Lot size ka pata chalana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka pata chalana
    Dear Members lot size jo hai wo ap k mind set ki akasi karti hai, mainay Neil fuller say is k abre mai perha hai k hum apni lot size ka kese andaza lagai k humnay apnay account ki equity k hisab say lot lagai hai ya ziada bari lot lagadi hai, Neil Fuller apnay article mai kehtay hai k lot size ka test hum Sleeping Test say karty hai mtlb apnay ek pair pay trade open kari to ap jb rat ko soingay or apko ek achi neend ai or subha uth kr apko MT4 khol kr trade deikhnayn ka khayal na ai bul k ap daily routien work karo or after it trading k time pay trade deikho its mean k apnay sahi lot size istemal kara hai

    But ager ap rat mo so or neend mai dream mai apko apna account ka dr lage or subha uthtay k sath hi apka pehla khayal hu k ap apni trade deikhu k us mai los to nahi hugaya or ap trade deikhu or trade waqai loss mai hu or ap drr jao, its mean apnay trading lot jo hai wo ziada laga di hai, mainay is test ka personally experince kara hai jiski waja say mai ab normal lot size istemal kr k trading karta hu or mjhy apni trade ka drr bhi nahi lagta k ye loss mai hai ya profit mai, ap log bhi is experiment ko zaroor try kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka pata chalana

    Lot size buhat hi important hota hai agar AP bara volume lagayen ge to AP ko loss ho ga lekin ye sab bat AP ki apni strategy pe hai agar AP ki strategy mein bara volume hai to phir wohi apply karain ta ke AP ko knowledge ho Jaye ke Kya situation hai AP ki strategy ki to agar AP chota volume laga Ke safe trade karte Hain to ye sab se best option hai
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka pata chalana

      Bohot achi informantion do Hy AP ny forex traidng me lot size ka bohot zada role and task hota Hy kyun Kay AP ko es me hamesha apnya balance ki percentage Kay mutabik hi apni lot size ka andaza lagana hota Hy kyun Kay es me koi bhi kaam krny Wala trader es wakt Tak acha profit mahi lay skta Jab Tak wo es me sahi lot size ka taiieun nahi kr skta es leay lot size ko apny actual capital Kay mutabik rakhen
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka pata chalana

        G han dear es mai hamesha ap kosesh kiya karain kay ap ki lot size kam he ho kiyu kay ager ap ki es mai lot size zayda ho jatye hai tu ye ap kaliye acha nhi hai kiyu kay ap ko es mai lose bhi uai hisab say zayda ho jata hao tu apni lot size ko kam say kam rakhain ta kay ap ko es mai bad mai masla na bnye
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka pata chalana

          Forex trading main lot size ki bahut hi ziyada ahmiyat hai is liye forx trading main lot size apne experience our knowledge k mutabiq use karna chahiye our forex main trading k liye hamare pas ace bonus ka hona bahut hi zarori hai our forex main hamein lot size kam se kam rakhna chahiye jis main risk bhi kam hota hai our hum achi earning hasil kar sakte hain our loss se bhi bach sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka pata chalana

            Asslam o alaikum dear members
            G Han bilkul forex traidng me lot size ka bahot zada role and task hota Hy kyun Kay AP ko es me hamesha apnya balance ki percentage Kay mutabik hi apni lot size ka andaza lagana hota Hy kyun Kay es me koi bhi kaam krny Wala trader es wakt Tak acha profit mahi lay skta Jab Tak wo es me sahi lot size ka taiieun nahi kr skta es leay lot size ko apny actual capital Kay mutabik rakhen
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka pata chalana

              lot of size ko km rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hn gay aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar sakty hain aur hamain is forex main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka pata chalana

                Rihan bhai jaan Apne bilkul theek hi kaha hai hamen chahie ki Ham ismein acche trade hasil Karen aur ismein lot size bilkul bhi kam rakhen kyunki le aur lots hamari kam hoti hai To Ham ismein achha khasa profit bhi hasil kar sakte hain aur Har Bar hamen isko bahut sochne ke liye hamen acchi trade open karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka pata chalana

                  hamain market main lot of size ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main ansley kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi ta k earn karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka pata chalana

                    lot size hamy km rahkne ho ge pher he hum paasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X