Kiya ham porani thread par post kar sakty hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ham porani thread par post kar sakty hy
    Assalam o alaikum my dear friend me umed karta ho ap sab logg thek hongy me ap sy ye khena chata ho ky kiya ham agar porani thread par post kary to ham ko koi nuqsan to nhi hota or is sy hamari post delete to nhi hojati
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

    dear friend agr ap purani threads pa reply post kren to is sa apka koe nuksan naen hota lekin meray khial mn agr ap fresh threads pa reply post kren to ziada behtr ha keun k fresh post ko ziada log read krtay hn aur thanks bhi detay hn jis sa bonus achha milta ha
    • #3 Collapse

      Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

      Wese too aam forex ki guftuay k general question answer mai esi koi bat mention nahi hai k ap sirf new threds pay hi reply de saktay hu old threads py nahi but log phir bhi ziada tar new threads pay focus ziada karty hai or kosish karty hai k new threads pay hi post kare jiska main reason ye hai k new threads pay ziada log active hungay to ziada post hungay or subko ziada thanks milengay, jb k old post pay ek din mai 1 ya 2 user hi visit karty hungay or us mai koi thanks bhi nahi deta to mere hisab say apki bonus earning strategy pay depend karta hai k ap new threads py post karo ya old py
      • #4 Collapse

        Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

        G han forum pe hum purani thread pe bhi reply posts kar saktay hen kiun k hamen tu apni achi quality ki posts ka bonus milta hey iss liay hamari post count ho jati hey lekin thanks nhi miltay aur thanks tu fresh thread wali posts pe hi miltay hen aur purani thread aur posts ko bahut kam log read kartay hen
        • #5 Collapse

          Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

          Kiya ham porani thread par post kar sakty hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay lykeen ager aap new thread kerty hain in main poorani thread per bhi reply ker sakhty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

            Dear baat ya hay k aap pak fouram per jitni porni thread ho us per aap post kar saktay hain aap ki post count ho ha hay gi lakan aak baag ka khayal rakhan k phalay kabi aap z us thread per post na ki ho aur dosara ya k ager aap apni post per thanks chatay hain to aap new thread per post karan kyun k new thread per he sab ki koshah hoti hay k thread ho
            • #7 Collapse

              Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

              G ha dear friends bilkul thek kaha hy ham is mn porany threads per bhi postien aur pher threads kar sakty hn jis sy pher ham is mn ik achy kamyabi sy kam bhi kar sakty hn aur pher is mn hamien porany threads per kam karny sy hamein is mn thanks bhi ziada sy ziada milty hn aur pher hamein is mn postien delet bhi nhe hoty
              • #8 Collapse

                Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

                g bilkul bhai jan aghr ap kisi poani threads ko rply karna chahty hain tu kar skty hain es main koi harj nahi hai es main apki apni marz hai jis main ap jis threads ka bhi chahen answer kar skty hain alken es bat ka khyal rakhen k threads zyda porani na ho q k yah na ho ap pechly sal ki threads opne kar k oska rply kar den ayh bi galat nahi hai laken ap aysa na karen tu bahtr hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

                  g han purani threads par post kia ja sakta hai lekin jitni threads old ho gi us par thanks ap ko bhot ham milian ge our jitni threads fresh our new hogi ap ko thanks us par bhot jald our teeze se milian ge kyun ke zyada members new threads par post karna pasand karte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

                    G han brother ap purani threads par bi posts kar saktay hain aur es main ap ka ek faida hay aur ek nuksan hay faida yah hay kah ap ki posts delete nai hon gi q kah purani threads delete nai hoti aur jeno nay delete hona hota hay woh pehlay hi ho chuki hoti hain aur nuksan yah hay kah ap purani thread par post karnay say ap ki post bahut down chali jaay gi aur ap ko thanks nai mil sakain gay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya ham porani thread par post kar sakty hy

                      Assalam o Alikum.
                      G dear ap old threads prr post kr sqty hein but post krny sa phly us thread ko deeply read krein agr ap ny us prr phly post nai ki hoi h to pir ap us thread prr posts krein ta k ap ki post delete b na ho r na ap ki mehnet zaya ho.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X