2 tyes of Risk & Reward management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    2 tyes of Risk & Reward management
    Dear friends mai aj apko ye batana chahta hu k risk and reward management ka forex mai ek ehem role hai or ispy logo k 2 alag alag type k ideas hai jo dono mai neechay share kr raha hu

    1. Pori duniya ka ittifaq is bat pay hai k risk & reward jo hai wo apko 2% say ziada nahi lena hai means apka account balance 1000$ hai to apko uska 2% 20$ ka SL lagana hai or us hisab say apko deikhna k ager apka SL 100 pips ka hai to ap lot size jo hai wo 0.2$ say ziada ki nahi laga saktay (0.2*100=20$) or apka TP1 (0.2*100=20$) TP2 (0.2*100=40$) iska mtlab apnay 1:2 Risk & Reward ki trade li hai.

    2. dosre number pay sirf ek hi banda ata hai jo Price action mai ek bara name rakhtay hai Neil Fuller un k hisab say Risk & Reward apko % ki jaga $ mai lena hai k apka 1000$ ak account hai to ap 20$ ka risk lo, opeer di hoi calculation same hai baqi but jo cheez realise able hai mtlb Risk in % apka relisable nahi hai jb k Risk in $ apko pata hai kitnay ka loss huna hai to wo boltay hai Risk in $ lo or 1000$ k account pay zarroi nahi 20$ ka risk lo, apna risk 50$ tak bhi lo or ye cheeck krnay k lie k apnay risk Ziada to nahi lia, us k lie unhonay ek SLEEPING TEST bataya hai jo mai Insha Allah Next thread mai bataonga apko
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

    Bohot achi information di Hy dear ap ny forex me basic cheez me Jo shamil hen concepts wo risk managment and moment managment yani Kay reward managment AP ko forex me Kam krna Hy aur acha aur mayari Kam krna Hy to AP ko chye Kay AP is cheez ka bharpoor faida uthaen aur acha Kam kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

      Dear brother aap ne boht achi information share ki hai aur main dekh rga hon k aisy achy threads ko new members na read krty hein aur na hi reply krty hein aap ne risk to reward ki boht achi calculation share ki hai jisko hum follow krein tu hum apny account ko safe use kr sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

        money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k earning karin gay aur hamain is forex main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum run karein gay aur hamain market main information achi ho gi tab hi hum real main bi trad ekarny k kabil hos akty hain aur hamain practice kar k hi hum run karien gay
        • #5 Collapse

          Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

          hamain risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain aur hamain market main money ko amnge karein gay tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main knwldge acha ho ga tab hi hum market main bi trade kar k hi hum kamyayb ho sakty hain tab hi hum market main bi trade karien gay
          • #6 Collapse

            Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

            hamain markt main wo hi use karna ho jis say hamain trade profit main jay aur mary kheyal say risk ko avoid karny main kamyabi hoti hai so hamain is forex main kam karny k liye learning karni ho gi aur mhnt karni ho gi phr hi hum achy say trade karny k kabil hon gay aur hamain market main bi loss km ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

              hamain market main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karirn gay aur risk ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain amoney ko mange kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

                hum risk ly gy to he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kara si mai kam kars akty hain
                • #9 Collapse

                  Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muzzammil1 پيغام ديکھيے
                  Dear friends mai aj apko ye batana chahta hu k risk and reward management ka forex mai ek ehem role hai or ispy logo k 2 alag alag type k ideas hai jo dono mai neechay share kr raha hu

                  1. Pori duniya ka ittifaq is bat pay hai k risk & reward jo hai wo apko 2% say ziada nahi lena hai means apka account balance 1000$ hai to apko uska 2% 20$ ka SL lagana hai or us hisab say apko deikhna k ager apka SL 100 pips ka hai to ap lot size jo hai wo 0.2$ say ziada ki nahi laga saktay (0.2*100=20$) or apka TP1 (0.2*100=20$) TP2 (0.2*100=40$) iska mtlab apnay 1:2 Risk & Reward ki trade li hai.

                  2. dosre number pay sirf ek hi banda ata hai jo Price action mai ek bara name rakhtay hai Neil Fuller un k hisab say Risk & Reward apko % ki jaga $ mai lena hai k apka 1000$ ak account hai to ap 20$ ka risk lo, opeer di hoi calculation same hai baqi but jo cheez realise able hai mtlb Risk in % apka relisable nahi hai jb k Risk in $ apko pata hai kitnay ka loss huna hai to wo boltay hai Risk in $ lo or 1000$ k account pay zarroi nahi 20$ ka risk lo, apna risk 50$ tak bhi lo or ye cheeck krnay k lie k apnay risk Ziada to nahi lia, us k lie unhonay ek SLEEPING TEST bataya hai jo mai Insha Allah Next thread mai bataonga apko
                  Main aapko Apne personal experience ke hisab se batata hun jismein aapko kam karne mein bahut jyada aasani Hogi aur aap kabhi bhi nuksan Mein Nahin jaaoge sirf aur sirf aap lalach karna Chhod Do baki sab baten ek side per Jab aap lalach Nahin Karoge To aap apna profit ka percentage dekh lena Kitna hoga Agar yah increase Na Ho To fir baat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

                    AOA umeed hya apnsa thk hongy pakistan forex aik acha platform hy Hamen cHam Apne dly rotin daly kam Karen postty aur Kanbarsayehn markt ein chal baje sNa Le Friends hamain forex forum main jaldbazi k sath kam nahi krna chahiye ham sab ko forex forum main saber aur aram sy kam krna chahiye agr ham jaldbazi k sath kam krain gy to saff zahir hy hamain nuksan he ho ga yani loss ho ga aur agr saber aur aram sy forex forum main kam krain gy to ham loss yani nuksan sy bach jain gy lehaza forex forum main ham ko jaldbazi nahi krni chahiye tab ham forex forum main kamyab hon gy. Ham Duniya Ki Har Karte Rahen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: 2 tyes of Risk &amp; Reward management

                      Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X