critical situation main trade na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    critical situation main trade na karein
    g han hamain market main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main kam kar k hi hum cahi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain tab hi hum run kar sakty hain it is best job
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: critical situation main trade na karein

    Jab halat sahe na Hun Market Main Close Hu to Trade na Karein Agar Trade Karein Gy To Apna Nuqsan Hy Is sy hamein loss Hu Ga Or is loss Sy bachny K Lye Trade Nai karna Chahye Agar Hm Betuki Trade karein Gy To loss Hu Ga Is loss sy Bachny k Lye trade karein Hi Na Trade karty Waqt Kisi Senior sy Help Lena Achi Bat Hy Or yh Faida Mand sabit Hu Ga
    • #3 Collapse

      Re: critical situation main trade na karein

      g bhai main apki baat say agree krta hun ke humin trade krty time apni condition ko dykh lena chaye qk hamri life hamry halat hamri tarde par asar andas hoty hain or hum loss main bhi ja sakty hain trade krty time hamesha humin khud ko relax rakhna chaye market ko dykh kr trade krna chaye.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: critical situation main trade na karein

        Gee bilkul market mein enter hony se pehly analysis zarori hai jb market fast movement kr rhi ho us waqt koi trade open nhi krni chahiye kionkeh yeh risky ho jata hai market ki direction kisi waqt bhi change ho sakti hai is liye aisi situation mein wait kr lena chahiye tah k loss na ho.
        • #5 Collapse

          Re: critical situation main trade na karein

          Gee haan bhai jub forex market mein situation critical ho tou humain chahyea kay market ki situstion kay behtar honay ka intezaar kerain aur jub market normal ho aur uss mein humain achi trade mil rahi ho tou uss waqt trade kernay ko tarjeeh dain ta kay acha profit ho
          • #6 Collapse

            Re: critical situation main trade na karein

            Dear friend market ko time de Apne analyses complete Karen best trend Milta Hai to trade open Karen Varna Sabar Kar len..
            • #7 Collapse

              Re: critical situation main trade na karein

              hamain is k bary main phly market main enter hony say pahly makret ki position ko dkh lena bhtr hota hai so hamain is k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi anslese karien gay atb hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain it is goof job
              • #8 Collapse

                Re: critical situation main trade na karein

                Bilkul Sar aapki baat right Jab Hamen market ki movement ki koi bhi samajh na Aa Rahi Ho To Hamen use time trading bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki use time trading karne se Ham sirf loss hi Karenge aur na hi Ham Ek acche trader Ban sakte hain Jab aapko market ki movement acchi Tarah Se samajh Jaaye aur aapko best entry point bhi mil jaaye to Fir aap trading karke bahut accha profit Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: critical situation main trade na karein

                  hamy trade lagany ky rules ko follow karna chahey agar hum kese waja sy paryshan to hamy trade nahe lagane chahey hamy is main active ho kar fresh mind ky sat trade open karne chahey hamy market ke movement ko dakt kar amount invest karne chahey per he hum is main acha profit hasil kar sakty hain yai aik online business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: critical situation main trade na karein

                    Forex k kam aik technical kam hay is men market k observation bhut he ahim hayforex k kam men ap tarde lagane se pahle achee tarah maeket ko observe keren pher agar ap ko tarding k lye mozoon lage to ap trade lagaen warna na lagaen,forex k kam men do waqat trading k lye bhut achee count kye jatee han aik jab market bhut low per ho ap tarding start keren doasr jan market men bhut zayada activity ho us waqat ap acha earnker kstee han.
                    • #11 Collapse

                      Re: critical situation main trade na karein

                      I m agree with you ! Critical Situation mn trade na karen jitna ho saky apny mind ko relax rakhn fresh rakhn koshish karen motivated mind k sath trade karen ta k loss na ho loss basically hota hi humari apni ghalatioun ki waja se hai asal mn hum jab jazbati ho kar posting karty hain ya trading karty Hain to hum loss hojata hai loss dar asal nam jaldbaazi tezi or besabri ka hai easy rahen mind ko bhi easy rakhn ta k kam mn focus ho analyse dekh bhal k karen ta k awareness sahi ho loss na ho or trade mn focus ho khud ko dedicate banaye ta k profit k chances zada hon or loss kam s kam ho or kamyabi zada ho behter ho apki khwahish puri ho mehnat datt k karen ....
                      • #12 Collapse

                        Re: critical situation main trade na karein

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Volt پيغام ديکھيے
                        g han hamain market main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main kam kar k hi hum cahi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain tab hi hum run kar sakty hain it is best job
                        Jab market ki condition kharab Hoti Hai To Aise time per trading karna bahut jyada dangerous Hota Hai Jab market acchi na chal rahi ho to aise time per trading Na Karna bhi sabse Jyada best Hota Hai Aise time per bhi aapka Sabar Samne Aata Hai jo aapko acchi trading karne mein help karta hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: critical situation main trade na karein

                          g dear jab market unstable ho toh humein trade nae leni chaiye balky humein is mein wait karna chaiye k market stable hojaye ayr jase hi market stable hoti hai toh hum jab trade lete hain toh is e humein faida hota hai aur is se humein is mein zaida mehnat karni chaiuye is mein zaida mehnat karna zaroori hai emhnay se hi hum is mein kamyab hoty hain aur forex se hum acha profit le sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: critical situation main trade na karein

                            Bilkul sangeen halat main trading bilkul b nhi karna Chahiye hame trading se pehle market ko analysis karna Chahiye or agar market opposite move kr rahi ho to ehtiyat bht Zaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: critical situation main trade na karein

                              Jub bhe him Pak forex trading me trade krni hi to hum ko chahye k pehle hm analysis kren market ki movement ko samjhe k Kia hum es pair par trade open kren loss to nahen hoga galat ka jaizalete hoe trade open krni chahye agar market ap k haq me ho to trade open kren warna sabar krna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X