In Forex you got two enemy: Yourself and the Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    In Forex you got two enemy: Yourself and the Market
    I am bringing this topic because it is important that we will know how to approach and face these two enemies and what can we do to protect our trading account?
    What are the preparations you made for your account to protect it from the fierce battle ahead...and remember you have two enemies waiting for you out there...yourself and the market...!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum ye ap ney sehi kaha hey key is forex trading key business me humarey 2 dushman hotey hen aik hum khud apney dushman hotey hen aur aik market aur merey khyal sey market itni khatarnak dushman nahi hotey hey jitna hum khud apney dushman hotey hen.
    • #3 Collapse

      g bilkul theek kaha apne ke forex mein ap apne sab se bare dushman ban jaate hain agar ap is mein panic ya phir greedy hojate hain aur ye bohat bura hia apke liye.
      • #4 Collapse

        yes kabhi kabhi ham khud hi apne dushman ban jaate hain lalach kar k ya jaldbaazi main trade open kar k aro bohat si aisi hi mistake hoti hain jin ki waja se ham ko loss ho jaata hai
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading mein market ko smjh kr trading krne he aur apne trading account ko protect krna he keh us mein loss na ae aur apne trading mein shaih experinece se kam krein ge to he hmein apne trading se acha profit mile ga
          • #6 Collapse

            g bhai ap ke bat bilkul thek hai is market mein ap khud apna enemy hota hain us ke waja ya hai kah ap ka pas agr knowledge ni hai or ap trade karta hain tab ap khud apna dushman hain jab ap learn kar lata hain tab ap trade karin then wohe ap ka liya best hai.
            • #7 Collapse

              trader ko trading main enemy emotions aor greed hota hai trader ko in sy bachna hota hai aor trader ko chye keh trading main knowledge ko better karay trader market main hard working karay trader ko market kay information sy trade krna chye trading market main planing sy trade krna chye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                is main agr kam karna hay to hard work ka kay achy say ana ho ga umain demo ko use karna ho ga ta kay market main kafi help mil sakti hay magr demo ko use kanry say market ki smjh barh sakti hay magr humain is main rules kay khilaf nai kam karna ho ga ta kay market main kam karna humary liye asn ho sakay ta kay loss km ho sakay
                "The mind is everything, What you think you become"

                اب آن لائن

                Working...
                X