spread kiya chiz hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread kiya chiz hai .
    asslam.o.alaikum
    basically kimaat faroogh or kimaat khareed k darmiyaan fark ko ham spread khty hain .
    dosry lafzo main ask or bid k darmiyaan value k farg ko bhe ham spread khty hain .
    chart window main gray or rid line k darmiyaan jo fasla hota hai os ko bhe ham spread khty hain
     
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: spread kiya chiz hai .

    bhai spread commision ko kehty hn jub hum koi bhi kisi bhi pair main trade open kerty hn to sab sy pehly wh profit main nh ati bulkh loss main chali jati hy is ka mutlab hy kh broker hum sy trade lgany ka commision lata hy yh her trade ky sath hota hy hmary bonus waly broker ka spread ziyada hota hy
    • #3 Collapse

      Re: spread kiya chiz hai .

      Dear brother forex trading men jo servers market ko chalatay hen spread unn ka commission hota hey iss liay trade open karnay k sath hi jo loss show hota hey woh server ka commission hota hey aur her pairs ka alag alag spread hota hey
      • #4 Collapse

        Re: spread kiya chiz hai .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Dear brother forex trading men jo servers market ko chalatay hen spread unn ka commission hota hey iss liay trade open karnay k sath hi jo loss show hota hey woh server ka commission hota hey aur her pairs ka alag alag spread hota hey
        i know sir but main ney yeah new member ko smjhney k lia easy wording main post ki thi takky un ko pata chal jayai k spread kiya hai or kahan sey ham ise ko dekh skty hain or in sey kiya sekh skty hain kiya faida utha skty hain bass etna batney ki koshesh kar rha tha sir.
         
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: spread kiya chiz hai .

          Gee haan bhai aap nay bilkul theek kaha hai aur mere khayal mein bhi yehi hai forex mein trading mein hum nay bromer ko commission dena hota hai aur yeh her trade mein dya jata hai aur jub him trade lagatay hain tou sell aur buy ki lines kay darmayan gap ko hum spread kehtay hain jo kay shru mein hi broker lae leta hai iss lye humari trade loss mein open hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: spread kiya chiz hai .

            Bhai jan aam tor pe ap ne dykha ho ga bid or ask ke darmiyaan aik difference hota ha jis ko hum spread kethy hn some currencies me zaida hota ha or kuch me kam asal me ye jo broker humy forex trading karny k lye plateform provide kar rha hota ha ye us ka commission hota ha es tarha hum apni har trade me se usy ye spread ki sakal me dyty hain.
            • #7 Collapse

              Re: spread kiya chiz hai .

              spread
              Dear members aapane yah poochha hai kya Kahate Hain yah kya hai.
              Friends spread ka matlab yah hota hai ki jo Ham trade Lagate Hain Jab Bhi Ham aapane Dekho Humko trade Lagate Hain To usmein Hamari trade mines Mein Jaati Hai To Kisi Ke Liye usko Kahate Hain Ki vah Sab friend hai friend ka matlab Pata Hai Commission Jay Shyam traders trade Lagate Hain for example aamantran battery Lagate Hain Tumhare pairs ka Apna spread hota hai for example of gold Mein Laga rahe hain to uska supplied 52 Ham Nagar $1 ki trade Lagate Hain To Hamara train Jo Hai - $50 se start Hogi iska matlab Ke Jo Hamen ka gold Mein Commission Humse le raha hai thanks
              • #8 Collapse

                Re: spread kiya chiz hai .

                ji han dear spreads comission ko kha jata hy iss mein brokers jo hmari trading mein help kery hein jab hm iss mein trade lgaty hein to wo loss sey start hoti hy aur sometimes hmari trade mein commision bhi hota hy jis sey wo comision broker ko milta hy issi ko to spreads ka naam diya jata hy aur ham sab spreads ko lago kerty hein..
                • #9 Collapse

                  Re: spread kiya chiz hai .

                  Yah Bhi aapane Ek Bar theek hai ki Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta To Ham yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kam Mein stability rakhne ke liye trend Mein kam karna zaroori hai agar ham log friend Nahin nikalenge To Ham Yahan per Kabhi bich long time ke liye working Karke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahin kar Payenge position ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
                  • #10 Collapse

                    Re: spread kiya chiz hai .

                    WALIKUM ASSALAM g bhai thank you so much apny bhot achi bat kahi hai or bhot acha knowledge shere kia hai ,,bhai apko is tarhan k mazeed knowledge shere karna cheye or hum sub k ilm main izafa karna cheye....
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: spread kiya chiz hai .

                      walaikum salam jee bhai ham ny achi information sgare ki hai or umeed ha sab ko smjh bhi a agai ho gi aisy he sab logo ko qemti info share krni chahye
                      Achy Threads py thanks tu banta hai na

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X