Are you afraid of losing in forex? (3)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex mein afraid hona common si bat hai mjhy bhe forex mein dar lgta tha lakin jab say meine apna capital increase kiya hai ab mera dar kam ho gya hai ager ek jagah say loss ho bhe jaye to mein usay dusri jagah poora ker leti hun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      I have no afraid of losing because I have started my trading without investment and doing work on comments bonus. And In future I will earn by using bonus
      • #153 Collapse

        dear friend jo b trader forex ko jionkerta h to us ko khof hota h k us ko loss na ho jy es waja sy jo real mien trade kerna chahty hien wo demo account per zayada practice kerty hien
        • #154 Collapse

          starting main main najb trading start ki thi to us k doran main trade lgaain k dorna lafi peraisahn rehta tha k kaheen loss na ho jayeh.
          • #155 Collapse

            jo admi forex trading market main lose ho jane se darta hai wo kabhi bhi is main kamyab nahen ho sakta kiun ka hum jab bhi koi kam start karte hain to us mein bhi hum ko nqsan ko sab se pehly apne zehen main rakhna chahey tab him kamyab ho sakta hain
            • #156 Collapse

              humain trade main agr kam karna hay too is main learning kar kay achy say ana ho ga is main fear free ho kar kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakti hay is main boht say log trade ko use karty hain to magr ziada loss hony say darty hain kay trade main achi earning nai ho rahi hay to hum ismain next kam nai karina profit hasil nai ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                humain trade main agr kam karna hay too is main learning kar kay achy say ana ho ga is main fear free ho kar kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakti hay is main boht say log trade ko use karty hain to magr ziada loss hony say darty hain kay trade main achi earning nai ho rahi hay to hum ismain next kam nai karina profit hasil nai ho ga
                ge han bhai hmein apne trading mein learning krne ke bad earning hote he es lie hmein apne trading mein ache learning krne he aur apne trading mein acha experience hasil krna he phr hmein apne trading mein loss se afraid nhe hota he aur hm apne trading mein experience se boht acha profit hasil kr lete hein
                • #158 Collapse

                  Mere khayal main loss ka fair to har traders ko hota hai q k forex trading bohat risky work hai laikin jab ham trade kr rahay hon to hamain chaye k pur aitmad ho.kr trade krain or khud pai yakeen rkhain ta k hamari trade achi ho or hamain profit.ho
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #159 Collapse

                    bahi jan forex ma loss hny ki bohat sari waja ha bhi ja n hum ko is par dill lga kr mahnat sa ka m krna chehy hum ko inshallah loss nae ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X