loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay
    dear mostly traders ko loss ho jata ha or wo tention me a jatay hain aisy traders ko chahiey kay wo tention lenay ki bajaey ap ne losss se exprience hasil karay jub ap ko loss hota ha tu ap apni loss wali trade ko again analysis kar ke apni mistake ko theek kar saktay hain jis se ap ko next analysis karne kay liey exprience hasil ho ga or ap ko faida mill sakta ha loss se b
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

    G bhai jaan ap ne bhot achi bt ki ha loss se tension nahi leni chaiye balky us se hum experience or ak sabak hasil karna chaiye esi tarha to banda kuch seekhta ha kyun ke koi bhi perfect nhi hota galtion se seekha jata ha es tarha hum apni trading ko acha bana sakty han next time khyal kar k acha profit bana sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

      Yes dear sahi bat hy insan hamaisha ghlti sy hi sikhta hy kaha jata hy jb tk ap ghlti nhy krin gy tu ap sikhy gy bhi nhy isliye awal tu yahi hy k ap ahtiat sy kaam krain r loss r nuqsan sy mahfokkz rahin lakin agr loss ho bhi jata hy tu ap ko chye os loss os ghlti sy sabq hasil kr lain r ap ko experience ho jay ga os ka tu ap os experience sy dosry logon ki bhi islah kr dain onhy loss sy bacha lain r ap khud bhi bach jain gu ap sy dobara wo ghlti nhy ho gi
      • #4 Collapse

        Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

        G bare bhai esa hi hai k hame loss say tension nahi leni chaheye k loss hugaya hai q k jese hi loss hota hai hum tension mai ajtay hai, so try kare k hum risk and reward ka ration maintain kar k trading kare usse hame 2 3 faiday hungay k ek to hamri money managemne tko follow karna easy huga or dosrta main important facotor ap m sabar patience ata jaiga jisse ap trade ka profit ya loss jo hai wo imature nahi lengay bul k her trade ka pora risk or pora reward le kar hi market say out hungay, immarture profit or loss apki trading ki accuracy ko gira deta hai
        • #5 Collapse

          Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan naen hona chayay balkay loss sa bhi seekhna chayay aur dobara woh ghalti naen krni chayay jis ki waja sa loss howa ho to hmesha profit hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss her kisi ko ho jata hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay tension nhi leni chahiay balkay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss se acha experience hasil karen k loss ko profit men kesay badal saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

              dear friend ji aapane theek kaha main aapki is baat se agri dhundho hamen loss Se kabhi bhi tension nahin Hasil karne chahie balki hamen chahie ke hamen jab bhi loss Ho jaaye To Ham usse kuchh Na kuchh sikhen aur trading mein apne experience ko banaen aur koshish karen kay next time hamen use trade se loss Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                Low sone ke bad aap Logon Ko chahie ki tension na len Gabraal Nahin chahie Jaise Jaise aap log kam Karte Jaenge kaise kare aapki tension aur aapka photo focus change ho jata hai aur aap Hamesha positive Kaise soche aur aapko phone positive level Tak apne business Ko Itna Pareshan ho jata hai Jaise Jaise aap log kam karte rahenge vaise vaise aapko bahut Kuchh sikhane ko mil sakta hai isliye
                • #9 Collapse

                  Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                  Gee haan bhai humain loss ki tension nahin leni chahyea balkay agar humain forex mein loss ho tou hum uss loss sae seekhnay ki koshish kerain uss sae apnay experiance ko gain kerain apni ghaltioun ko note kerain aur dobara sae woh ghalti na kerain yehi forex mein kamyabi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                    Loss mein tension g dear forex mein loss hony per tension nae Leni chaiye balky loss mein humesha himmat karni chaiye aur loss se ghabrana nae chaiye aur forex mein humein loss home per tension nae Leni chaiye is mein loss hony per humein himmt karni chaiye kyun k loss se humara experience bharta hai aur forex mein loss se kabhi tension nae Leni chaiye apna Dil chota nae karna chaiye kyun k is mein kamyabi hai jab hum loss mein Sabar karte Hain aur loss humein asal mein Sabar karna sikhata hai aur forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat se hi hum forex mein kamyab ho sakty Hain aur Jo log forex mein mehnat karte Hain unhein forex mein zaroor kamyabi milti hai magar loss hony per humein himmat nae harbi chaiye kyun k loss se hum mein himmat peda hota hai aur forex mein himmat kin uhat zaroorat hoti hai trading mein himmat karne se trader mein experience bharta hai aur woh forex mein zaroor kamyab hoty Hain Jo trading mein himmat aur Sabar karte Hain unhein forex mein zaroor kamyabi milti Hain humein bhi is mein zaida se zaida mehant karni chaiye mehnat se hi hum is mein mein kamyab hoty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                      Bahut achi bat share ki hai ap ne forex trading main profit k sath hamein loss bhi hota hai is liye forex main hamein profit k sath loss ko bhi accept karna chahiye our forex trading main loss se learn karna chahiye our forex main apni mistakes ko ignore nahi karna chahiye jis ki wajah se forex main hum kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                        G han bhai ap ne thek kaha k hum forex traiding mn loss pir tension nai leni chiye kiun hum jub aik bar los hota he to ainda k liye bisnus mn phele wali ghalti nai krte our humn lta chalta k ager woh kam dobara kren ge to hum loss ho skte is liye hum aisi mistecks se ijtnab krte hen is liye hum loss se bhot zyda experience hasil krne ko milta he thanx
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                          Dear friends ji bilkul Hamen last se tension Nahin leni chahie balke last per Hamen fayda hota hai isase Hamen experience hota hai aur trade Lagate Waqt usko Nazar rakhte Hain Ki Hamen pichhali bar loss hua tha Ab Na Ho sake isase Hamara experience mein bahut jyada exam Hota Hai Hamen Hamesha Lash per experience install karna chahie na ke Hath bandhkar ghar baith Jana chahie thank you
                          • #14 Collapse

                            Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                            Asslam o alaikum g haan billkul forex trading ma hmain profit ka sath loss bi ho jata ha is lia agr forex ma loss ho jy tu us ki fikar nhi krni chahia mehnat sa Dil lga KR Kam krna chahia tu pr hi ham kamyab hota Han or dosri bat loss sa learning krni chahia ta ka next asi galti na kran AP jis sa loss ho AP ko tu PR ak time ata ha AP ak kamyab trader ban jata han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss se tention na le balkay loss se exprience hasil karay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                              dear mostly traders ko loss ho jata ha or wo tention me a jatay hain aisy traders ko chahiey kay wo tention lenay ki bajaey ap ne losss se exprience hasil karay jub ap ko loss hota ha tu ap apni loss wali trade ko again analysis kar ke apni mistake ko theek kar saktay hain jis se ap ko next analysis karne kay liey exprience hasil ho ga or ap ko faida mill sakta ha loss se b
                              mostly traders follows ho jata hai aur vah tension mein a Jaate Hain Aise tere ko chahie the vah tension Main Apne dost se Xperia Shastri Jab aapko loss hota hai to aap apne dost sorry trade co again like karke apni mistake theek bhi kar sakte hain jisse aap kaun next karne ke liye cancel ho jata hai aur aap next time is profit Hasil Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X