Traders kay liye mushkil waqt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders kay liye mushkil waqt
    Forex trading business mai saal kay last week ko traders kay liye mushkil waqt kaha Jata hai kiyu kay iss week mai chuttiyaa aur saath saath annual closing hoti hai aur different new year kay contracts bhi ho rahey hotay hain jo market ko bohat pressure mai rakhtay hain. Aisi situation mai small aur individual traders bhi trading say break lay laitay hain kiyu kay ye market condition small accounts ko washbker sakti hai aur aik zara si misunderstanding bohat Bara nuqsaan kerwa daiti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders kay liye mushkil waqt

    Traders k ly mushkil waqt wo hota h jab wo mhnt lrta h r osko odke mhnt ka dilhanae milta osko loss hp jata h js se apko profitacha nae rhta spko chage ap is forum mae zayda se zayda acha work kre thanks
    • #3 Collapse

      Re: Traders kay liye mushkil waqt

      G bhai ap sahi kah rahy ho yeh sal ka ikhtatam hony ja raha hy is my hr traf closing hoti hy kafi sary bussiness ka utar charhao wazaih hota hy jis ka effect market py parta hy aysay my secure trade krni chaheay or sabar sy kam lyna chaheay
      • #4 Collapse

        Re: Traders kay liye mushkil waqt

        Bilkul bridal Chura Ke bahut jyada Mushkil Ka chal raha hai ki Ham bhi UN logon ko bahut jyada kam bonus mil raha hai Jyada posting karni padati hai aur bahut jyada kam Karke thoda fal Mein Paya lekin mehnat Karte Hain Thoda Thoda hokar hi Kafi Ban jaega
        • #5 Collapse

          Re: Traders kay liye mushkil waqt

          Asslam.0.Alikum.., ..
          Dears trades kly muskil wqt wo jota hy jub hum mhnat krty hy to avy sy kuch na mily market k ooper bht barra asar rakhta hy q k isi ny market ko chlana ya band krna hota hy aur isi ki wjh sy market k ups and downs hoty hain hmain in dinon mein bht care sy kam laina chahye es ly hum ko koi asa kam nai krna chay jis sy hmin loss ho mhnat main he kamybi hy.
          • #6 Collapse

            Re: Traders kay liye mushkil waqt

            Bro Ap Ne Thek Kaha he Hum mein se Aksr logon ko is bat Ka ilm nai hota ke Ke December ke last week mein Market kafi Pressure mein aa jati he Hmain in Dino koi Trade nai lagani chahye Aur specially un logon ko Jin ke Accounts small houn, January mein market apni condition mein wapis as jati he phr us waqt Humain start krni chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Traders kay liye mushkil waqt

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Forex trading business mai saal kay last week ko traders kay liye mushkil waqt kaha Jata hai kiyu kay iss week mai chuttiyaa aur saath saath annual closing hoti hai aur different new year kay contracts bhi ho rahey hotay hain jo market ko bohat pressure mai rakhtay hain. Aisi situation mai small aur individual traders bhi trading say break lay laitay hain kiyu kay ye market condition small accounts ko washbker sakti hai aur aik zara si misunderstanding bohat Bara nuqsaan kerwa daiti hai.
              221 Jeb mein rakhen ke Jo forex form hai ismein sabse Jo mushkil waqt hai usko Jo saal ka akhri mahine ka last week hota hai use sabse mushkil tareen bhag jo hai vah Mana Gaya hai to Kya usmein jyada se jyada tradus hua chupke se Kam nahin karte aur trader ko jo hai vah ismein jyada se jyada mehnat karni chahie aur jyada mehnat se kam karenge to usmein kamyabi se
              • #8 Collapse

                Re: Traders kay liye mushkil waqt

                G han traders kay liye mushkil waqt tab hota ha jab un ko loss huwa hota ha aur loss kay waqt jo bhi trader himat se kaam leta ha wo tou zaror kamyab hota ha aur jo himat se loss ko nahi face karta aur dar jata ha us ko kabhi bhi kamyabi nahi milti
                • #9 Collapse

                  Re: Traders kay liye mushkil waqt

                  Respected members kabhi-kabhi market ki movement Ka andaza Karna bahut difficult ho jata hai plan banaen..
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders kay liye mushkil waqt

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Forex trading business mai saal kay last week ko traders kay liye mushkil waqt kaha Jata hai kiyu kay iss week mai chuttiyaa aur saath saath annual closing hoti hai aur different new year kay contracts bhi ho rahey hotay hain jo market ko bohat pressure mai rakhtay hain. Aisi situation mai small aur individual traders bhi trading say break lay laitay hain kiyu kay ye market condition small accounts ko washbker sakti hai aur aik zara si misunderstanding bohat Bara nuqsaan kerwa daiti hai.
                    Traders ke liye mere Khyal Mein Do difficult time Hota Hai Jab aap calender ke hisab se trading kar rahe ho lekin vahan per Koi bich news Na Ho Fir Bhi market Mein movement bahut jyada ho rahi ho
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders kay liye mushkil waqt

                      Assalam o Alikum 5.
                      G dear traders k liye muskil wqt us wqt hota h jb Wo trading krny lgty hein but unein smj nai ati k kon sa trade open krein r pir wo risk ly kr koi trade open kr k us per trading krty hein hein.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders kay liye mushkil waqt

                        Ji bilkul aapane theek Kaha. Yah Jo December ke Math ke last week hote hain ki bahut hi difficult hote hain. Ismein Christmas holidays aur closing days ki vajah se market ka Kuchh pata nahin chalta aur na hi Iske opening and closing time Ka Pata Chalta Hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X