Forex main lot sizes!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main lot sizes!
    Dear Members!

    Meri trah yahan bht se log nae hain ar kafi sary porany hain..
    Forex main lot size ka bht ziada role hae profitibilty pr. Jitnaa lot size bara hoga utna nafa zida. Jitna lot size km utna hi nafa km
    Standard lot size main 100,000 units hoty hain. Is se km Mini lot size jo k 10,000 units pr mushtamil hota hae. Phr se km Micro lot size jo k 1000 units pr mushtamil hoti.
    Sb se km lot size Nano lot size kehlati hae jo k 100 units pr mushtamil hoti hae.

    Umeed krta hun apko ye info pasand ae hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main lot sizes!

    dear friend Forex mein lot size ke bare mein knowledge hona bahut jyada jaruri hai kyunki jab bhi Ham lot size select karte hain use per hi hamen profit milta hai aur use per hamen loss aata hai hamen lot size kam se kam rakhna chahie Taki hamen loss kam se kam ho isliye hoet trade per lot size jitna ho sake kum rakhen
    • #3 Collapse

      Re: Forex main lot sizes!

      Jin Logon Ko Yahan per trading start karne mein problem ko face karna padta hai UN Logon Ko chahie ki market Mein original type kar solution nikala Jitna Achcha vo Log Yahan per Shuru Se Nikalte Hain technical analysis graph chart ki help se kam Karte Hain To UN Logon Ko kabhi bhi yahan se nuksan nahin Hota confirmation ke sath kam karna in Logon ke liye Jyada Achcha aur pest hota hai long time kam karne ke liye confirmation ka hona lajmi hai yahan se
      • #4 Collapse

        Re: Forex main lot sizes!

        dear friends g han hamin bilkul lot size zeada ni lgana chayey taky hmin nuqsan bahut kam ho agr lot size zeada lgain gy to ham loss main bhe ja skty hain agr loss hoa to hmara accout wash ho skta hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex main lot sizes!

          forex men lot size ka hmesha khayak rakhain apko chahiay k lot size hmesha small rakhain takeh apko ziada s ziada faida ho r ap bht kuch earn kr sako agr lot size ziada ho r in case apko loss ho to ziada loss ka samna karna prta h r ap k liay phr mushkil ho jata h loss ko recover karna
          • #6 Collapse

            Re: Forex main lot sizes!

            G dear member wpko chahe k a hmesha lot sze kam se kam rkhn js se aoko maerket mae uzafa hoga r aoko acha bobus mily ga ao ko bs is forum mae zayda se zayda mhmt krne ki zarort h thanks
            • #7 Collapse

              Re: Forex main lot sizes!

              G Han dear ap ny forex sy related kafi behtren info do hu regarding lot size yahi lot size AP ko apny actual capital Kay mutabik takh Kar AP apna account bohot safe bana sktye hen kyun Kay Kam balance sy AP jab Kam lot size lagarty hen to apko big loss Kay chances bohot zada Kam hoty hen Jo aik achi cheez Hy hamehsa risk factor forex me minimum kren
              • #8 Collapse

                Re: Forex main lot sizes!

                Forex trading main hamein koshish karni chahiye k hum lot size kam se kam rakhen jis main risk bhi kam hota hai our forex main hum achi trading kr k achi earning our achi kamyabi hasil kr sakte hain our fore trading main hamein ziyada lot size use nahi karna chahiye jis se hamein bara loss bhi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main lot sizes!

                  g bhai ap nay theek kaha forex trading main lot sizes buhat hi zaida matter karti hai because hum logon main say buhat say aisay trader hain jo thori si equity main bhi bari lot size kai sath trade ko open kar laitay hain aur jab market main taizi ati hai tu sari equity zaya karwa kai bhaith jatay hain mairay khiyal say lot size hamesha 0.01 hi rakhni chahiyay aur thoray profit kai sath humay khush rehna chahiyay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main lot sizes!

                    Asslam.0.Alikum...
                    Dear frinds hum ko Apny acount ka lot size kam se kam rakhen jis main risk bhi kam hota hai our forex main hum achi trading kr k achi earning our achi kamyabi hasil kr sakte hain our fore trading main hamein ziyada lot size use nahi karna chahiye jis se hamein bara loss bhi ho sakta hai es ly avr acount bhra hy to lot size bhra kry gy agr chota hh phr chota size.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main lot sizes!

                      Forex trading main lot size hamesha apne account ko dekh k hi lot size lagaen . MERA MASHWARA hai k lot size hamesha km rakhna Chahiye ta account safe rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main lot sizes!

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NSF پيغام ديکھيے
                        Dear Members!

                        Meri trah yahan bht se log nae hain ar kafi sary porany hain..
                        Forex main lot size ka bht ziada role hae profitibilty pr. Jitnaa lot size bara hoga utna nafa zida. Jitna lot size km utna hi nafa km
                        Standard lot size main 100,000 units hoty hain. Is se km Mini lot size jo k 10,000 units pr mushtamil hota hae. Phr se km Micro lot size jo k 1000 units pr mushtamil hoti.
                        Sb se km lot size Nano lot size kehlati hae jo k 100 units pr mushtamil hoti hae.

                        Umeed krta hun apko ye info pasand ae hogi.
                        dear friends Forex Mein lot size ke bare mein knowledge Hona bahut jyada jaruri hai Kyunki Jab Bhi Ham lot size lag karte hain use per hi Hamen profit Milta hai aur use per Hamen loss hota hai Hamen lot size kam se kam Rakhna chahie ki Ham loss kam se kam ho isliye Hota Hai trade per lot size Jitna ho sake kam rakhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main lot sizes!

                          welcome to forex. jee ha hame forex may treding karte huay hamasha lot size ko chota rakhna chahiye. ta kh hame agar loss ho bhe sahe to bhut thora ho. isi liye hum jub bhe forex treding may apne tred open kare to apnay seniores say zaror mashwra lay .ta kh hame loss na ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main lot sizes!

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NSF پيغام ديکھيے
                            Dear Members!

                            Meri trah yahan bht se log nae hain ar kafi sary porany hain..
                            Forex main lot size ka bht ziada role hae profitibilty pr. Jitnaa lot size bara hoga utna nafa zida. Jitna lot size km utna hi nafa km
                            Standard lot size main 100,000 units hoty hain. Is se km Mini lot size jo k 10,000 units pr mushtamil hota hae. Phr se km Micro lot size jo k 1000 units pr mushtamil hoti.
                            Sb se km lot size Nano lot size kehlati hae jo k 100 units pr mushtamil hoti hae.

                            Umeed krta hun apko ye info pasand ae hogi.
                            Forex copper sari ki sari game he lot size ki hoti hai agar Hamara lot size Thoda Hai To Ham log sev trading Karenge otherwise hamlogoko loss Kafi jyada ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main lot sizes!

                              Aapko forest Mein lot size ka message Apne account ke mutabik ki use karna chahie aur Hamesha lot size kam se kam set karna chahie tha ki aap acchi trading kar sake Kyunki cheating karne ke liye lot size ka acchi Tarah Se set karna bahut Jaruri hota hai tab hi aap acchi trading kar paate ho aur aapko changing Ho paati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X