Mehnat mehnat mehnat mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat mehnat mehnat mehnat
    janab aj main ap se yeh share karna chahti hun k agar ap k pass post karny ko kuch nahi hy to ap bas itna karty hain k mehnat k topic py bat kar dety hain
    iska nuksan apko yeh hota hy k apki post delete kar di jati hy kun k ap ny repeated post ki hoti hy
    isleay ap sb se guzarish hy k hamesha kuch naya hi post kia karen kun keh yahan sb sekhny aey hain yeh repeated topic bar bar na likha karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

    Jasa kh ap ny kha hy kh mhnat mhnat mhnat gi han hmen forex mn bhut mhnat karni chahey hmen is business mn sakht mhnat ki zrurat hoti hy takh hm acha kam kar saky achi achi posts kar sakyn agar hm achi achi post karty hn ti hmara bonus barhy ga nakh ghty ga hmen bs imandari sy mhnat karni chahey
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

      g han mahnet mahnet mahnet sa hi kam la agr mahnet kra ga to hm is ma kamyab hon ga agr mahnt nhe kra ga to ham phr kysa kamyab hon ga hr cheaz ma kamayab hona ka lya mahent ki bahot ziyda zarort hoti hy ham mahnet kra ga to lazmi kamyab hon ga bagyr mahnet ka kch bh mumkin nhe hy
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

        mehnat karna hi is ke husool ki wahid kuleed hai jo hamein nazam o zabt lagan aur azm ki taleem deta hai. sakht mehnat yaqeenan ziyada zaroori hai kyunkay sirf mehnat ke zariye hi hum apni zindagi ke maqasid haasil kar saktay hain
        aur hamen is main har baar sakht mehnat karna ho ga kamyaabi hasil karne ke liye
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

          G dear friends jtna ho saky achy se acha posty shair kren js se hm sabko aik sekhne ka naya moqa mily aur earning kr sakty ho ap aur js se ap mehnat krk bht kuch profit kama sakty ho
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

            dear member mein apki bat se agree hon yahi bat mein kehta hn ke repeated posts bar bar na kiya kare iska koi faida nahi hone wala bar bar aik posts kuch naya kar ke dikhna chaiye koi knowledge hona chiaye posts mein takay humko bhi acha lagay rply karne mein is member se achi informative posts ki hai forum ke baray mein asia work sekhy mehnat kare agar apko nahi samj a rahi to senior member jin ka acha experience hai forum mein usko dekhy unki posts read kare focus kare kam dekhy quality dekhy ase improve aye gi apke kam mein tab ap acha bonus hasil kar paye gye.
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

              G han mahnat mahnat aur bas mahnat mahnat hi wo chez ga jis se dunya may kamyabi mil sakti ha aur business ho ya koi aur field kamyabi sirf mahnat karny se hi milti ha aur forex trading per bhi mahnat se hi kamyabi milti ha aur hum kamyab hotay han
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

                ji han janab aapki baat bilkul theek hai agar hamen Forex Mein kamyab hona yaar achcha bonus Hasil karna hai to hamen sirf mehnat mehnat aur sirf main aapke sath kam karna hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

                  ne bataya ki foreign exchange market Kyon fluctuate karti hai theek hai yah this is the reason Achcha To friend ab aapko main live trading Karke dikhata hun demo counter Kis Tarah account create karte hain sabse pahle aapane Play Store open karna hai Play Store per aapane a MP4 Ko download karna hai MP4 aap type Karen theek hai yah Dekhen aap metatrader 4 likha hua hai isko aapane click karna hai isko aapane Install kar lena hai Kyunki Main already install kiya vah to Hassan open Karunga theek hai aapane usko install karne ke
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

                    Kisi bhi kam mein agar Ham mehnat karna chahte hain To usmein Ham Jarur kamyabi Hasil Karenge Kyunki mehnat Har Kaam ke liye bahut important hoti hai aur uska Mein Hamen Nahin Karte usmein Hamen na Kami hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat mehnat mehnat mehnat

                      Forex per kamyabi ka ek hi asool hai vah yah hai ki Ham logon ko bahut jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Jab ham log bahut jyada mehnat Karke rakhte Hain To hi ham log Forex per kamyabi Hasil kar paate Hain isliye koshish karen Jyada Se Jyada Nahin Karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X