forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.
    forex trading may aksar members start may loss honay say forex trading ko chord dathay hay lekin aap ko patha hona chahiay ke forex trading koi asaan business nahee hay jis mah aap ko start may he faida ho is mah aap ko expert honay may time laghtha hay is liay himath nahee harne chahiay our apne koshish jaari rakne chahiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men shuru shuru men aksar loss ho jata hey aur loss se seekhnay ki koshish karen aur tension nhi leni chahiay balkay loss ka mukabla karen kiun aik ya 2 trades men loss ho bhi jay tu next trade men profit bhi ho sakta hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

      Gee bilkul aisy members bhi hein jo starting mein loss ko face nhi kr sakty aur trading ko chor dety hein aisy traders mein himmat aur hosla nhi hota loss ko face krna bhi aik achy trader ki nishani hai kionkeh loss se hi seekha air aagy barha ja sakta hai loss ko apni improvement mein use krein.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

        forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ager aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
          forex trading may aksar members start may loss honay say forex trading ko chord dathay hay lekin aap ko patha hona chahiay ke forex trading koi asaan business nahee hay jis mah aap ko start may he faida ho is mah aap ko expert honay may time laghtha hay is liay himath nahee harne chahiay our apne koshish jaari rakne chahiay.
          forex mein kam karte hue ismein ek chij Ka khyal rakhi sawant reading karte hain hamen ek do dafa loss hota hai to hamen is se pareshan nahin hona chahie aur himmat aur ke kam ko stop nahin karna chahie balki hamen acche tarike se kam karna chahie aur bhi jyada mehnat ke sath kam karna chahie kyunki Jo loss hai yah hamen apne achievements ki taraf lekar jata hai
          • #6 Collapse

            Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

            What is forex trading mein himmat nahin harni chahie agar aap himmat Har jaaoge to aap achcha bonus nahin banaa sakoge jyada aapke liye best yahi hai ki agar aap ek dafa himmat Har jaate Ho tu apne kam ko aur ziada kyunki Ham Apna knowledge ek dusre logon share karte hain Agar Ham Apna confidence loose kar denge to Ham Apna achcha bonus nahin banaa sakenge bi hamen chahie ki ham kabhi bhi e himmat na haren
            • #7 Collapse

              Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

              g han forex business main loss hota rehta hai our yehi nhi expert traders bhi loss kar jate hain is lye hamain kabhi bhi loss hone par himat nhi harni chahye our sabar se kam lete howe trading karte rehna chahye ap sabar se usi loss ko dibara recover kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                G han dear ap ny sai kha hy agar ham ko forex treading me ik ya do bar loss hojay to hamy himat nhi harni chaiye balky or himat sy kam lena chaiye agar ham himat or sabar sy kam karty hy to ham ko bhut hi acha faida hoga or loss bhi nhi hoga
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                  G bhai ap nay sahi kaha forex ek mushkil bussiness hy is my ap kamyab us wakt tk nahi ho saty jb tk ap ko experience na ho jay. Or start my aksar ham loss kr bythty hy to is sy ghabrana nahi chaheay balky us sy experience gain kr ky agy barhna chaheay insan thokar sy hi sekhta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                    G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k agar humein forex pakistan mein eik ya du dafa loss honey se apni himat nahi haarni chahaye warna es tarha hum es forum mein kabhi bhi kamiyaab nahi ho sakein gey tu es leiye hum sab ko yahan par himat aur hosley k sath kaam karna chahaye aur kabhi mayoos nahi hona chahaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                      Agar kabhi hamen Forex ki trading ke upar ek hi dafa lock Ho Jata Hai To Ham Logon Ko chahie cues Himmat na Hare bol ke masjid masjid kam Karte Hain Jab Masjid se Masjid kam Karenge to hi kamyabi Hamen mil Jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                        Brother aap na bilkal thek baat ki hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak bhot he difficult aur different tarha ka worldwide international bussniss hay iss main aap ko lose lazmi hota hay starr main kyun k ya aam bussniss ki tarha nahi hay lakan iss bussniss sa kamyab wo he hotay hain jo himmat nahi hartay hain aur lose k bad be instaforex per kam jari rakhtay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                          Haan ji friends ap ny sahi kaha Hai k hamein agr forum per 1 ya 2 bar loss ho jaey to hamein himat Nahi harni chaheye or sabar krna Chaheye or apny loss ko recover krny ki koshish krni chaheye
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                            G dear Forex member Forex main hamen agar loss hota hai Tu hamen himat Nahin harni chaheay agar ham is m himat se Kam kren gy Tu INSHA'ALLAH zror kamiyab Jon gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading may ek dho dafa loss karnay say himmath nahee harne chahiay.

                              forex market mein loss of ko hota hai proper plan banaya Apne risk ko manage Karen law se hone Wali mistake ko dekhe learning Karen sikhen..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X