forex hamary liye kitna faidamand hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

    g bilkul bhai jan ap ny bilkul thek kha hy forex hum sub member kilye bhot he faida man hy hum is main achi planing k sath kam kar k bhot he acha rozgar kama sakty han hum is main kam kar k apny ghar ka acha kharcha nikal sakty han is liye bhai jan ager faida othna hy tu forex main mehnat sy kam karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

      Forex hamary liya bahot fidhay band business hay is may tarding karnaa bahot fidhay mand hY is liya socha samj kar tarding karhay forex too hamarii zindagii hay is may ap koo forex say ap apnii zindagii kay saray adoray kam poray kar saktay hay is liya tawjha day and kamiyab hoo forex say apnaa miyar bahatar karnay kay liya acha hay kay mahnat karhay
      • #18 Collapse

        Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

        forex business uske liye faidy mand hai jo mehnat karty hai trading karne ke liye wo is business se sahi faida haasil kartay hai un mein knowledge sekhne ka junoon hota hai wo sekh kar hi dum lety hai or achi trading sekh kar acha profit hasil kartay hai .
        Mehnat Me Azmat hai
        • #19 Collapse

          Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

          Hamare pass jitne diya tha information Hogi ham log itna hi jyada profit Haasil kar sakte hain isliye apni information ko increase karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

            Dear member forex har trha ka logon ka lia ik acha business ha issa sb log jo log thora sa mind istemal kr sakty hian apni mehnat sa achi earning kr skty hain.Forex ko sirf mehnat or acha kam chahea ya apko acha profit day skti ha experienc or mehant ka bagair hum forex pa bari mushkal sa kamyab ho ga ku ka boht kam log forex pa luck ka sath kam kr sakty hian.Or jo log luck ka trust pa kamm krty hain or mehnat ni krty aisa log forex pa ziada dair tk ni kam kr paty.
            • #21 Collapse

              Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

              Bhai na baut acha sawal kiya ha ka forex hamay lye kitna faida mand ha dosto karbar koi bhe ho jab woh kamyab ho jaye to us ka faidy e fadiy hoty han dosto yahan bat ho rahi ha forex ki dosto agar ya acha exprince mil jata ha or ap kamyab ho jaty han to phr forex ap ki life ko change kar ka rakh de ga kun ye worl ka sab sa bara bussness ha or is main kisi bhe chez ki koi pabandi nhe ap soch bhe nhe paen ga ka is ka kitny faidy han
              • #22 Collapse

                Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                Ham to bahut mehnat kar rahe hain aur dil se mehnat kar rahe hain Kyunki Ham is group mein kahaniyan sunna chahte hain aur apni transfer karna chahte hain Ham coaching ki quality ko bhi bahut acchi Tarah Se Karte Hain agar koi mistake Na Ho Aur Hamen bonus achha Mile aur is dafa Nahin Hai Kyunki Main acchi mehnat ki hai aur mehnat Karne Wale Ko call Jarur Milta Hai
                • #23 Collapse

                  Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                  Han ji Bhai Jan haforex aj Kal tu hamari zindgi ban Chuka he ham khob mehnat kar k ismen apny let behtri ki taraf gamzan ho sakty Hain samjhen mehnat paisy ka dosra nam he hamary let ab forex par mehnat kar k apny let faida mand bana sakty Hain k ham dosry logon k muhtaj na rahen
                   
                  بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                  • #24 Collapse

                    Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Volt پيغام ديکھيے
                    ye har ak k lie boht hi best hai is forum main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain markt main bi trader bannay say pahly is k bary main anlsey kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucss hon gay aru hamain market main bi trade karein gay
                    Dear forex hamare liye bahut hy faida mand hai aik to ye online job hai aur is meinham apne boss khud hain aur ham isine ghar baith k kam kar sakte hain aur kisi waqt kar sakte hain aur ham ismien basani earning kar sakte hain.
                    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                    • #25 Collapse

                      Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                      Forex hamare liye bht zyada faidamand hai. Mehnat kr k hm forex main ghar baithe paisay kamate hain wo b online.. Hame mehnat karte rehna Chahiye
                      • #26 Collapse

                        Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                        Pakistan forex aik aisa platform h jis main her koi kam kar sakta h hamin is main ziyda sy ziyda mahnat karni chihye forex hamry liye bhut zaroori h q k hum is sy achi earning kar sakty hain hamin forex main kisi investment ki bhi zaroort ni hoti hum posting sy hasil hony waly bonus sy earning kar sakty hain isi liye ya hamary liye bhut zaroori h
                        • #27 Collapse

                          Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                          ji han Janab aapki baat bilkul theek hai Forex tamam logon ke liye bahut hi faydemand hai lekin Agar hamen Forex mein achcha profit Hasil karna hai to hamen Forex ko time Dena hoga aur hamesha Trading planning ke sath karni hogi bad Mein jakar Ham Forex se achcha profit hassil kar sakenge
                          • #28 Collapse

                            Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                            Janab Forex hamare liye bahut hi faydemand hai kyunki Ham ismein achcha kam kar ke acche income Hassan kar sakte hain lekin hamen chahie ki hamen Forex ko time Dena chahie aur accha experience Hasil karna chahie bad Mein jakar achcha kam karna chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Volt پيغام ديکھيے
                              ye har ak k lie boht hi best hai is forum main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain markt main bi trader bannay say pahly is k bary main anlsey kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucss hon gay aru hamain market main bi trade karein gay
                              Forex trading Hamen Khud to koi bhi advantage Nahin deta Hamen isase fayda Hasil karna hota hai aur vah bhi mehnat Karke kam karne se Agar Ham yah Sochenge ki Forex trading se Bina mehnat kiye ki fayda Hasil Ho Jata Hai To isase Badi Hamari Koi Aur bevkufi Nahin ho sakti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex hamary liye kitna faidamand hai?

                                G han kisi bhi field men kamyab hone k lye mehnat to krni prti he pehle sekhen kam ko ar phir apna pora 100 percent lga den to kamyabi yaqeni he
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X