Are you afraid of losing in forex? (3)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Yes afcorse Bro Ye Thek hy k Hr koi Darta ha Forex nae balky jo b Busns ho Har koi Loss sy Darta ha Isi trha Forex Mai b Loss hony Sy Hr kisi ko Dar lgta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      G han mere bhaiua yaha per her koi loss se derta hai keu kis s ehamri puri mehnat zaya hu jaty hai aur ham kcuh bhe nhi ker sakkte hain,.
      • #48 Collapse

        I agree with you, we should not afraid of getting loss in Forex trading market because loss is the first step of getting success in forex trading market. Without getting loss we can not be able to get success in Forex trading market.
        • #49 Collapse

          yes jab bi main big volume leta hu or risk main ata hu to bhot daar laga hy ky ab account wash ho jae ga loss sy to sb ki hi daar lagta hy or koi bi ye nahi chahta ky loss ho planing ky sath working ki jae to loss ka daar bhot kam hota hy.
          • #50 Collapse

            yeh har insan ka aik nature he keh jab insan ko kahin par loss ata hey to woh afraid ho jata hey but i think forex aik aisa businss he keh agar is main loss abhi jata hey to phir agar hum isko achi trha se learn kartey hain to apna loss bohot jaldi recover kar saktey hain.
             
            • #51 Collapse

              Although lost is the part of Game but still we need to avoid it as much as possible. Because there are many reprecussions associated with the loss ranging from diminishing capital to negative effects of the emotional stability and decision power.
              • #52 Collapse

                I do not afraid of loss money in forex that forex is the best and great way to earn money and give the best knowledge and experience with the passage of time, and loss is the part of the forex trading business I know, so forex is the best for all the trader even have to face loss.
                • #53 Collapse

                  lose se nahi darna chahiy .is se ap ko seekhnay mai help milti hai .isay b positive laina chahiy or agay lose se bachnay k liy or zayada concern or khailna chahiy
                  • #54 Collapse

                    Bhi mere khayal ky mutabik insan ko hr bussines may profit loss hota rehta hai lkn jb ap ko loss ho to ap ko gabrana nai chaey kiu ky ap ke apney koi na koi mistake ho ge js sy ap ko loss howa hai iss leay behtr learning krney chaey aur apny loss sy hmy sekhna chaey
                    • #55 Collapse

                      dear koi bhi kam ho chahea wo forex ho ya koi or business ho hame har jaga pa loss ho jata ha but hame apne loss sa learn karna chahea or next time loss sa bacha jaye.
                      • #56 Collapse

                        loss hone ka her trader ko fear hota hai qun kay loss hone ka matlab hai kay apni invest kiye hue amount ko khona or mere khyal se kisi kay pas falto paise to hote nhen hain jo koi loss hone kay liye chor de sab ko zyada se zyada profit gain kerne ki khwahish hoti hai.
                        • #57 Collapse

                          g nahi mujhy forex main loss karny sy koi darr nahi lagta q kay forex main loss karny sy sabaq milta hai aur jo hmary liay acha hai hum us loss ko cover kar sakty hai
                          • #58 Collapse

                            jo log risk lene se darte haen aur loss ke darr se aagay nae barte woh kabhi kuch nae kar sakte to suceed you have to get rid of your fear and movre forward with confidence so that you can earn big in life and suceed
                            • #59 Collapse

                              ji nahi freind forex trading mai jab mujy loss hota hai to phir mai afraid nahi hota hooo balky mai us say learning karta hoo aor loss ki reason ko find karta hoo taky dobar repeat na ho jai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                start main dar lagta ha jab is kam k bary main itna pata nahin tha lakin ab use to ho gai hain ab agar kabhi loss ho bhi jaey tu itni tention nahin hoti jitni pahly hoti thi kun k ab loss cover karna ata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X