Trading kertay huay jaldi nahi kia karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kertay huay jaldi nahi kia karain
    Trading kertay huay traders bohat jald baazi ker laitay hain jiss ki wajah say ya tou loss hojata hai ya phir profit Kamm hota hai. Agar account balance support ker raha ho tou trade close kernay mai kabhi bhi jald baazi nahi kerni chaiye aur koshish yehi honi chaiye kay apni her trade ko achay results kay saath he close krain. Iss Tarah confidence barhta hai jo long term trading mai bohat kaam ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

    Bilkul dear forex me jald baz hamesha loss me rehta Hy AP ko es me kaam krny Hy to AP ko proper active mind ho kar krna chye kyun Kay ap ko es me loss aur profit me AP ki jald bazi aur lalach ka boht Amal dakhal hota Hy jo serf nuqsan ka bais banti Hy
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

      G ham trading mein jaldi ka to naam bhi nahi Lena chahiye AP jitni jaldbazi karain ge AP ke loss hone ke chances barhte jayen ge aur AP ko ho sakta hai account hi khona pare is liye emotional trading mat karain aur learn karain emotionless trading karain is mein hi AP ko benefit hai aur is mein hi AP ko learning hai knowledge hai aur earning hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

        yehi major ghalti hai jo trader woqt k sath saths eekhtay hai, wo apni analysis pay doubt hunay k bawajood trade setup krlete hai or moeny manegemnet ko follow nahi kr k trade lelete hai, jiski waja say mostly unhe nuqsan hi hota hai but phir unhe faida deikhta hai in cheezo mai or ahisata ahisata wo trading psychology samhnay lagtay hai or money management ko follow krty hai, or kuch seniopr say contact kr k unki psycholgy samjh kr trade lete hai, ese hi log kamyab hote hai jo rules follow kerty hai or her problem ko apnay seniors say discuss krty hai or unse mile jule rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

          jaldh bazi kar kaam may nuqsaan dathe hay our online trading tho asa business hay jis may tho aap ko buhut soch samajh kar kaam karna pardtha hay kionka ye market kuch he time may hadh say ziada movement kar jathe hay is liay aap ko buhut soch samajh kar har trade open karna hotha hay warna aap agar jaldh bazi karthay hay tho aap ko koi nuqsaan say nahee bacha saktha.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

            g han jlad bazi trading ke waqt ap ke lye nuqsan deh ho sakti hai is lye trade hamesha hosle our sabar ke sath karen ap ko is main kamyabi zror mile gi kyun ke jald bazi main ka mistakes se ghalt trade open kar sakte hain jo ap ke lye bhot zyada nuqsan deh ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

              Gee han bhai trade ko open krein ya close us mein jakd baazi nhi krni chahiye baazokat aisa hota hai market hamari favour mein lgti hai lekin hum jald baazi mein trade open kr lety hein jb loss hota hai tu woh trend k against hoti hai kabhi aisa bhi hota hai hum trade ko loss mein boht dair tk chlny dety hein lekin jb woh profit mein any lgti hai tu hum pehly hi usko loss mein close kr dety hein new traders ko aisi situation mein khayal krna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                dear friend ji aapane bahut hi acchi baat kahi hai main aapki is baat se agree karta hun Agar Ham trading karne se pahle jaldi nahin karte aur pure hosh aur Hawas se trade karte Hain To hamen aus trade se hundred percent profit Hasil hoga per Agar Ham use trade mein main jaldbaji karte hain aur jaldbazi main market analysis nahin karte To hamen use trade mein definitely loss hi Hasil hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                  Aoa..Han ji bilkul AP ne sahi kaha hai k hamain forex form per trdeng kerty hue kbi b jaldi me faisla nhi kerna chahea q k jaldi me Kia huay akser faisly ghalt hoty Hain loss ka sabab bnty Hain is Lia trade hamesha soch samjh ker karain aur trading se pehly seniors aur apny teachers se zarur discuss ker lain aur us k bad trade start karain phr inshallah kamyabi mily I lekin ho ga phr wahi Jo Allah ko manzur ho ga..lekin AP apni traf se puri koshish karain..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                    Asslam.0.Alikum...
                    Dear Members kasy hh ap umeed hy ap thk ho gytrdeng kerty hue kbi b jaldi me faisla nhi kerna chahea q k jaldi me Kia huay akser faisly ghalt hoty Hain loss ka sabab bnty Hain is Lia trade hamesha soch samjh ker karain aur trading se pehly seniors aur apny teachers se zarur discuss ker lain aur us k bad trade start ho jaty hy es ly soch samj kr trade krna chay ku kh trade agr ghlt ho ga to kam kasy thk ho ga esi trha hm ko achy sy kam krna chay tak hum acha kam kr saky aur trade bi acha mily ga ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                      G han apne bilkul rhk farmaya hamesha he kabhi b kisi chi ma jldbazi na karen jiska apko koi nuqsan aesy he trade krty waqt ziada sy ziada khayal rakhen jld bazi ka kam shaitan ka ha.. Ismy apka he nuqsan ho skta to ehtiyat karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                        Asalam o alikum dosto trading karty hoby ham log bahut c galtiyan karty han jis sa hameesha hamen loss hota ha dosto agar ham na hameesha loss e karna ha to pherbtrading ka faida dosto hamen ye galtiyan ab band karna hon gi. Hamen chahye ha ka mehnat sa kam karen dil laga kar kam karen karen trading karty hovy kisi kism ki koi jaldi na karen. Soch samjh kar or market ko analis kar ka trading karen lalich sa bachen is sa hamara nuksan hota ha or tukky to billkulll b nai lagany in sab sab chezon par cantrol karen or trading main profit len
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                          Trading me agar ap profit lena chahty hai to us k liye ap ko analysis karny hogy market ki movment ko smjhna hoga lekin agar ap nahi samjhy gy to us ka ap ko hi nuqsan hai ap jald bazi kary gy ap jldi trade open kary gy or us sy ap ko loss ho jaye ga ya phir account hi wash ho jaye ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                            Ji han Sar aapane yah Baat to bilkul right ka yah Kya Main ismein jaldbaji Se Kabhi Bhi trading Nahin Karni chahie Agar Ham jaldbaji se trading Karte Hain To Hamen coach munafa Nahin hota hai aur ismein mehnat karna bahut Jaruri hota hai kam maybe ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kertay huay jaldi nahi kia karain

                              G dear friend ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k forex pakistan mein trading kartey waqt humein kisi bhi qisam ki koi jaldi nahi karni chahaye warna es tarha humein nuqsaan uthana par sakta hai es forum mein dostu agar hum trading k duraan sabar karein gey tu humein zaroor profit ho ga es business mein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X