Kya forex me mehnat karna zarore hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex me mehnat karna zarore hy
    G han dear members forex me aur har kam me mehnat karna bhout zarore hy koke mehnat se he to hum kyamyab insan bn sakty hy mehnat har member ke ly bhout zarore hy hum jb forex me kam karty hy to mehnat aur lagan ke sath karty hy hum is me regular mehnat ke sath kam karty hy aur dunya ka har kam mehnat se he hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

    yes of course forex trading main aapko pata hona chahie ki mehnat karna zaroori hai itni jyada trading lagane se pahle aane Wala sex ke upar tavajjo denge aur money management of risk management ko calculate karke apne dam per bonus account ke upar trade lagaenge to aapko apna fayda hoga aapko minut ka Sila milega
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

      Ji ha forex mein mehnat krna bahut hi zarori agar hum mhant na krein to hum kbhi bhi kamyab nhi ho sakty hain dear jo log forex mein mehnat krty hain sirf wahi kamyab hoty hain aur forex sy achi earning kr sakty hain dear humy chaiy k forex mein zyada sy zyada mehnat krein ta k hum kamyabi hasil kr saky
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

        gi han forrex mein mehnat karna zarori ha kyo ky mehnat ky baghair koi kam hi nahi hota ha har cheize y liye mehnat lagty ha our mehnat hi hamein zindigi mein agy ly ja sakty ha is lye har cheize mein mehnat karna zarori ha taky ham kamiyabi ki taraf barah sakein
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

          G dear forex men mahnat karna bht ziyada zarori hay kiyun k ham forex to joine kar letay han magr kam thk say nai karty aur nah hi thk say time detay han to hamen is sorat men forex men bht ziyada mahnat karni hogi kiun k ham is k bghair kbhe kamyab nai ho sakty. Forex men mahnat kam karna hoga tab hamen achii earning milay gi.
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

            G han dear ap ny sai kha hy kiya ham ko forex me mhenat karni chaiye g han ham ko is me mhenat karni chaiye agar ham is me mhenat nhi kary gy to ham is me kamiyab kasy ho pay gy ham ko chaiye ky ham is me mhenat sy kam Kary
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

              Aoa..dear forex per kamyab hony ka eik hi rasta hai aur wo hai mehnat AP jab Tak mehnat nhi karain ge to AP kbi b kamyab nhi ho sakain ge..q k forum per sirf wahi members kamyabi hasil kerty Hain Jo mehnat ko azmat samjhty Hain aur apna Kam zimandari se kerty Hain wahi log phr kamyab hoty Hain ..Kam me kahili aur susti ka muzahira kerny waly log kabi kamyab nhi hoty..
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                Dear baat ya hay k dyunia main kohi kam be aasa nahi hay jis main aap na ager kamyabi hasil karni hay to aap ko mehnit k bagher aap us kam main kamyabi hasil nahi ho sakti hay same iss tarha instaforex trading main jo k aak online worldwide international bussniss hay aur aam bussniss sa bhot zayada mushkal bussniss hay iss main aap bagher mehnit k aap kohi kamyabi hasil nahi kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                  Mehnat Karenge time Denge learning Hogi knowledge Banega tab hi to best working Karke profit nikal Sakenge...
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                    Mera friend request hai kya Suna mehnat karne chahie Agar mehnat Karte Hain To Kamyab hote hain Agar Main Aata Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge ismein Aarti Sab Kuch Hota Hai kamyabi ka Raj bhi Manati Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                      Sir ap ki bat right hai hamen Forex main mehnat krna zruri hai agar ham is main mehnat Nahin kren gy susti kren gy Tu ham Kabhi bhi kamiyabi hasil Nahin Kar sakty agar ham is main sakht mehnat kren gy tu ham zrur apni manzil tak pohnch sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassam khan پيغام ديکھيے
                        G han dear members forex me aur har kam me mehnat karna bhout zarore hy koke mehnat se he to hum kyamyab insan bn sakty hy mehnat har member ke ly bhout zarore hy hum jb forex me kam karty hy to mehnat aur lagan ke sath karty hy hum is me regular mehnat ke sath kam karty hy aur dunya ka har kam mehnat se he hota hy
                        Agar Forex Mein mehnat Nahin Karenge to aur Kis chij Mein mehnat Karenge kya aapko pagal hai kya aap dimag se Khali Ho mujhe to Afsos hota hai ki Kaise jahil aur fazool log is form ko join kar rahe hain Inko Itni bhi sharm nahin hai ki ham Koi dhang ki baat kar len
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                          good question , Ans to ap ney dey hi diya nichy chalo thori sey main bhe expalination kar dita hun ji han bhai jaan forex k main karna bahot zarori hai forex hi nahi balky har wo kam jise main ap success hona chahty hain or os kam sey ap ko hasil karna chahty hain to ap ko os kam main mehant lazmi karni parti hai .
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                            Jo log Forex trading Mein mehnat Karke kam karte hain unko bahut accha profit hota hai isiliye humko bhi koshish Karni chahie ki Ham Jab Bhi kam Kare to Mane Sarkari mehnat karne wala hi Kamyab Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex me mehnat karna zarore hy

                              payarey bhai, aap ne bohat acha kaha hai ke hamein sakht mehnat karni chahiye aur agar hum sakht mehnat karen ge to hamein kamyabi zaroor miley gi hamein zaroorat hai ke hum bhi ziyada mehnat karen
                              aur hamaray joniyrz hum inhen achi terhan se prhhayin agar woh ziyada mehnat karen to unhein zaroor kamyabi hogi
                              aur woh aik acha munafe bhi kamaain ge
                              kyunkay inhen acha munafe haasil karne ke liye sakht mehnat ki zaroorat hoti hai
                              aur jab woh sakht mehnat karte hain to kabhi kabhi woh khud hi aajate hain aur forex main mehnat walla insaan hi kamyaab ho saktaa hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X