Menat sy km krna chiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Menat sy km krna chiya
    Dear friend you good morning ap SB thk ho gy yeh khena chata ho k forex business me agr hm ziyda sy ziyda menat krty hy to phr hm successfully hoty hy ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me acha km krna chiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Menat sy km krna chiya

    Forex m kamyabi aj tk sirf osi ko mili hy jis nyahnat ki hy forex m kamyabi kaliye jo sy sy ziada rule hy woahnat ka hy kai business dunai m aisy hn jo bhut thora time deny sy ya mahnat sy chl rhy hn lakin forex m aj kl jitna competition bhrta ja rha hy tuery khyl sy kambyabi sirf osi ko m skti hy jo mahnat krny waly log hn bki sab jo sirf time pas kerty hn wo waqt k sath chor jain gy q k forex easy business zror hy per isa kamtlb ye tu nhy hy k ap itna easy lain kahnat na krain r agr kamyabi chye tuahant krni pery gi
    • #3 Collapse

      Re: Menat sy km krna chiya

      G ban thek kaha apny k koo bhi busines ho us mai mehnat lazmi hoti hai aese he forex main big mehnat lazmi hoti hai isliye hume cahhe k hum is main mehnat or hard work k stah kaam karye or achi knowldge or learning haisl Karen taa m hum is main kamayb ho ssken
      • #4 Collapse

        Re: Menat sy km krna chiya

        g bhai humin apni mehnat say hamesha kamiybi ke liye achi koshesh krna chaye qk mehnat say humin achi kamiybi hasil hoti hai bina mehnat ke ap kabi bhi ap kamyabi hasil nai kr sakty.apni mehnat ko hamesha ahmiyt dy ker forex main apni ahmiyt banain qk mehnati log hi hamesha kamiyb hoty hain.
        Jazak ALLAH ツ
        • #5 Collapse

          Re: Menat sy km krna chiya

          Ji ha dear aap ny bilkul theek kha hy forex mein humy mhant sy kam krna chaiy dear afar hu. Forex mein mehnat krein gy to hi hum kamyab ho gy jo log mehnat krty hain unko in ki mhant ka phal zaror milta hy aur jo log forex mein mehnat nhi krty hain voh kbhi bhi kamyab nhi hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Menat sy km krna chiya

            Han g hmain forex Mein achi mehnat karni chahiye kyon ke ham jitni mehnat karain ge hmain utna acha aur utna bara benefit ho ga aur hmain mehnat ka phal mile ga is liye kaam karain learn karain demo ko kabhi mat chorain kyon ke wohi AP ki success ki waja bane ga demo ko ham loag easy lete Hain magar aesa hai nahi ye buhat hi best cheez hai
            Is mein real ki tarah kaam karain ta ke ap ko achi earning ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Menat sy km krna chiya

              G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me mhenat sy kam Kary gy to ham kamiyab ho pay gy or agar mhenat nhi kary gy to ham kamiyab
              • #8 Collapse

                Re: Menat sy km krna chiya

                jee han dear forex py kaam krty howe agar mehant nai kry gy tu kabhi kamyaab trader nahi ban pay gy kamyabi tab mily gi jab mhant zayada ho gi
                Achy Threads py thanks tu banta hai na
                • #9 Collapse

                  Re: Menat sy km krna chiya

                  G han bhi jan ap ne bilkul thek kaha h k agr hum forex py mehnat kreingy to hamein utna acha bonus mly ga.so work hard on forex and make your posts should be standard and you have to do posts on The daily basis so that you can get good bonus.
                  • #10 Collapse

                    Re: Menat sy km krna chiya

                    Dunia ka koi bhi karobar ho ager ham is mn mehnat na kairen to pher ham is mn kabhi bhi kamyab nhe hosakty hn chaye wo jitna bhi asaan karobar kun na ho so hamein is mn chaye ky ham mehnat sy kam karien aur pher is mn ham kamyabi hasil kar skaty hn dunia ka koi bhi esa business nhe jaha ham ziada sy ziada mehnat karien aur pher bhi kamyabi na mily so mehant sy hi kamyabi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Menat sy km krna chiya

                      Ji han bilkul aisa hi hai mehnat hi kamyabi ka ek Achcha Rasta Hai Aur Aasan Rasta Hai mehnat se kam karne se hi Ham Kisi acche Mukam per Ja sakte hain Forex trading ho ya koi bhi aur business Ho Jab tak Ham usmein mehnat Nahin Karenge tab tak Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye kamyabi Hasil karna chahte hain to mehnat ko choose Karen mehnat Se Hi aap Kisi acche level ko touch kar sakte hain aap apne Manzil per Ja sakte hain Jab Bhi Forex trading Mein Aaye To mehnat per zyada Se zyada focus Karen Taki aapko acchi kamyabi Hasil karne mein kisi kism ki Mushkil Ka Samna Na Ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Menat sy km krna chiya

                        Asslam o alaikum g haan billkul forex ma hmain mehnat sa Kam krna chahia Dil lga KR or knowledge or experience Dana chahia sb members ko chahia rozana forex ko time zaror Dan or mehnat sa Kam kran inshallah kamyab hon ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Menat sy km krna chiya

                          Assalam oAlikum Dear forex member.Member humain forex pa jald kamyabi ka lia mehnat or lagan sa kam krna hoga.Members jb tk hum ma kam krna ja jazba ni hoga hum forex pa kamyab ni ho payn ga islea humian chahea ka forex pa mehnat ka sath kam krian or hamesha acha kam krna ki koshiah krian takay hum achi earninv kr skain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Menat sy km krna chiya

                            Dear friend mehanat Karen Apne knowledge ko improve Karen Jitna Jyada knowledge Banta Jaega market Mein best work kar Payenge..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Menat sy km krna chiya

                              G han mahnat se kaam karna chahiye kyu kay mahnat se hi hum kamyab ho saktay han mahnat hi se him forex per bhi aur baki life ki fields may kamyab ho sakty han is liye mahnat karen aur forex per kamyab hon aur forex per acha se acha profit hasil kareb

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X