kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha
    gi han kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha kyo ky jab insan apni kamiyabi ki taraf barh raha hota ha tu kismat bhi tumarah sath dety ha our jo apny kam mein dil wa jan sy mehnat karta ha tu aik tu woh kamiyab hotein hain our kismat on ka sath dety ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

    kamyabi hamesha bahudur logon ka sath deti hy agar ap ny g jan se kuch sekha hy aor ap k andar khudaitmadi kot kot kar bharri hoi hy to yaqenan kismat apka sath zaroor degi apko kamyab hony main laikin agar ap sust aor khail hain ap main lagan nahi hy to ap ko phir aisa lagny lagta hy k ap badnaseeb hain apki kismat khrab hy
    • #3 Collapse

      Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

      Forex ma kismat unk sath hoti hai jo mehnat karty hai, forex ma bena mehnat k serf kismat k bahany trade open karna bhot bari bewaqoofi hai, forex ma luck py zarur bahrosa karna chahe but bhot knowledge hasil karny k bad,
      • #4 Collapse

        Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

        kya kamiyabi main kismaat hamara sath dety hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi information oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning money management say aap zaroor kamyab hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

          Ji han dear kiyu nhi ager ap es mai mam kartye hain tu al ka kam hai jay ap es mai mahnet kay sath kam karain kiyu kay ager ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain
          • #6 Collapse

            Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

            , traders ke success Mein traders ka luck bhi important role play karta hai lekin ek baat Apne mind Mein rakhen ke kabhi bhi sirf lakh per depend Karke kam na Karen Varna bahut jyada loss ho sakta hai mehnat Karen aapka Lak aapka Sath Dega
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

              Dear ham apni kismat khud badal sakty Hain agar ham sakht mehnat kren gy Tu ham zrur kamyab Jon gy q k insan ki mehnat Kabhi zaya ni jati
              • #8 Collapse

                Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                Dear member Mein kamyabi Hasil karne ke liye Kismat per kabhi bhi depend nahin karna chahie Kyunki Kismat Se Ham Kabhi Bhi Ek acche trader Nahin Ban paate Hain Hamen sirf mehnat Karni chahie aur apne knowledge or experience ko Behtar karna chahie tabhi Ham ismein Kamyab trader Ban sakte hain aur accha profit Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                  hum is main kam karty hain or bonus hasil karty hain or apne needs ko pora karty hain hamy is main acha or alal kam karna chahey forex world wide main famous ho cuka hain forex aik acha business hain hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey hum gar bath kar is main kam karty hain hum dollar main bonus earn karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassan2245 پيغام ديکھيے
                    gi han kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha kyo ky jab insan apni kamiyabi ki taraf barh raha hota ha tu kismat bhi tumarah sath dety ha our jo apny kam mein dil wa jan sy mehnat karta ha tu aik tu woh kamiyab hotein hain our kismat on ka sath dety ha
                    Ji Bhai yah Baat to bilkul theek hai kamyabi mein Kismat Hamara Sath Deti Hai Lekin Agar Ham 100% hi apni Kismat per depend karne lag jaenge aur without analyse aur without any kind of information Ham apni trade ko open kar denge To Hamen main is Se Achcha profit Hasil Nahin ho sake ga isliye Aise Galti Kabhi Na Karen Hamesha acche analyse Karke apni trade ko open Karen
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                      dear frnds qs
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                        dear frnds insan ki sucess k pachy sub sa phla strugle hard work hota h mgr yha ya bat b nzrandaz ni ki ja skti k kismat jis pa mahrban ho jay yani kch logo par allah ki khas rhmat b ho jati h or un ki strugl un ko zda fyda dati h but yha forex m bilkl kismatk k sath sath knowledge or strugle ki zrort h
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kya kamiyabi mein kismat hamara sath dety ha

                          Assalam o Alikum.
                          G ap ki bat teak h kisi b bussiness ma kamayabi hasil krny k liye hamri mehnet hony k sat sat hmari qismat ja b bara amal dakal hota h, but hmein sirf sari kamiyabi apni qismat prr e nai cor dani cheaye bulky apni mehnet prr b tawajo dani ciye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X