Loss kab aur kiun hota hai..???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

    Assalam o Alikum dear members of forex.
    G brother hum jb bagar market analysis kiye trading krty hein to hmein loss hota h, r jb hum forex k rules ko break krein gy ya apny daily k kaam ko bagar quality k sat krein gy to b hmein loss hota h es liye hmein ciye k hm quality r impormative posts forex ma kiya krein r trading sa phly market analysis lazmi kiya krein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

      G dears forex ma hamay loss ho he jata hai ku Kay ham is ma strategy laga Kay he Kam ho sakta hai hamy loss tb hota hai jb ham bagar sochay he trade laga daytay hai bagar experience Kay is liya hamay loss ho jata hai loss hamay tb ni ho ga jb ham planning Kary Kay trade lagaty hai to ham soch samaj Kar laga daytay hai jis say hamay loss ni hota is liya hamay bagar sochay samjy trade ni lagani chahiya jis say hamay nuksan ho.
      • #18 Collapse

        Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

        loss kab aur Kyon Hota Hai ji bilkul loss Ki Sabse Bari wajah Forex Mein loss Hamari apni wajah se hota hai Forex Mein Hamen Forex Mein Ham Jab Is Tarah Ki mistake karte hain tabhi Hamen loss hota hai Jab Ham ek se zada bahut sari entry Le lete hain ek hi trade per to ismein chances zyada loss k hote hain koshish karen Is Tarah ki koi bhi mistake na Karen jisse aapko ismein loss Ho Forex mein zyada hardworking Karen Kyunki Forex mein aap hardworking Karke Kamyab ho sakte hain Magar Jab Ham Ek Sath bahut Sare pairs per trading kar lete hain Bina analysis tukky ki wajah per to is se bhi Hamen loss hota hai Forex Mein loss ko control karne ke liye apni learning ko improve Karen Kyunki agar aap ismein learning Nahin Karte to Forex main aapko sirf loss hi hota rahega aur Forex main aapse zyada mehnat Karen aap ismein zyada mehnat Karenge to hi aap ismein Kamyab trader Ban Jaate Hain Forex main Hamesha Zyada mehnat karne wala hi Kamyab Hota Hai Forex me mistake kam Karen Kyunki zyada mistake karne se bhi aapka loss hota hai Forex Mein Aisa kaam Koi Bhi Na Karen jisse aapko zyada loss ho aur aapka bonus deposit donon hi zero Mein Chale jaty hain Forex me agar aapko loss ho to Bina interest ke aap apna loss recover nahin kar sakte Kyunki isse aapko bahut zyada time lag jata hai apne interest ke sath aap apna jaldi loss ko recover kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

          Assalam o alaikum dear humy loss as waqt hota hy jb hum market ki movement ko thk trh se smjh nhn paty ya humy analyse krna ka knowledge nhn hota to humara analysis thk na hony ki waja se humy loss hota hy to loss se buchny kaliya humy chahoya k hamary pass proper knowledge ho
          • #20 Collapse

            Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

            hum ko bageer kise bhee vaja k loss nahi hota hai hjum, ko tab hi loss hota hai jab hum koi na koi mistake kr jate hain hum gjalat trade open krte hin ttab hi loss hota hai hamen loss say bchne k lie carefull hona pare ga.
            • #21 Collapse

              Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

              dear lose hamaray sath aisay hay jaisay hamaray sath profit milnay ki umeed hoty hay agar hamko lose na ho to hamara is makreet main say acha earn karn abhi na mumkin hay is liye lose ka hona koi barri baat nai hay yeh aik hissa hay laikin hamko lose tab hota hay jub ham markeet ko samjhay bagahir is main neter hotay hain aur yeh samjhtay hain k markeet hamaray hisaab say moove kar rahi hay laikin asal main aisa ho nai sakta hay jiski wajha say hamko markeet main lose ata hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Loss kab aur kiun hota hai..???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AhsanFayyaz پيغام ديکھيے
                As salam o alakium kaisy ho Sab umeed karta Hu Sab thik hai mein senior member sy pochna Chahta tha k hum ko trading karty waqat loss kiun hota hai..???
                Dear insta forex treading men loss in logon ko hota hi Jin logon ko treading ka knowledge aur experience Ni hota ager acha knowledge aur experience ho to loss Ni hota.

                اب آن لائن

                Working...
                X