Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※
    Dear forex members ham main se bhot se members ese hain jo signals par trading karte hain lekin aksar oqat ignals fake hote hain our jab ham usi ke mutabiq trade kar lete hain to hamara bhot zyada loss ho jata hai mujhe koi member bata sakta hai akhir kar fake signals ka kese pata lagaya jai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

    Dear signals k uper tb he bahrosa karo jb rsi indicator b un signals ko favour kar rha hu, forex market ki beshumar sites hai jo har waqat kio na kio signal provide karty rehty hai, forex ma apni knowledge ki madad sy signal create karna best hai bajae es k dosro par depend kya jae, forex ma kisi py bahrosa ni karna chahe sewae apni knowledge k,
    • #3 Collapse

      Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

      Brother humain jo signals khaein se bhi milaein unhin lay ker ap apny analyses bhi karein ya nhi k jo signales bhi apko milaein un pe ap foran trade laga dain ager ya signales fake hoay tu phir apki sari mehant pal main zxaya ho sakti ha is liay humain chahaiy k signales layny k bad humain apny tore pe bhi analyses kerni chahaiy ager suitable entry nazer a rahi ho tu trade laga daini chahaiy.
      • #4 Collapse

        Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

        Ji dear humy kisi bhi signal ko follow krny sy phly ye check kr lena chaiy k voh fake signal to nhi hy dear agar hum kisi fake signal ko follow krein to humara account wash ho sakta hy is signal ko follow krein jo indicater sy bhi match krta how aur news bhi is ji k favour mein ho
        • #5 Collapse

          Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

          Signals ager sahi na hon to members ko trading main loss hota hay or members ko verify ker lena chahiye k ye signals sahi bhi hain k nahin hain demo acount pay practice kertay howay un signals ko test kiya ja sakta hay demo pay un ka result jo bhi aaey ga wohi signals ki quality ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

            Boht ach sawal hai bhai yeh tu sb janty hein k fake signals hoty hein aisy signals mein jo trades milti hein un mein se aksar trades loss mein close hoti hein aur thori si profit mein signal provider isi baat ka faida uthaty hein kionkeh new traders ko itna experience nhi hota aur woh un signals ko follow kr k apna loss krty rehty hein un se bachna hai tu unko follow na krein.
            • #7 Collapse

              Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

              Doston Agar Yahan per Koi signal se Kahe To uske liye sabse pahle aapko yah karna hai ki ek pure Hafte Tak Uske signal se ek demo countertrade Lagaya Karen aur uske signal score check kar liya Karen ki market kis Taraf ja rahi hai agar pure week mein aapko Panch din bhi aise Milte Hain jismein Uske signal baap ke favour Mein Aate Ho To vah Signal pack nahin hai aur Aadhar 5 Dinon mein se teen din aapke favour Mein Aate Hain sirf to isase aapko profit Hasil Nahin hoga
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai aapko chahie kya aap signal per kam Na Kabhi bhi Na Karen kyunki agar aap signal per kam karenge to na kam ho jaenge isase behtar hai ki aap apne experience aur knowledge se kam Karen Taki aap kabhi bhi ismein na kam Na Ho aur Har Bar aapas Mein kamyab Ho jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                  Dear Hamesha koshish karen Ke Jab Bhi apni trade open Karen real account per To Apne analysis apni planning Apne experience aur apne knowledge ke according hi Karen Kabhi B signal per depend na Karen aur fake signal ka aapko tabhi pata chal sakega Jab aap ne experience on Knowledge ke according trade open Karenge otherwise aap galat trade open karne ki vajah Se Khud Ko nuksan ki taraf Lekar Ja sakte hain isliye koshish karen ke apne knowledge planning your experience per depend Karen Kisi bhi signal per depend na Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                    dear member koi bhi signal perfect nahi hota ye hamara analysis he hota hai jis ji wjha sy ham kahy skty ky market kis tarf move kary gi
                    Achy Threads py thanks tu banta hai na
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                      I think to mushkil hai PTA chlna yehi hai keh kuch arsa pehle uss ko aazma liya Jaye jahan se signal lete Hain demo PR agr sahi hon to real PR use kren wrna nahi but kayi baar phir bhi ghlt ho skte Hain to carefully kren kaam
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                        Hi friend fake ho to unhone ka andaza Apne knowledge se hi lagaya ja sakta hai mukammal koi bhi nahin market ko samajh Sakta..
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                          Is liay mai signals ko follow karny k against ho. Agr chaly starting mai ap signals follow kar k sehkna chaty hain sekhny samhjny ki intention say signals dehkty hain to signals ki phly study kary k akhir signals dyny waly nay kis base par signals diye hain kiyo buy ya sell ka kaha kiss tool ki help say signal banaye phr is tahra ap ki knowledge bhary gi or signals ko bhi apni study ki base par samhj lay gy k signals fake hain ya real.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                            Pahli Baat To yah ki Hamen signals per depend hi nahin karna chahie Hamen Hamesha Apne knowledge experience per depend karna chahie aur Agar signal Hamare knowledge analysis aur experience ko follow kar raha hai to trade open Karen aur Agar follow nahin karta to beshak aap apne analysis ke according trade open kar den Kyon Ke yah Jaruri Nahin Ki Hamesha signal aapko accurate information provide Karen isliye kabhi bhi signal per depend na Karen Yahi Ek Kamyab trader Ki Nishani Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar signal fake hon to un ka kese pata chalta hai ※※※

                              Dear pak forex forum ak bohat acha business Hy.isy Hy fake signal per depend ni karna chiay agar hum chaty hayn ka acha profit hasil karayn to us ka liay zarory Hy ka hum fake signal per depend na Karyn .fake signal at hum lose ho sakta hy.humy fake signal at bachna chiay.agar hum market ka analysis karna janty hayn to hum fake signal ka bi pata chala sakty hayn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X