Forex mein honesty kyun zarori hai..???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein honesty kyun zarori hai..???
    Forex mein honesty bohat zarori hai is liay hamesha honestly kaam krain or isk sath apni life ko khobsorat bnaein kyun jo insan bina emaan k kaam karta hai woh kbhi bhi achi earning ni kar sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

    forex market mein hamen hamesha honesty se kam karna chahie aapko pata hona chahie ke jitna Ham honesty se kam karenge market mein Apna hamen achcha parivar milega aur hamen chahie ke Pakistan Pom ko bhi achcha time den aur Market mein aane wale karke uske bad hamen koi bhi decision ya lot lagana chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

      Dear forex per honesty bht zaruri hai q k Jo honesty ka muzahira nhi kerty aur apna aj ka Kam Kal per chore dety Hain aur Kam me chori kerty Hain aur mehnt Kia baghair profit hasil kerna chahty Hain lekin mehnt nhi kerty ..lekin Jo log honest hoty Hain aur mehnat se apna km pura kerty Hain to wo kbi nakam b nhi hoty is Lia hmesha forex per km kerny kelia honesty ka muzahira karain..
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

        Forex per kam karte waqt Ham Logon Ko honesty ke sath kam karna chahie Bhandari ke sath kam karna chahie Jab ham log imandari ke sath kaam Karegi to ham log Galti Nahin Karenge
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

          Forex ka kio b business honesty k bena ni chal sakta, forex business ko soch samaj kar or apna samaj kar karna chahe, forex ma hamara ik step hamy profit b dy sakta hai or nuksan b, forex ki knowledge sy ham andaza laga sakty hai k ham ny profit choose karna hai ya loss,
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

            g han hamain is forex main hosnest say hi karna hog a tab hi hum kamayb ho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main learning kar k hi hum sucess ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

              is forex main honesty say hi trade karni o gi aur koi bi kam hai is forex main honesty say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main b i planing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum run karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

                Pak Forex ek esa business Hy jis me cheeting bilkul bhe nahen chalti ba he was me do numbri hoti Hy es me just mehnat kre wale Hite Hain Jo emandari se mehnat krte Hain wo es Pak forex me acha Kam Kar k acha profit hasil krte Hain or Jo es me mehnat nahen karte wo hmesha naqam Hite hai wo nahe bounce hasilvkr sakte Hain or na he trading se profit hasil Kar sakte Haines lye agar Pak Forex me earning krni Hy to us k lye mehnat zrori Hy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

                  Asalam o Alaikum dear fellows
                  G han shi kha apne forex online buht acha business h forex main ap mehnat kr k achi profit hasil kr skty ho forex main honesty k sat kam krna hoga forex main koi cheeting ni hoti just mehnat or honesty sy kam kro gy to acha profit hasil hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein honesty kyun zarori hai..???

                    Assalamu alaikum dear brother aapane ek bahut hi accha sawal poochha hai ji han Janab Hamen forex Mein kam karte hue honesty ke sath kam karna chahie aur paksh Mein kam karte hue cheating nahin karni chahie kyunki Agar Hamen honestly kam Karenge to hi Ham achcha kam kar sakenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X