Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,
    Friends forex ma jaha apni knowledge or expwrience kam ata hai waha or kuch kam ni ata, forex ma dosry member py bahrosa ni karna chahe, aksar apny fake signals k zarye hamy nuksan poncaha sakty hai, unka to kuch ni jae ga hamara forex account he wash ho ga, hamesa indicators ki madad sy chalna chahe, ap es bary ma kya kahyn gy???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

    Ji ha dear aap ny bilkul theek kha hy forex mein apni knowledge aur experience k ilewa kisi pr bhi bhrosa nhi krna chaiy dear agar humary pass trading ka experience na ho to humy kisi pr bhi bhrosa nhi krna chaiy kunky koi bhi signal fake ho sakta hy isliye jb tak trading ka experience na ho kisi pr bhi bhrosa na krein
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

      ji apki bat sahi ha k ager humain trading k liay kakhein se koi signales milaein tu us pe humain trade nhi laga daini chahaiy is se humain b ht bara loss bhi ho sakta ha is liay humain apny knowledg aur experience se analyses kerny k bad trade lagni chahaiy is se humain achi earning ho sakti ha.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

        g ap ne bot achi baat ki hai humin ye chaye ke forex main kam krty time humin jus apni mehnat or khud par bharosa hona chaye qk is say hum main khud etemadi ati hai or apny pat trust main paki bari kamiybi hai.humin apny seniors ko hamesha follow krty rehna chaye har hall main.
        Jazak ALLAH ツ
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

          Dear forex. Pr bharosa un signals aur person per kerna chahea Jo forex ki rag rag se wakif ho..aur doosrn per bharosa kerny se bhtr hai k AP khud it mehnat karain k apko kisi se koi Kam phr na puchna pary expert banny ka badd lekin jab apk khud bhi mehnat nhi karain ge to saaf zahir hai k AP doosrn per bharosa kerna pare ga us se phr apko profit ho ya loss apki kismat..is Lia bhtr hai k AP khud itni mehnat karain k log AP see Kam seekhain apko kisi se na puchna pre..
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

            mere khiyaal main mere bhai ki baat theek nahi hay hamara knowledge oar experience to bahot zaroori hay lekin agar ham senior say guidance lety hain to ye bhi zaroori hay oar ess ka bahot faida hota hay forez business main
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

              ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai aapko sahi hai ki aap apne experience and knowledge ke bagair kisi par bhi aitbaar Na Karen bharosa Kisi per nahin karna chahie Apne experience and knowledge per karna chahie Taki aap apne experience chunav se kam Karen aur kisi ke kahane per aarop na Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                G dear friend ap ne yeh bilkul sahi kaha hai k forex pakistan mein humein apney knowledge aur apney expereince k elwa aur kisi par bharosa nahi karna chahaye q k dostu es forum mein agar hum dosru pe depend karein gey tu es tarha hum es forum mein sahi kaam nahi kar sakein gey yeh theek hai k hum kabhi kabhi apney kisi seniors se mashwara zaroor kar lein ju cheez humari samajh mein na aa rahi ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                  Dear aapane acchi baat ki hai agar Hamen Forex trading Mein Ek Kamyab aur ek accha trader banna hai To Hamen chahie ke sirf Apne knowledge or experience per depend Karen Agar Ham dusron per depend karna Shuru kar denge to hamare liye kamyabi Hasil karna mushkil hi nahin balki Namumkin bhi ho sakta hai isliye Jab Bhi trading karen to sabse pahle Apne knowledge or experience ke according market ka analysis Karen aur phir apni planning aur strategy ko follow karte hue Apne trade ko open Karen aap kamyabi zarur Hasil Karenge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                    Asslam o Alaikum g han brother ya ap ny bilkull thk kha main ap ki bat say agree hn forex kam hi asa hy jas pay humy kesi pay bhrosa nii rkna chye bilkay himt or hosly k sth acha or complete kam krna chye jas say humy buht zyda fida hn humri earning humry achy bonus say mumkain hy jas say hum buht zyda profit bhi hasil kr skty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                      Asslam o alaikum g haan forex ma hamain knowledge or experience ka ellawa kisi pr Barosa nhi krna chahia keon ka forex ma hamari kamyabi hamara knowledge or experience ki wajah sa hi hoti ha agr hamra pas forex ma knowledge or experience ho ga tu pr hi ham kamyab hon ga forex ma
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                        Dear friend apni kamyab strategy honi chahie kisi par depend nahin karna chahie with analyses Karen market ko..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma apni knowledge or experience k elawa kisi py bahrosa ni karna chahe,,,,

                          Aisa bahut dafa hua hai ki Ham dusron per Jab Bhi depend Karte Hain To Hamen nuksan ka Samna hota hai Hamen chahie ki Ham Apne knowledge aur experience ke alava Kisi Aur per depend na Karen balki Khud mehnat Karen aur apne aap ko apni mehnat se Kamyab banane ki koshish karen dusre kabhi bhi Hamara Bhala Nahin Soch Sakte jab tak Ham Apna Bhala Khud Nahin Sochenge isliye Jab Bhi Koi kam karen to uske liye Kisi dusre per depend karne ki jarurat Nahin Hai Hamesha Apne mehnat Apne analysis apni planning ko follow Karen Taki kamyabi aap ky qadam choom sake.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X