confidence and over confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: confidence and over confidence

    Asslam o alaikum g haan billkul forex ma agr ham confidence ka sath Kam krta Han tu ham kamyab bi hota han or agr hmain trading ma profit hota ha tu profit ki khushi ma hmain over confidence nhi hona chahia keon ka jb ham trading ma over confidence hon ga tu pr bi loss ho jata ha keon ka ham jald bazi KR jata han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: confidence and over confidence

      Forex mein confidence ka hona zaroori hy lakin over confidence nhi hona cahaiye kiok agr hum confidence se trading kartay han tu is se profit ho sakta hy aur agr over confidence ho kar trading kartay han tu is se loss hi hota hy hum ko confidence hasil karna cahaiye aur is k liye mehnat zaroori hy mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kar k hum trading mein confidence hasil kar saktay han aur over confidence se bach saktay han
      • #18 Collapse

        Re: confidence and over confidence

        Dear member Agar Ham aur overconfidence ke sath kam Karte Hain To is se Ham bahut nuksan kar sakte hain isliye Hamen overconfidence kabhi bhi nahin Hona chahie balki Hamen confidence ke sath Har kam karna chahie aur kabhi bhi jaldi Mein Koi trade Nahin Lagana chahie Tumko jaldi main trade Lagane se Ham wrong decision Lete Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: confidence and over confidence

          اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanshabir پيغام ديکھيے
          confidence aur pher overconfidence mn thora sa faraq hy bas itna faraq hy ky ager ham koi bhi kam ya pher forex mn trading confidence ky sath karty hn aur pher yaqeen sy karty hn soch samajh kar karty hn to pher ham is mn ik acha profit kama sakty hn so aur ager ham is mn trade overconfidence ky sath karty hn to pher hamein is mn kafi ziada loss hota hy aur pher hamara account bhi is mn wash hosakta hy
          Confidence is very important in kind of Forex trading business Agar aapke pass confidence Nahin hoga to aap itne Bade Business mein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge lekin agar aap kuch profit Hasil karne ke bad overconfidence Ho Jaenge to yah bahut hi Buri chij Hai yah Insan ko Barbad kar deti hai aur Kisi Kaam Ke Kabil Nahin chhodati
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

          اب آن لائن

          Working...
          X