Ankhon ka Nuksaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ankhon ka Nuksaan
    dear members aj main ap ko btana chahti hun k forex main jub koi enter hota hy to woh is men ghusta hi challa jata hy aor aisey main woh apny ap se la parwah hojata hy
    to janab is main kafi sarey nuksan hoty hain HAM JISMANI TAOR PAR KMZOOR HOTY JATY HAIN
    EXercise na karny ki waja se susti aor kahily ho jati hy sardard rehna shuro hojata hy musalsal focus karny se screen ki light hmari ankhon ko nuksaan ponhchati hy

    is se bachna hy to forex keleay time table bnana hoga aor tab is par kam karna hoga takeh baki time main hum acha kha saken apny rozmarrah k kam kar saken jis se tandarust reh saken

    AGAR MERI POST achi lagy to feddback zaroor dia karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ankhon ka Nuksaan

    Yes saira forex ko lagatar use karny sy eyes sight week ho sakti hai, es k lae chahe k forex k work load ko parts ma divide kya jae, forex forum k work ko mukamal karny k lar din ma 3 bar adha adha ganta dena chahe, es sy forex k work ma boreyat b mehsoos ni ho gi or intest sy kam b kya ja saky ga,
    • #3 Collapse

      Re: Ankhon ka Nuksaan

      G han dear ap ny sai kha hy forex me ham k9 kam karny kalye ham ko ankho sy kam karna hota hy agAr ha apni ankho ko is me ziyada istamal kary gy to hamarai ankhy kharab hosaktu hy
      • #4 Collapse

        Re: Ankhon ka Nuksaan

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men forum pe kuch log bonus aur ziyada profit hasil karnay k liay din rat trading aur posting kartay hen jiss ki waja se unn ki eye sight week ho jati hey iss liay apnay time ko adjust karen aur din k waqt apna kam complete kar liya karen
        • #5 Collapse

          Re: Ankhon ka Nuksaan

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai hamara aankhon ka nuksan bhi hota hai kyunki Ham Forex mein jyada kam karte hain aur typing karte hain isliye hamara khoon ka bhi nuksan ho jata hai lekin jyada itna Nahin hota jitna aap samajhte hain kam karne se kuchh Nahin hota mobile use karte hain to typing se kharab ho jaenge
          • #6 Collapse

            Re: Ankhon ka Nuksaan

            G ban thek kaha apnh k mobile ko conribously use karne sy eyesighg ko effect parta Han isliye hume chahe m hum foram mai post time dekh k or divide kat k Karen taa m hume is main eyesight par farq n.a. pare or hum is main jaldi kamayb ho sken or apni posts ok.compete kar skaen
            • #7 Collapse

              Re: Ankhon ka Nuksaan

              Yes, you have said a very good thing. Forex is a very good business. Why is there a lot of loss of eyes in it, then try to make forest work by making time table ۔so main hum tb ka ky complty tore py achi earnings kr pin gy kue ky forex main hum earning to kr sukhty hn pr as main loss bi hn jo ky hum apni trf sy loss ko khatm kr sukhty hn .aour as sy humain noksan bi cm ho ga .
              • #8 Collapse

                Re: Ankhon ka Nuksaan

                Dear friend work karna bhi important Hai Apna time table banaen aur proper planchet working Karen best Rahenge..
                • #9 Collapse

                  Re: Ankhon ka Nuksaan

                  Yes aik time table se kaam krna he better hota hai he time to aik he kaam KR ke bor bhi ho jate Hain aur health ke liye bhi sahi nahi hota ISS liye time table bna KR he kaam krna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Ankhon ka Nuksaan

                    Exactly Aisa Hi Hota Hai Jab long term ke liye Kisi chij Ko use karte rahte hain lagatar usko Dekhte Rahte Hain Use Ham Logon Ki Aankhon per bahut jyada effect padta hai Matlab Ki ham log Kahin Aisa Hota Hai classes Lagana pad Jati Hai at Sector 8 sector
                    • #11 Collapse

                      Re: Ankhon ka Nuksaan

                      Modern inventions jaha hamary liye boht ziyada faidamand hain wahan in k nuksan bhi zaror hain him forex mai posting ya trading k liye hum laptop ya mobile ka use kerty hain jin se nikalny wali rays hamari eyes k liye boht nuksan day hain is se bachny k liye proper time table bana ker bus tab hi in ka use karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Ankhon ka Nuksaan

                        aslam.o.alikum dear friends.forex ko timetabal k sath istamal karna chahy.her time forex per rahna ankho ka bayis banta ha.is sy forex istamal karny walaapna time bcha leta ha or target hasil kar leta ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ankhon ka Nuksaan

                          Assalamu Alikum

                          G forex k kam main ak tarah say humari eyes per zayda effects party hein, kuyn kay hum forex per sahi concentration kay sath kaam kar rahy hoty Hain jis ki waja say humary mobile ya laptop ki screen ki brightness say humari ankein kharab hony ka chance hota hai, but forex humein kabi b yeh nahi kehta kay hum musalsal he forex per kaam karty rahein esi liye to forex main hai kay hum thora sa kaam karein aur phir rest karein phir kaam karein phir rest aur pury din ka kaam hum araam sa pura krien.

                          Thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Ankhon ka Nuksaan

                            Ji bilkul aapane theek kaha hai ki Forex ko use karte hue Hamari aankhon ka winner Kisan Ho bilkul hota hai isiliye Hamen Apne eye protection mobile per lagakar use karna chahie ya FIR Hamen chahie ki apne mobile ki brightness ko Phoolon rakhen Jiski vajah se Hame hansane ke sath kam karne mein Koi Shikva Nahin Aaegi ISI vajah se Hamen chahie ki Ham apne aap Khush rakhne ke liye mobile ke upar eye protection ko active Karke Rakhenge Jo Ham sahi tarah se post bhi kar sakte hain aur ham Achcha bonus Kama sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ankhon ka Nuksaan

                              Hamen Yahan per investment Karni chahie use time per Hamen yah bhi dekh lena chahie ki Hamara running karne ka planning kya hai Hamen Ek pairs ko choose nahin kar lena chahie Hamen pairs ko change karte Rahana chahie Jab Ham Yahan per different spheres Mein investment Karenge To Hamen earning bhi jaldi Hogi aur confidence bhi level bhi Hamara increase hoga aur Hamen market mein bahut jyada information generate hoti najara Aaegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X