Trading ager hum PC sa kari ache hy ya mobile sa kon sa acha hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mare kayle se trading hame pc se karn chaye kayo ke ip se change hot aha to ap ko kafe problam ho sakta ha is slye ep ko chaye ke postin jo be ha kudh pc par kiya kare kosess kare ke pc change mate kiya kare to acha ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear Forex trading ko pc or mobile deno se ker sakty hane ye ap pe depend kerta hy k ap kes se trading kerne chaty hane mobile pe trading kerne k leyia ap ko kese achi compny ka aniroid mobile hona chayia leken mery kail me PC or mobile se acha laptop se trading kerne chayia
      • #18 Collapse

        bhai jaan dono he best hain ap ap in main se kissi ko bhe use kar sakty hain and ap ko chaye k ap kissi ek he ip par apna account run karain warna koi problem bhe ho sakti hai and ap ka account banned bhe ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          ge han bhai jan aik lihaz se dekha jae to mobile se trading kafi mufeed mand hy kiu k ap jis jaga pe b hun ap easy se trading kr sakte ho .l.. lakin aik praoblem yeh k agr pc se tradeng ki jae to os se tmem ki tmem cheezen perfectely open hoti hen ... or han is se pher ap earning b thik kr sakte ho....
          • #20 Collapse

            My Forex Main 5 month Sare kaam kar raha hoon Aur Main Apni maximum rate mobile pe hai ki hai aur Mujhe mobile pait kam karna easy lagta hai lekin is Mein Kabhi Kabhi trade hatana aur Lagana Mein masala banta hai for PC mai Ye issue Nahi Aata
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              hum mobile par b trade kar sakty hain or hum is main pc par b trade kar sakty hain agr humain success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main agr success hasil karni hay to olow risk main kam karna ho ga is main pc par trade lagany say humain is main hard work karny say ye hota hay k loss km hota hay earning hoti hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #22 Collapse

                ge han bhai hmein apne trading mein pc pr trading krna asan hota he aur mobile pr bhe trading kr skte hiein aur hmein mobile pr trading krne se faida hota he kion keh mobile pr hm kse bhe jaga pr hon apne trading ko dekh skte hein aur hmein apne trading mein experience se kam krna he aur apne trading mein loss nhe krna he
                • #23 Collapse

                  bahi jan ntrading hum ko pc par krny cheahy jo mobile par mt4 ha is par hum koi bi indecater stretge apni mmarzi hi nae chla skty mobile par pc par hum apni marzi ka mtabic jo marzi kr skty ha
                  • #24 Collapse

                    Trading ke liye app koi sa tareeqa b use kr sktay ho yeh app pr depend krta hai, dono tareeqo ke alag alag benefits hain agr app pc pr trading krtay ho to app bhot se extra indicators use kr sktay ho, jo mobile pr app use nhi kr sktay, aur mobile pr trading se app kahee pr b jaa kr trading kr sktay ho is se app ko ek jaga bond nhi hona prta.
                    • #25 Collapse

                      Agar apka pas pc ha tu pc sa kar lein mobile ha tu mobile sa kar lein laptop ya tablet ha tu us sa farq nahi parta mera khiyal sa shahid mobile ma ziyada acha hoga
                      • #26 Collapse

                        Asslam-o-Alakum my dear friend main to always apne pc per he trading kerta hoon but i think k ager ap k pass android mobile hay aur is main internet connection b hay to ap is se b trading ker sektay hain aur ye seb se best hay kuin k mobile se ap her place per trading ker sektay ho.
                        • #27 Collapse

                          pc se trade karna ziada asaan hai ba nisbat mobile k kiu k mobile ki screen bohat choti hoti hai aor us main touch system hota hai bohat hi care se karne ki zaroorat hoti hai is liye trading to pc ya lap top se hi karna chaye ya agar bare size ka tablet ho to us se bhi kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            bhai jan forex trading to har gadget, har device yani har qisam kay aalay pr ho jati hay bus ap ky us aalay pr internet acha hona chahye. ap computer par bhi kar sakty hn. laptop par bhi kar sakty hn. tab par bhi kar sakty hn. aur achy sy mobile pr bhe kar skaty hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Trading tu donon zarae se ho sakti hai. Mobile phone ke zarie trading thori asan ho gai hai aur ap kaheen bhi bethay hai tu trading kar saktay ho lekin pc ka faida ye hai ke wahan se ap chart reading waghaira achi tarah se kar saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X