apni mehnat say apna any wala time acha banain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni mehnat say apna any wala time acha banain.
    salam friends jesa ke ap janty hain ke forex main hmaesha say hi mehnati logo ko ak achi kamiybi acha maqam hasil hota hai hamri life main boht say ese log hamry samny hain jo apni life ka mqasd mehnat ko bana kr apni achi life set krty hain is main apko hamesha mehnat or sabar ka daman nai chaorna chaye isi main apki kamiybi hai.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

    Gee haan bilkul theek kaha forex main aap mehnat kray gay tu aap ka ana wala time acha ho ga forex main aap zayida mehnat say kaam kray gay tu hum acha profit hasal Kar saktay hai or apna moskal time ka Lia pasiay Kam a saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

      Yes forex ma mehnat sy khud ko family k life status ko behtar banaya ja sakta hai, forex kisi b business k mukabaly ma easy hai or kisi b jaga sy operate kya ja sakta hai, forex ma sabar bhot zaruri hai, mehnat kar k trading ko luck k sahary chorna acha hai but serf luck py bahrosa karna bewaqofi hai,
      • #4 Collapse

        Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

        Han ji dear bilkul AP ne bht achi bat ki hai k agr ham aj mehnat karain ge aur aj thoray wakt kelia takleefain aur mushkilat berdasht karain ge to hamra future bright aur asan ho Jie ga ..is Lia Jo aqalmand log hoty hain wo apny present ko mushkilat ka shikar bna ker mehnat kerty Hain aur apny AP ko tang rakh ker zindgi guzraty Hain lekin phr unka istrah future ki mushkilat aur takleefain khatm ho jati Hain..lekin Jo present ko asan bnaty Hain unka mazi mushkil ho jata hai ..is Lia apko chahea k AP forum per present me mehnat karain aur future ko asan bnien..
        • #5 Collapse

          Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

          Welcome to all forex members.jee ha hum sub forex members ke yahe khwahis hote hay ke hum forex pay mehnat kare.aor acha work kare .hum posts kare to ache Kare words sahe use Kare aor jub threds open Kare to wo bhe lajawab Kare .ta kh sabhe forex members ko samajh bhe aay.aor wo hame likes bhe day.
          • #6 Collapse

            Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

            Assalam o alikum dosto forex hamary lye behtreen bussness ha or ye world main chaya howa ha bahut sary log han jo is sa faida utha rahy han dosto ham b forex main kamyab ho sagty han ye koi itna mushkill nhe ha or na he na mumkin ha bas ham mehnat kar ka hadworking kar ka or dil laga kar kam karny sa ham kamyab ho sagty han or apna any wala waqt acha bana sagty han
            • #7 Collapse

              Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

              Ji han bhajan Apne bilkul theek hi kaha hai hamen chahie ki Ham apni mehnat se agla aane Wala time behtar Karen kyunki Agar hamen galat time Baitha karenge To Ham abhi kamyab honge to next bar Ham bhi Ham ismein na kam Kabhi Nahin honge next time bhi Ham ismein kamyab Ho jaenge aur accha profit hasil karenge acchi kamai
              • #8 Collapse

                Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                Her aik member hi apnay future k baray main kafi active hay or isi liye interest say kaam bhi ker reha hay or jo members sahi say kaam nahin kertay hain or time waist ker rehay hotay hain wo apnay aanay walay din begter nahin bna saktay hain jin ko apnay future ki fiker hoti hay wohi mehnat krtay hain
                • #9 Collapse

                  Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                  Pakistan Forex forum Hi Hai Jiski vajah se Ham Apne kam ko Aage Baitha banaa sakte hain Ham apni life ko Achcha kar sakte hain Pakistan for forum ke sath Agar Hamen Yahan per Achcha profit cancel Karna Hai To Hamen ine Dinon Mein Apne dollars Ko Badhana Hoga Hamen Ek Aisi strategy Banani Hogi Jiske mutabik Ham Agar trade Karte Hain To Hamara account bhi sev Karen aur Hamen profit pH Hota Rahe lekin Jyada lalach ke hisab tajwale strategy Mein Kabhi Bhi profit Nahin Hota
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                    G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi nice hai k hum chahaye k hum forex pakistan mein mehnat kar k apna aaney wala time behtar banain q k dostu es forum mein hum ju aaj mehnat karein gey tu who phir kal ko humarey kaam aaye gi yeh business aeisey samajhein k humara future hai dostu.
                    • #11 Collapse

                      Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                      Dear Forex member bahut Achcha kahan aapane Hamen chahie ke apni mehnat Se Apna future time best Banaya Kyon Ke Jab tak Hamara future time best Nahin hoga tab tak Ham acchi kamyabi ko yakin hi nahin banaa Sakte isliye Hamen chahie ki koi bhi kam Karen mehnat se Karen Aur mehnat Ko continue rakhen Taake Ham Kisi acche level ko touch karne ke sath sath apni life ko successful banaa sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                        wasalam g bhai jitni achi mhnat aaj ham jry gy kal ko hamy utna he acha bonus or profit mily ga or life set ho jay gi
                        Achy Threads py thanks tu banta hai na
                        • #13 Collapse

                          Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                          Hardworking g forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein Jo jitni mehnat karta hai use forex mein utni kamyabi milti hai humein apni mehnat se hi forex mein kamyab hota hai humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehanti trader hi forex mein kamyab hota hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein hum jitni mehnat karte Hain humeinnis mein utni kamyabi milti hai aur forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye kyun k mehnat k bina humein is mein kamyabi nae milti hai aur forex mein humari mehnat se hi kamyabi milti hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehanti trader hi forex mein kamyab hota hai hum is mein jitni mehnat karte Hain humein is mein utna faida hota hai aur forex mein humari mehnat se kamyabi milti hai is mein humari mehnat kabhi zaya nae hoti hai Jo is mein zaida mehanti karta hai aur forex mein humein utni kamyabi milti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                            Dear friends struggle Karen fox mein kamyab any fox bahut achcha business hai apna knowledge manayen life kamyab banaen..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: apni mehnat say apna any wala time acha banain.

                              Asalam o Alaikum dear fellows
                              G han shi kha ap NY forex main Hume mehnat k sat kam krna chahye ta k acha bonus hasil hon or achi profit hasil ho ta k k hmara ane wala time acha bn jaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X