mistake accept

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistake accept
    yhumen chaeya ka apni mistakes ko poori tarha sa accept kerlaina taqa hum loss houne sa bach saken or mistake aik trade ka hisa hai am i right sahre your opinions
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mistake se hi insan sekhta ha to insan ko mistake k bad khud ko kosna nhi chahiye blke next time k liye ready rehna chahiye aur mushkilat ka samna krna chahiye.
    • #3 Collapse

      forex mein jo hum say mistakes hoti rehti hain un ko khatam kerna he hamara asal maqsad hai kyunki galtiyan her ek say hoti hai but apny zameer per kabu pa ker inhain khatam koi koi he kerta hai or asal mein wohi successful hai
      • #4 Collapse

        dear jab ap mistake ko accept karo gy tu ap ko pata chale ga k ap ne kisi mistake pe kitna loss kiya phr ap dobara wo nhn karo gy es liye hamesha apnii ghaltion se faida hasil karo aur daikh k post aur trading karo...
        • #5 Collapse

          g han hamen is main apni mistake ko acept karna chahye agr ham is main apni mistake ko acept karen ge to hi ham is main se kamyab ho skte hain r hamen jis mistake ki waja se is main se loss ho jaye to hamen wo mistake is main se dobara nahi dohrani chahye.........
          • #6 Collapse

            g han ap ki bat sahe hai hamay chaheyah k hum apni mistakes ko puri tarha say accept karay q k hum lose say buch saky and forex mai success hon sakay.
            • #7 Collapse

              yes i am agree krta ho ap ki batt sa k hamey admi mistake ko mann lana cheya ku ka mistake har trading ka hisa ha or hama is chezz sa lose sa bhech sakah ko ....
              • #8 Collapse

                aap nay theek kaha k jab b is main loss ho to apni mistakes ko daikhna chahiye or in ko cover karna chahiye is say aap ko is main earning ho sakti hai or aap ko is main loss nai ho ga
                • #9 Collapse

                  yes ma apki bat sa agree karta ho ka agr hm forex ma jo glti hoti ha us ko seakh lay to hm easy sa forex ka master ban jye ga r hm easy sa forex ko win kar lay ga agr hm wohe glti bar bar kary ga to hme uska loss he hota rahy ga r koi b faida nahi hoga us kam ja
                  • #10 Collapse

                    trading main mistakes ki koi gunjayesh nai hoti agr ap aik mistake karty hain to loss ho jata hay and is kay bad next step is mistake ko find karna and is ki practice karna ho ga agr ap bar bar aik mistake ko repeat karian gy to you will never become good trader
                    • #11 Collapse

                      mistake aisi cheez hay jo har bandy se ho sakty hay chahy wo senior ho ya junior. aur hamian agar loss ho jaye to wo hamain accept karna chahye.
                      • #12 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen mistakes ko accept karna chahye kyun k is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha or mistakes se hi hm is business me acha lesson hasil karty hain isi liye accept krni chahye mistakes
                        • #13 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen mistakes ko accept karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen acha lesson tb hi hota ha jb hm is business me mistakes ko accept kar k is business me trading karty haain
                          • #14 Collapse

                            apko apni ghlti ko accept kerna chaye ager a[ apni mistake ko accept ni kerte to ap apni ghlti ko kase thek kero ge ye phir ap k lye hi problem ho gi forex pe ap apni ghlti ko thek ni kerte to ye bad m apko bnuht nuksan deti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Mistake of the paksitan forex forum trading my agar pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X