postien kun delete hoty hn , reason
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    postien kun delete hoty hn , reason
    postien delete hona koi zaty dushmani nhe hy , ager ham chahty hn ky hamary postien is mn kabhi bhi delete na ho to pher hamein is mn chaye ky ham sirf aur sirf forex sy related hi jawab dien aur pher quality wala jawab dien jis sy pher hamary thanks bhi ziada hosakty hn aur pher hamra bonus bhi jis sy pher ham ik bahut hi achy earning bhi kar skaty hn so hamein is mn chaye ky ham forex sy related hi kam kairen aur pher is mn invilde mozu ko bilkul bhi bat na kairne
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: postien kun delete hoty hn , reason

    dear friend forum ki trf sa daily base pa posten delete ki jati hn meray khial mn iski main waja yeh ha k forum ki trf sa repeated threads ko remove kr dia jata ha aur un pa jo reply ki gae posten hoti hn unhen bhi forum ki trf sa delete kr dia jata ha
    • #3 Collapse

      Re: postien kun delete hoty hn , reason

      Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min postin delete hony ki koch waja hoti hain jis ki waja sy postin delete ho jati hain jo min ap sy share kar raha hon..
      1=jab hum apni postin karny lagaty hain to hamra mind fresh nahin hota jy jis ki wja sy hum foeex achi quity wali postin nahin kar sakty hajn
      2= forex online bsuiness min hum jab bhi postin karty hain to hum os ki lenyh achi write nahin karty jis sy hum hari post demete ho jati hy isi lia haminn aisa nahin karnachaye hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye jis sy hum acha boness hasil kar sakty ahin.
      • #4 Collapse

        Re: postien kun delete hoty hn , reason

        Dear brother forum pe posts delete honay ki wesay tu bahut c wajoohat hen lekin sub se bari waja repeated ya copy threads pe reply posts karna kiun k jab review men woh thread delete hoti hey tu reply posts bhi delete ho jati hen
        • #5 Collapse

          Re: postien kun delete hoty hn , reason

          Sirf post delete Hoti Hai Jim mein koi acchi knowledge Nahin Hoti aur na hi Unka Koi benefit hota hai aur unke Mul spelling mistake Hoti Hai jinmen quantity bahut jyada hoti hai lekin quality Nahin Hoti Aisi post delete hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: postien kun delete hoty hn , reason

            Dear friend forex pakistan mein humari posts es leiye delete hoti hain q k hum ju post agar eik hi topic pe baar baar repeat kartey rehtey hain tu un ki posts delete hoti hain aur jin loogu ka topic forex se related nahi hota tu un loogu ki bhi posts es forum mein delete ho jati hain dostu.
            • #7 Collapse

              Re: postien kun delete hoty hn , reason

              Je bilkul dost ap thek keh rhy hain..pak forex sy related jo post na ho to delet to honi hy..isi lye hmen chahye k pak forex sy related post karni cahye taky post delet na ho or hmara time zaya na ho
              • #8 Collapse

                Re: postien kun delete hoty hn , reason

                bhai jan forex forum main posts dele hony ki sub se bari ji wjah hai wo yah hai k jub hum roles ko break karty hain osi k according trading nahi karty hain tu hum kbhi bhi acha bonus gain nahi ka skty hain or es k ila forex k ilwa or koi bhi hum yahan mozo likhengy tu bhi hmari posts delte ho jati hai tu kbhi bhi ayse posts na karen jo forex se related na ho ayse he apko acha bonus nahi milta hai
                • #9 Collapse

                  Re: postien kun delete hoty hn , reason

                  Posting is liyaa delete hotii hay Q kay hamrii thread asii na karhay jis say whoo bad may delete ho jatii hay forex may hamay agar post delete naii hoo gi agar ap Quilty walii post yaa thread karhay gay too is liya hamay asaa naii karnaa chahiya agar hamay achaa and mazbot hoo kar kam karhay gay too hamarii post and thread delete nai ho gii
                  • #10 Collapse

                    Re: postien kun delete hoty hn , reason

                    Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main aisi posts jis main koi knowledge na ho aisi posts forex main delete ho sakti hain our forex main copy our paste posts our threads share karne se hamein loss ho sakta hai our hamari posts bhi delete ho sakti hain jis se hamari pori mehnat waste ho sakti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: postien kun delete hoty hn , reason

                      Assalam o Alikum dear members of forex.
                      G brother hamari posts es wja sa delete hoti hein kyn k hm ny ya to dosry members ki posts ko copy kiya hota h ya hum froex r trading sa related quality r impormative posts nai krty bulky fazool posts krty hein to es wja sa hamri posts delete hoti hein r hamari mehnet b zaya hoti h, dear hmein ciye k hum en ceezyon sa buch kr froex ma kaam kiya krein.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X