hun magar main msjta hun ky hm ko is ky lia mhnt sy kam karna chyia jo ky hmary lia bhtar hai hm ko is sy sad ni hona chayia
            • #66 Collapse

              ha g forex hmain sad b kr deta hy or is sy kch log himmat har jaty hy or forex ko bura khty hy hala k loss to hr bsiness m hota hy
              • #67 Collapse

                I often encounter such things, our emotional state should be able to control and we do not get our trading muffled mess just because we can not control our emotions, the capital affection that we have will be exhausted by useless.
                 
                • #68 Collapse

                  jab hamain forex ma loss hota ha too us waqat hum forex sa boot zeda mayaoos ho jate hain lakin jab forex sa earning hoti ha to us waqat hum forex sa boot kuch hote hain or jab hum loss karte hain us waqat hum forex sa sad ho jate hain.
                  • #69 Collapse

                    Yes stop loss helps the user to avoid the loss while trading, it is a great strategy that a trader must use to avail the opportunities of profit.
                    • #70 Collapse

                      some time aisa hota hai k ap sad hotey hain k forex sey hamain profit nahi milta bhi nahi hai aur hnam is par kam bhi kafi ziada kar chukey hotey hain.
                       
                      • #71 Collapse

                        g han forex trading main many aisi reason and mistakes hain jin ki vaja say ap ko loss ho sakta hay aur ap sad ho sakty hain but keep in mind kay hard working and be patience ho kar hi ap sadness say bhe bach sakty hain aur acha revenue bhe get kar sakty hain
                        • #72 Collapse

                          soime time aur trading k time main har waqt jab ham trade kar rahey hotey hain to is sey dar rahey hotey hain k ye ham ko loss na day day.
                           
                          • #73 Collapse

                            salam bhai jee haan jee jaab app forex mein laaluch kartay hain tu app forex mein sad hotay hain laaluch se bachna chahyia ??????????
                            • #74 Collapse

                              g bilkul ye insani fitrat he k jub hum kisi bhi platform pr sucess se ziada loss hasil krte hen to hum sad hojate hen jiski wja se hmare emotions hmare control me nai rehte or hmari decision making power weak hojati he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex mein trader us wqt sad hota he jb wuh wrong decision le leta he aur us ku trading mein phr loss a jata he tu wuh phir trading mein acha income nhe bnata he aur wuh sad hu jata he tu trading mein acha kam krein experience lein aur perfect kam krne se profit milta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X