emotion sey traiding ho skti hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotion sey traiding ho skti hai ???
    asslam.o.alaikum
    hello friends how are you
    pochna yeah tha k ham emtion (lalach ,gussa,sabar) sey bhe ham traiding kar skty hain koch emtion hamain loss ki traf le jaty hain or koch emotion hamry lia achy bhe sabit ho skty hain
    ap ka kiya khiyal hai ???
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

    G han dear es me kam krny Kay leay ap ko es me hamesha apni emotions par control rakhan hota Hy kyun kay jab Tak ap es me AP ny emotions par control nahi rakhty AP ko aur loss hota Hy jazbaat me AA kar insan ghlt faisly krta Hy forex me is leay jazbat ko control kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

      dear friend forex trading mn trade krtay waqt apnay emotions ko control krna chsyay keun k kuch logon ko jb achha profit milta ha to emotional ho kr big lot use krtay hn aur jb unki trade loss mn jati ha to unka account bhi wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

        G bhai esa bilkul nahi hai hame trading akrnay k lie emotion less huna chahyee , ya emotion huto hame unpe control rakhna chaheye k koi kam humse ghalat na hu jai, bhut say log meri bat sayikhtilaf karty hai but real mai haqqwqat hi ye hai k trading mai emotion hi insaan ko amrwadete hai k mera emotion mjhy profit say rook kar loss ki taraf le ja rahay h
        • #5 Collapse

          Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

          Dear forex mein emotions kay sath trading tou ho sakti lakin mere kahayal mein tou jo trading hum emotions ko control kye beghair kertay hain tou uss mein humain loss zayada hota hai iss lye humain chahyea kay hum trading mein apnay emotions ko control kerain
          • #6 Collapse

            Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

            Forex main hamein trading fresh our active mind k sath karni chahiye our forex trading main achi trading k liye trading main active rehna hamare liye bahut hi zarori hai jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

              forex trading meb emotions s kam ni chalta agr ap achy s trading karna chahty hn r kanyab hona chahty hn to apny jazbat p qaboo rakhain khud ko jitna ho skay normal rakhain ap tbhi kamyab hn gy r kuch gain karsakty hn ni to apka kamyab hona bht ziada mushkil ho jata h
              • #8 Collapse

                Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                Mere pyare bhai trading emotion se nahin hoti e.. kyunki trading ke liye emotions ki nahin planning ki jarurat hoti hai... Lekin jab aap emotions ke sath reading karenge to kabhi kamyab nahin honge... Isliye behtar yahi hai ki emotions ki bajaye mehnat per focus Karen..isliye forum per maujud sab members ko chahie ki pahle learn Karen experience shasan karne ke bad phir trading shuru Karen..jab aap experience hasil karne ke bad trade shuru karenge to fir inshallah aapko last nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                  G nhi kbhi bi emotions se trading ni ho skti blke trading apki mhnt apki knowledge aur apke experience pr depend krta h yah bht asan business hn bs thori mhnt lgti aur apki mhnt hi apki kamybi tk le jati h
                  • #10 Collapse

                    Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                    Emotion se trading g dear forex mein emotion se trading nae hoti trader ko humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye jitni trader is mein himmat karta hai utna jaldi forex mei kamyab hota hai humein kabhi na excited ho kar trading karni chaiye na hi jazbati ho kar Jo is mein jazbati ho kar trading karta hai Is mein utna uska loss hota hai aur forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat se hi hum forex mein kamyab hoty Hain hum is mein jitni mehnat karenge forex mein utna kamyab hongy humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye aur trader ko is mein apne jazbati per control rakh kar hi trading karni chaiye trader agar is mein apne jazbati per qabk rakhega tih trader trading mein kamyab higa warna wohbkabhi forex mein kamyab nae hota humein is mein. Zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat se hi hum forex mein kamyab hoty Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                      asslam.o.alaikum
                      hello friends how are you
                      pochna yeah tha k ham emtion (lalach ,gussa,sabar) sey bhe ham traiding kar skty hain koch emtion hamain loss ki traf le jaty hain or koch emotion hamry lia achy bhe sabit ho skty hain
                      ap ka kiya khiyal hai ???

                      Ham Logon Ko emotional se free hokar trading Karni chahie emotions basically Ham Logon Ko lost Dete Hain Ham logon ko bahut jyada emotional ki vajah se lost dekhna pad jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                        Agar aap trading main emotions ko involve Karenge. To Fir aap trading Mein Kamyab Nahin ho sakte. Emotions per control karna Sikh Jana trading Mein expert banata hai. Isliye Apne emotions se aap trade nahin kar sakte.
                        • #13 Collapse

                          Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                          nhe mery bhai mery khayal main esa mumkin nhe ap log bhe achi tarah sa janty ho ga jab ham trade kar rahy hoty han to us waqt hamary emotion kasy hoty han kabhe ham guusy main hoty han kabhe kush or kabhe preshan asy main ham trade kasy karen ga hamen apny emotion par control karna ho ga tab he ham trade kar sagty han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: emotion sey traiding ho skti hai ???

                            G bilkul ap is forum mae emotions se tradi g kr skte hn likn agat apko loss ho to bhe ap apne emotion pay control rekhen agar apko orofit ho to bhevap aone emotions p control kren to apkobacha fada hasel hogs r apko saber se is forum mae work krna hoga r soch smjh k trading krne hoge thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X