Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...
    A.o.A dear member forex trading acha aor profitable hunay kay 7 7 risky bhi bhot hay is liye trading ma headging kabhi bhi na kiya karay aksar traders aisay hutay han kay jab unki trade loss ma chali jati hay tu wo osko close nhi kertay balkay osi pair per opposite trade open ker detay han jisko hedging kehtay han tu iska dear members koi faida nhi huta kiun kay is ma apko loss hi huga profit huna tu bhot mushkil hu jata hay aor swap ki shakal ma bhi loss huta rahay ga ager ap isko close nhi karay gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

    Yes dear heading sy bachna chye ap kaliye zroei hota hy jb ap ny trade lgani ho tu phly ap ko pta ho k knsi trade profit m jay gi r koch log aisy cnfrm nhy krty balky kisi k kahny per hi trade lga dety hn ap kaliye zroei hy k phly demon account sy conform kr lia krain knsi trade profit m hy r agr ghlti sy aisi trade lg bhi jati hy jo loss m ja rhi hy tu bahtir yahi hy abhi ziada loss nhy hoa osy close kr lena chye kosh dost osy close krny ki bjy os k against r trade lga dety hn jo forex m heading khalti hy is sy bachna chye osy pahly close krna chye
    • #3 Collapse

      Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

      Dear brother hr kisi ki apni strategy hoti hai kisi ko achi lgti hai aur kisi ko risky mujhy tu hedging boht achi lgti hai jb loss increase ho rha hota hai tu hum usko hedging se asani se kam kr sakty hein hedging ko seniobhi use krty hein mery khayal mein is k achy results milty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

        bilkl sahee bat ki hy hamin heding nhi kerni chahiy hamin iss mein aisa nhi kerna chahiy wesy phly mjhy bhi yhi lgta hy keh ham iss mein jab hmari trade loss mein ho to hamin usi pair per against dosri trade open ker leni chahiy isi ki wja sey hamin forex mein loss recover kernuy ki bjaiy mazeed hi lodss hota even keh account bhi wash hota hy isi liuy hamin iss mein useful trading kerni chahiy.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

          Hedging Mera kheyal hai ke wo karta hai jis ko knowledge nahi hota kyon ke jis ko experience hota hai knowledge hota hai wo stop loss use karta hai aur take profit use karta hai hedging nahi karta is liye in cheezon ko chorain aur learn karain kyon ke agar AP ke pas knowledge nahi ho ga to hedge karain ya kuch bhi karain AP earn nahi Kar sakte to mehnat karain learn karain
          • #6 Collapse

            Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

            Respected members ek hi account verify karvaya aur usse hi hi acche tarike se use Karen hedging rules ke khilaf hai account band ho jaate Hain..
            • #7 Collapse

              Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

              market main trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hedging analyse kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum sucss hon gy aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k bary main knowldge hasil kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

                ji bhai hedging itni achi cheez nh hy kh her members is bary main kehty hn bhai ager ap ki trade bht loss main ja rhi hy yani ager ap ny sell kia hova hy to ap apny account ko bachany kaliay buy ki trade open ker daty hn yani loss ziyada nh hota account hegh ho jata hy is ki ager aik trade profit main hoti hy to dosri loss main zaror jati hy is sy bhi account wash hony ky bht ziyada chances hoty hn q kh is waqt jo ap ki equity hoti hy wh ap ka bacha hova balence hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

                  Jo bhi method follow Karen Ham Logon Ko usmein hardworking Karni Hogi isliye Jis bhi method ko ham log follow karke trading Karte Hain Ham Logon Ko hardworking karte hue kam karna hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging Kabhi Bhi Nhi Kerni Chayi...

                    Wesay mujy is ki itni knowledge nahi hain laken is say Faida zarur hota hain agr trade loss mai jarhi ho or us k opposite ap ek or trade open karty hain to ap ka loss wahi ruk jata hain is tahra say wo dono trade say na hee loss hota hain or na hee profit. Laken phr bhi new members ko ase complicated cheezo sy dor hee rahna chaia kiyo k ye ek advance level ka step hain jis ko senior he samhj sakty hain or handle kar skty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X