Trading kay douran ap ka network fast ho ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

    G friends to ap forex aik online business Hain Jis say ham online is ma Kam Kar sakty Hain to agar ap Kam Kar rahay Hain to ap ka network bohat acha Hona chahiya jis say ap ko Kam karnay ma asani ho ge agar ap ka network acha ni ho ga to posty or threads karnay ma bohat musqil pesh ay ge jis say ap ka Kam slow ho Jai ga or ap sahe trekay say Kam be ni Kar Pai gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

      assalam o alikum dosto ye bahut he ahim masla ha ka jab ham tader kar rahy ho hamary pastt net jo ha woh fast hona chahye ha ye masla bahut sary logo ka 7 hota ka net slow hony ki waja sa unhe trading karny kafi problm ka samna karna parta ha dosto jab bhe trading karny baithen to har chez ko clear kar len khas kar apny network ko taky koi problm na ho
      • #18 Collapse

        Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

        Aslam o alikoum dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main jab aap ko trading krni hoo ya posts krni ho too aik trader ka internet connection acha hona chahaiy
        • #19 Collapse

          Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

          ji han Janab aapki baat bilkul theek hai Hamen forex Mein kam karte hain trading and ke dauran apne network ko cover karna chahie aur Hamesha teiz network ke sath trading karni chahie Agar hamare pass achcha network nahin hoga to Hamen loss bhi ho sakta he
          • #20 Collapse

            Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ8275 پيغام ديکھيے
            Ji han dear friemds aik chewz ka khas khyal rakhain kay ap jub bhi trading karain tu us kai ap ka network fast hona chye kiyu kay baz dafa aisa hota hai kay ap ko es mai apna trade close karna parta hai tu masla ban jata hai jub kay ager ap ka network acha ho ga tu aisa koi masla ap kaliye nhi banye ga ye yad rakhain kiyu kay ap ka kam he aisa hota hai kay es mai daikhna parta hai na
            Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai aap ne baat ki hai networking ki to main aapko yah batate chalo unke Agar aapke pass Ek Achcha internet connection hoga to aapko Jyada problem face Nahin karne padenge Kyunki sometime Aisa Hota Hai ke network bahut hi slow hota hai aur aap trade close ya open karna chahte hain lekin mein internet ki speed ki vajah se aap use acchi entry ko loss kar Baithe Hain
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #21 Collapse

              Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

              gee han bhai jaan trading main net ki speed fast hona bohat zaroori hai q k kisi bhi waqt aap ko apni trading band karni par sakti hai or us k liay net ka hona lazmi hai agar trade close karnay main thora saa bhi time waste howa to aap ko bohat zyada loass ho sakta hai.isi liay hmesha fast network hona bohat maine rakhta hai.
              • #22 Collapse

                Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

                fast network ji dear trading ke dauran aapka internet bahut zyada fast Hona chahiye Kyunki ismein pass Internet se hi ham kam kar sakte hain fast internet ki bahut zarurat hoti hai aapka internet connection bahut zada fast Hona chahiye Jis se aapka kam bahut zada jaldi bhi ho sakta hai aur jisse aapko trading karne mein yah posting karne mein koi pareshani nahin ayeGI slow network se Aksar IS hi Baat se problem Hoti Hai Kyunki uska net bahut slow Ho Jata Hai Jis se apki posting delete Ho Jaati Hain aur posting karne mein maza Nahin Aata na hi trading exactly Point Kisi bhi order ki trade Le Sakte isliye aapka net bahut zyada fast Hona chahiye aapka net per Jitna fast hoga aapka kam itni jaldi hoga koshish karen achi company yah achi sim ka network use Karen Jiska net bahut zada fast Ho Pakistan mein ab 4g k elawa 5g bhi aGaya isliye acchi company ka hi net use Karen jisse aapka net per slow Na Ho aapka server down Na Ho aise hi aapko benefit hoga Aur kamyabi Ke Liye zyada hardworking ki bahut zarurat hoti hai aap isme agar aap zada hardworking karte hain to aapko kamyabi milti hai Forex Mein Ham mehnat Karke Kamyab ho sakte hain Hamen ismein mehnat Karte Rahna chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ8275 پيغام ديکھيے
                  Ji han dear friemds aik chewz ka khas khyal rakhain kay ap jub bhi trading karain tu us kai ap ka network fast hona chye kiyu kay baz dafa aisa hota hai kay ap ko es mai apna trade close karna parta hai tu masla ban jata hai jub kay ager ap ka network acha ho ga tu aisa koi masla ap kaliye nhi banye ga ye yad rakhain kiyu kay ap ka kam he aisa hota hai kay es mai daikhna parta hai na
                  G bilkul hamre net ki speed achi ho gi to hama Kam krtay waqt koi mushkil ni ho gi
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

                    Helo friends kesa ap sab umeed ha khariyat se ho ga friends internet ki speed ko behtar rakhna k lia hamay aik waqt me aik he kam ko krna chaheay is se hamre internet ki speed behtar Raha gi
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading kay douran ap ka network fast ho ?

                      Forex k kam aik international kam hay r hay bhe online jis k waja se forex k km men ap ka forex market k link he internet k through he ho skata hay ise lye forex men agar ap ne kam start kerna hay to ap strong onternet arrange keren takee during tarding ap ko problem na face keren pare ye na ho k ap tarding ker rehe hun r ap ka internet discinnect ho jae ap ka rabta apna account se khatan ho jae so be cerfull.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X