jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay
    dear ap ko forex me loss mistake honay ki waja se hota ha or ap mistake os wakt kartay hain jub ap market me analysis kartay hain or analysis kartay wakt ya tu ap kay pass exprience or knowledge nehi hota ha ya phr ap rules ko follow nehi kartay hain jis se mistake ho jati ha or ap ka account wash honay tak ajata ha agr ap wohi mistake bar bar kartay rehay gay tu account bar bar wash ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

    G bilkul me apki bat se agree karta hun hamain chahiye ka forex main hum kabhi bhi aesi mistake na karen jo rule ka khilaaf ho agar aesi hum se koi ghalati ho bhi jay to haamain chahiye ka hum usko improve karen aur apni mehenat ko din ba din bharhaen aur hony wali ghalatiyan dobara na karen.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

      Jab aik mistake ho jay dobara wo mistake nahi karni chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main hum ko jiss mistake say noksaan hota hai tu hum ko wo mistake dobara nahi karni chaiy hum ko uss mistake say bachna chaiy tab hum acha kaam Kar ka kamyabi hasal kray gay
      • #4 Collapse

        Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

        Han g bhai jan jab forex trading me hum se ak mistake ho jay to next time us se humy sabak hasil karna chaiye or us se learning bhi hasil karni chaiye ta ke usi mistake se next time hum again nukshan na karwa baithyn lehaza humy apni mistake koi ignor nhi karna chaiye.
        • #5 Collapse

          Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

          ji han deaar and respected forex member apki bat to thk hy hain iss mein aik mistake ko dobara repeat kernuy ki zarorat hy kue keh bar bar mistake kernuy sey hamin bht braa loss ho sakta hy iss liuy iss mein hmara account wash bhi ho sakta hy isi liy hamin iss mein lagan sey aour tawjoo sey kerni chahiy...
          • #6 Collapse

            Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

            dear friend ji han aapane theek kaha main aap is baat se agree karta Hoon kyon ke Agar Ham mein se Forex trading mein Koi bhi galti Ho jaati Hai aur use galti ki vajah se hamen use trading mein loss Ho jata Hai To hamen chahie ke next time Ham vah galat repeat na Karen aur koshish karen ke humko loss ki jagah profit Hasil Ho
            • #7 Collapse

              Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

              dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k agr apko forex trading mn loss ho jay to us ghalti ko tlash krna chayay jis ki waja sa loss howa ha to dobara us ghalti ko repeat na kr k ap hmesha achhi trading kr k achha profit hasil kr sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                Forex trading aik risky business hai ji main profit k sath hamein loss bhi hota hai is liye forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our hosle k sath forex main woork karna chahiye our forex trading main hamein apne loss our mistakes se learn karna chahiye jis ki wajah se forx main hum kamyab ho sakte hain our loss se bhi bach sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                  Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain apni mistakes ko control kerna chahyea aur agar hum sae aik mistake hoti hai tou aap ko chahyea kay koshish kerain kay aap sae dobara ghalti na ho aur aap forex mein aisay hi kamyab ho saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                    dear ap ko forex me loss mistake honay ki waja se hota ha or ap mistake os wakt kartay hain jub ap market me analysis kartay hain or analysis kartay wakt ya tu ap kay pass exprience or knowledge nehi hota ha ya phr ap rules ko follow nehi kartay hain jis se mistake ho jati ha or ap ka account wash honay tak ajata ha agr ap wohi mistake bar bar kartay rehay gay tu account bar bar wash ho ga
                    forex mein kam karte hue hamen ek chij ka khas khyal rakhna chahie ki jab ek galti Ham kar lete hain ya koi galat post kar jaate Hain to hamen dobara aisi galti nahin karni chahie ya dwara mein Koi bhi galat post nahin karni chahie balki hamen chahie ki Ham apne use galti se sikhen aur dobara acche se achcha kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                      Ghaltiyain ho jati hain lakin is baat ka khas khayal rakhain k jo mistake ap phaley kar chukey hain wo ap say dobara na ho q k agar ap asey ghaltiyain bar bar kartey rahain gey to ap forex main kamyabi nhi pa saktey is laiy mahnet say kam karain or misstake say bachain tab hi ap kamyab hoin gey
                      • #12 Collapse

                        Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                        g bilkul jub ek bar koi mistake ho jae to kabhi bhe wo mistake nahi karni cheye ,,mistakes sa sekhna cheye or kam par hamesha tawajjah deni cheye or kam ko dilchasbi k sath karna cheye...
                        • #13 Collapse

                          Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                          Repeated mistake g dear forex mein mistake ko kabhi repeat nae karna chaiye Jo is mein mistake ko repeat karta hai forex mein utna uska loss hota hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat se hi humein forex mein kamyabi milti hai humein is mein zaida se zaida kamyabi milti hai humein forex mein kamyabi milti hai humein is mein mehnat karne Wala hi kamyab hota hai aur forex mein humein apni mistake ko repeat nae karna chaiye mistake repeat karne se humara loss hota humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye jitni hum forex mein mehnat karte Hain humein utni kamyabi milti hai aur mistake ko repeat karne se is mein humara loss hota hai is liye humein forex mein zaida se zaida kamyabi milti hai humein forex mein mehnat karne Wala hi kamyab hota hai is mein mistake repeat karne se trader ka account wash ho sakta hai magar is mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat se hi hum forex mein kamyab hoty Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                            Hamen trading kab Karni chahie Jab Hamen hundred percent lekin Ho ke Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamen Aise time per trading Nahin Karni chahie Jab market bahut mis ki Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour Kuchh Bhi Ho Sakta Hai Aur traders ko trading Karke lost bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho toh trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jub aik mistake ho jaey tu dobara wo mistakes kabi nehi karay

                              Asslam o alaikum g haan billkul forex ma ham sb members ko chahia ka agr forex ma ham sa ak bar mistake ho jy jis sa loss ho tu hmain mistake sa larning krni chahia or next time wo wali mistake nhi krni chahia ASA krna sa AP kamyab hon ga or ak time ay ga AP ak expert trader ban jyan ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X