Mehanat sy kamayabi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehanat sy kamayabi.
    Pak forex forum ak bohat acha business hy.is my hamisha mehanat sy kamayabi milty hy.pak forex forum my hum jitny mehanat Karayn gy humy utna hi profit hasil Kar sakty hayn.insan zindagy my koai bi Kam Kary us ka liay mehanat karna bohat zarory hy.forex my bi Jo mehanat Kary ga to acha profit hasil Kary ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehanat sy kamayabi.

    apki malomat k lie arz hai k pak forum business nahi hai, ha forex business hai or baqi apnay jo likha hai k mehnat krnay say kamiyabi hasil hoti etc to wo theek likha hai, baqi ap samjhdar , kamiyabi k lie mehnat pehla part hai to koshish kare ziada say ziada mehnat kare ta k kmiyabi bhi hu apko baqi ap knowledge bhi hasil kare emotions ko control mai rakhay psuchologically apnay apko tayyar rakhay
    • #3 Collapse

      Re: Mehanat sy kamayabi.

      Asslam.0.Alikum...
      Dear frinds mhnat sy kambyi hy ap ki bat bilkul thk hy ziada mehnat kare ta k kmiyabi bhi hu apko baqi ap knowledge bhi hasil kare emotions ko control mai rakhay psuchologi cally apnay apko tayyar rakhay gy ku kh mhant main he barkat hy bhai jitna kamo gy otna pao gy ya sub hm py depand krta hy mhnat kry gy to acha relaef mily ga hum ko..
      • #4 Collapse

        Re: Mehanat sy kamayabi.

        G mehnat men azmat hoti Hai agr hum sb forex posts pe shoro men achi mehnat kren ge to us se hum acha bonus hasil kr skte Hain r phr bonus le kr hamen r zyada ahtiat see kaam Lena chahye r trading ke learning pe mehnat krni chahye r phr trading kr ke acha profit le sken ge
        • #5 Collapse

          Re: Mehanat sy kamayabi.

          G Han dear es forum me apko kamyabi ki aik hi sorat Hy Kay ap es me kaam kren to mehant aur lagan Sy kren interest sy Kam krnay ka sab sy bara faida yahi hota Hy AP behtren knowledge seek krtye hen aur khud ko expert trader bana sktey hen leanring aur practice ki waja sy
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Mehanat sy kamayabi.

            Mehnat se yakeenan kameyabi hoti hai aur hmain agar mehnat karni hai to yakeenan hmain demo karna pare ga kyon ke har strategy ham ne us pe hi apply karni hai to wahan practice karain learn karain aur mehnat se bus kaam karain umeed hai AP acha earn karain ge
            Is tarah AP ki acha knowledge ho ga aur experience bhi yahi 2 cheezain AP ko earning provide karti Hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehanat sy kamayabi.

              duniya ka koi bhi kam ho usey karny keleay mehnat karni parti nhy isi trah yeh forex bhi hy ismen bhi mehnat ki sakht zarorat hoti hy
              ismen mehnat ki am kamon ki nisbat ziada zarorat hoti hy menat ki kun keh is main zehn ko hazir rakh kar mehnat karna parti hy ghaflat ka is main koi kam nahi hy agar hum ny forex ko achi trah se sekhna hy to mehnat se hi sekh sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Mehanat sy kamayabi.

                Dear friend g han forex man mahnat sy kam kar na chahey forex bhot acha business hai forex aik online business hai is man jatni mahnat karin gy ap.untni kamiyabi hasl kar saky gy is liy hamesha mahnat sy kam karin or daliy ka forex man time invest karin ta ky ap ko forex trading ka eaxpirense or knwoallge gain kar saky or forex man achi earning kar ky achi kamiyabi hasl kar saky ap ni mahnat sy
                • #9 Collapse

                  Re: Mehanat sy kamayabi.

                  G han mahnat se hi kamyabi milti is liye mahnat karen ye apko kabhi bhi loss may nahi rakhay gi apko ganesha is se kamyabi hi milay gi aur ap mahnat karen gay tou Allah bhi ap se kush hoga aur Allah bhi apko madad hi karay ga aur apko kamyab karay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehanat sy kamayabi.

                    G janab bilkul drust farmaya kisi b kam ko achy sy or mehnat st anjam dengy to Allah apko iska acha ajr dengy to aesy he forex ma ap jitni achi mehnat karngy utna apka achi kamyabi hasil hogi or apko acha profit hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehanat sy kamayabi.

                      Sar aapane yah Baat to bilkul right Keh Rahi Hai Kya Karun ismein mehnat Karte Hain To Hamen Samay kamyabi milati hai agar Ham ismein Se Kam Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge main kamyabi ki raat hai aur Azmat bhi mehnat Se Hi Milta Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehanat sy kamayabi.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aima_baig پيغام ديکھيے
                        Pak forex forum ak bohat acha business hy.is my hamisha mehanat sy kamayabi milty hy.pak forex forum my hum jitny mehanat Karayn gy humy utna hi profit hasil Kar sakty hayn.insan zindagy my koai bi Kam Kary us ka liay mehanat karna bohat zarory hy.forex my bi Jo mehanat Kary ga to acha profit hasil Kary ga.
                        Kamyabi mehnat karne se milati hai lekin yah jo mehnat aap kar rahe hain is Se To Kabhi kamyabi Hasil nahin kar Sakoge Jis kam se roka Gaya Hai Bar Bar use kam ko kar kar aapko kya lagta hai ki aapko Achcha bonus Hasil ho jaega yah aapki bahut badi mistake aur bhul hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehanat sy kamayabi.

                          mehanat Karen Apne knowledge ko improve Karen Jitna Jyada knowledge Banta Jaega Kamyab work kar Payenge..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X